Teri Bewafaai Ka Aashiqi Ka Matam,..

by Jaanasheen on July 02, 2006, 08:24:53 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 5654 times)
vinayak_joshi36
Guest
«Reply #30 on: February 01, 2007, 11:30:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "zakhmi jaan"
hum tanhaiyon se nahi, mehfilon se darte hain,
hum zamane se nahi, apne aap se darte hain,
yun to bahut kuch khoya hai hamne zindagi mein,
jaane kyun aapko khone se darte hain..........
[/b]


Waah Jaan.,..

Bahoot Khoob,..

Tanha To Zaroor Tha Main Us Se Milne se Pehle,..
Aaj To Mehfilon Mein Bhi Tanhaai Nazar Aati Hai,..
Jab Koi Baat Karta Hai Mohabbat Ki Humse Yahan,..
Hume Us Bewafaa Ki Mohabbat Yaad Aati Hai,..

__________________________-Jaanasheen-


 :? Dilon se khelne ka hunar hame nahin aata,
iss liye ishq ki baazi hum haar gaye,
meri zindagi se shayad unhein bahut pyar tha,
issliye mujhe zinda hi maar gaye...................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
teri bewafaai ka asar hai yaa.... by vinayak_joshi36 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TERI BEWAFAAI TOH EK BAHANA HAI by ehsaas chahat ka in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Teri Bewafaai Ka Mujhe Koi Sikawa Nahi by sinha_0005 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
teri aashiqi ka nasha : by awesome jai by awesomejai in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri aashiqi me hum............(ambu) by ambalika sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: February 03, 2007, 10:02:09 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Vinayak Ji,.
Kamaal ka Likha hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: February 03, 2007, 10:12:10 AM »
Reply with quote
Mujhe Tanhaa Chordkar Unhe Bhi kahin Araam Nahi,..
Tha Unse Rishta Hamara "Jaanasheen" Aaj Unki Koi Pehchaan Nahi,..

Tordkar Har Rishte Ko Wo Humse Door Jaate Rahe,..
Har Mord Mein Jaane Kyun Wo Bas Hume Aazmaate rahe,..

Kabhi Na Chaha Unhone Hume Chahat Ki Nazar Se,..
Lo Aaj Jaa Rahe Hain Hum In Ke Shehar Se,..

Kabhi Jo Mile Wo To Bas Itna Kehna,..
Maine Chaha tha Unhe Zindagi Se Bhi Zyada,..
Ke Ab Mere Baad Jahaan Bhi Rahe Khush Rehna,..

_________________-Azeem______________________
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #33 on: February 09, 2007, 02:27:05 AM »
Reply with quote
wah azeem wah... bahut khoob...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: February 17, 2007, 02:00:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
wah azeem wah... bahut khoob...

Shukriya Bhaijaa,..
aapne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: February 17, 2007, 02:01:30 PM »
Reply with quote
Sab ke Honthon pe Tabassum Tha Mere Marne Ke Baad,..
Jaane Kya Sochkar Rota Raha Kateel Mera,..
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #36 on: February 19, 2007, 12:02:43 PM »
Reply with quote
Hmmm... Azeem... hum kya likh paayenge... ek aap hain shandaar...
par koshish toh karne dijiye...

Chiragon mein agar itna noor na hota
toh tanha dil itna majboor na hota...
kasam se hum aapko badhai dene khud aate
agar aapka aashiyana itna door na hota...


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "mrkotians"
wah azeem wah... bahut khoob...

Shukriya Bhaijaa,..
aapne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: February 19, 2007, 12:42:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
Hmmm... Azeem... hum kya likh paayenge... ek aap hain shandaar...
par koshish toh karne dijiye...

Chiragon mein agar itna noor na hota
toh tanha dil itna majboor na hota...
kasam se hum aapko badhai dene khud aate
agar aapka aashiyana itna door na hota...


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "mrkotians"
wah azeem wah... bahut khoob...

Shukriya Bhaijaa,..
aapne Kuch Likha Nahi,..


Nice One Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: February 19, 2007, 12:49:12 PM »
Reply with quote
Ujaala Magne Aaya tha Roshni Ki Bheek,,.
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,..
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #39 on: October 26, 2009, 11:56:36 AM »
Reply with quote
very Nice azeem "ji"

Iss qadar b bewafai ko lekar khudpe situm na kijiye...
yaad kar k guzre zamaane, haqdaaron ki muhabbaton ko apni taraf se kam na kijiye~

Hai haq sirf "DHARKAN" ka iss muhabbat pe ub to,
Muhabbat hai bewafai ka dusra naam, ye soch soch kar, khudka muhabbat se vishwas khatam na kijiye~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: October 26, 2009, 12:33:12 PM »
Reply with quote
very Nice azeem "ji"

Iss qadar b bewafai ko lekar khudpe situm na kijiye...
yaad kar k guzre zamaane, haqdaaron ki muhabbaton ko apni taraf se kam na kijiye~

Hai haq sirf "DHARKAN" ka iss muhabbat pe ub to,
Muhabbat hai bewafai ka dusra naam, ye soch soch kar, khudka muhabbat se vishwas khatam na kijiye~~~



Ab Aur Koi Khwaaish Nahi Tujhe Paane Ke Baad,.
Ke Mili Mujhe Sachchi Mohabbat Ek Zamaane Ke Baad,.

Ab To Main Khush Hoon Abaad Hoon, "Jaanam,.
Ke Rab Ne Mujhe Khushi Ki Wajaah Di Rulaane Ke Baad,.

-Azeem-



Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #41 on: October 26, 2009, 03:13:51 PM »
Reply with quote


Ab Aur Koi Khwaaish Nahi Tujhe Paane Ke Baad,.
Ke Mili Mujhe Sachchi Mohabbat Ek Zamaane Ke Baad,.

Ab To Main Khush Hoon Abaad Hoon, "Jaanam,.
Ke Rab Ne Mujhe Khushi Ki Wajaah Di Rulaane Ke Baad,.

-Azeem-





allah aapko humesha khush rahkke, ameen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: October 27, 2009, 11:16:07 AM »
Reply with quote
allah aapko humesha khush rahkke, ameen

Aapke Saath Rakhe,.

Aameen,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #43 on: October 27, 2009, 11:52:25 AM »
Reply with quote
Aapke Saath Rakhe,.

Aameen,.

hay ji...

IA
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:46:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer