TERI BEWAFAAI TOH EK BAHANA HAI

by ehsaas chahat ka on May 18, 2009, 02:43:57 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1156 times)
ehsaas chahat ka
Guest
Reply with quote
TERI BEWAFAAI MEHEZ EK BAHANA HAI,,
DARD KO KISI BAHANE LAB PE LANA HAI,,
BAS WAHI EK NAHI MILNE AATE MUJHSE,,
ZAKHAM EK GEHRA JISE DIKHANA HAI,,,
TERE WAADO PAR MUJHE HOTA NAHI KYUN YAQEEN,,
WAADA KIYA JO MAINE USE NIBHANA HAI,,
MUDDAT KE BAAD AAJ SAMJHI HOON TUJHE,,
KISI AUR PAR KAB SE TERA NISHANA HAI,,,
MEHFILON KO MERI SAJATA RAHA AB TAK,,
AJNABEE BANA KYUN AAJ YE ZAMANA HAI,,
GAZAL KI AANKHON SE KYUN ASHQ NAHIN RUKHTE,,
YAAD AAYA USE DARD KOI PURANA HAI,,
              _NM_
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bahana by Sonu in Shayri-E-Dard
Teri Bewafaai Ka Aashiqi Ka Matam,.. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
teri bewafaai ka asar hai yaa.... by vinayak_joshi36 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Teri Bewafaai Ka Mujhe Koi Sikawa Nahi by sinha_0005 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Teri Bewafaai Ka Mujhe by sinha_0005 in Shayri for Khumar -e- Ishq
khurrams
Guest
«Reply #1 on: May 18, 2009, 04:33:00 PM »
Reply with quote
Tari.yad. tari yad bhi kamal karti hai kase kase humse sawal karti hai hik pal bhi tanha nahi karti mujah tari yad bhi mara kitna khayal rakhti hai SHAHBAZ FROM UAE
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 18, 2009, 04:35:14 PM »
Reply with quote
Bohat Achche ECK Ji,.
Nice One, Khuram Ji,.
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #3 on: May 18, 2009, 04:38:10 PM »
Reply with quote
THANK YOU AZEEM JI WAISE YE MERI LIFE SE BANTI HAI
AND KHURRAM JI BOHOT ACHA LIKHA AAP NE
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: May 18, 2009, 06:18:55 PM »
Reply with quote
TERI BEWAFAAI MEHEZ EK BAHANA HAI,,
DARD KO KISI BAHANE LAB PE LANA HAI,,
BAS WAHI EK NAHI MILNE AATE MUJHSE,,
ZAKHAM EK GEHRA JISE DIKHANA HAI,,,
TERE WAADO PAR MUJHE HOTA NAHI KYUN YAQEEN,,
WAADA KIYA JO MAINE USE NIBHANA HAI,,
MUDDAT KE BAAD AAJ SAMJHI HOON TUJHE,,
KISI AUR PAR KAB SE TERA NISHANA HAI,,,
MEHFILON KO MERI SAJATA RAHA AB TAK,,
AJNABEE BANA KYUN AAJ YE ZAMANA HAI,,
GAZAL KI AANKHON SE KYUN ASHQ NAHIN RUKHTE,,
YAAD AAYA USE DARD KOI PURANA HAI,,
              _NM_


NAAICE SHARING...E.C.K
Logged
ehsaas chahat ka
Guest
«Reply #5 on: May 18, 2009, 06:20:06 PM »
Reply with quote
THANK YOU KHAMOSH AAWAAZ JI
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:53:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer