Teri chaukhat pe mera dam nikal jaye to maza aajaye !!

by abdulqadeer on January 24, 2009, 03:50:59 AM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 3963 times)
abdulqadeer
Guest
«Reply #30 on: January 25, 2009, 05:09:08 AM »
Reply with quote
Raaste Khud Hi Tabaahi Ke Nikaale Humne,.
Kar Diya Dil Kisi Patthar Ke Hawaale Humne,.

Humko Maloom Nahi Kya Shay Hai Mohabbat Logon,.
Apna Ghar Phoonk Ke Dekhein Hain Ujaale Humne,.

______________________________-Jaanasheen-

Bahoth Ache Azeem !! Likte raho yunhi

Qadeer Toopchi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #31 on: January 25, 2009, 05:37:46 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer Saheb..Maafi chahunga,waqt ki Mashurifiyat ki wajeh se der se jawaab de raha Hoon..par vyakai mein,bahut khoob nazam pesh ki hai aapne..

Bahut Khoob Azeem bro..
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #32 on: January 25, 2009, 07:05:01 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Qadeer Saheb..Maafi chahunga,waqt ki Mashurifiyat ki wajeh se der se jawaab de raha Hoon..par vyakai mein,bahut khoob nazam pesh ki hai aapne..

Bahut Khoob Azeem bro..

Bahoth Bahoth Shukriya janab ahesan mandh hain apki is tarif ke liye hum !! ye kya kuwesh ji isme maafi ki kaunsi baath hai janab !! Apne waqath nikal ke hamari ghazal padli yahi bahoth hai janab !! Allah tumhe khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #33 on: January 25, 2009, 07:07:35 AM »
Reply with quote
kya baat hai qadeer sahab aapki kalam ne kayal kar diya bekarar ko......bahoot sunder.....
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #34 on: January 25, 2009, 07:33:40 AM »
Reply with quote
kya baat hai qadeer sahab aapki kalam ne kayal kar diya bekarar ko......bahoot sunder.....

Shukriya Janab ye app jaise logon ka badath pan hai sajeev ji jo hamare Qalam ko tarif se nawazte rahete hain !! Allah sub ko Qairde de bhai Ameen !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #35 on: January 25, 2009, 08:14:35 AM »
Reply with quote
wah wah wah wah...bahaaut khoob...kitni khubsoorati se likha hai apne...

uske kadmon main mera dam nikle toh maza ajaye,
mere labon uske lab miljaye toh maza ajaye...

kisi bewaffa ko bewaffai ki saza mile toh maza ajaye,
hum Qadeer ji jaisa likh sake toh maza ajaye...

"Rahim" ko bas ek dildar hi nahin mila is jahan main,
hume khuda ki tarha chahne wala koi ashir miljaye toh maza ajaye...

Bahoth Shukriya janab Hamari Ghazal Ko nawazne ke liye !! Aur Wah Apke ashar me is nacheez ka naam naam ho isse badi izzath kya hosakti hai mere liye !! Allah Sub ko Qair de !!

Qadeer Toopchi
Logged
dead heart
Guest
«Reply #36 on: January 25, 2009, 08:20:34 AM »
Reply with quote
Bahoth Shukriya janab Hamari Ghazal Ko nawazne ke liye !! Aur Wah Apke ashar me is nacheez ka naam naam ho isse badi izzath kya hosakti hai mere liye !! Allah Sub ko Qair de !!

Qadeer Toopchi

arey apka naam toh ana hi hai kyun ki apne itni achi ghazal jo pesh ki...Allah Sub ko Qair de!!!
 
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #37 on: January 25, 2009, 10:03:37 AM »
Reply with quote

arey apka naam toh ana hi hai kyun ki apne itni achi ghazal jo pesh ki...Allah Sub ko Qair de!!!
 
Shukriya Janab Nawazish ka !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #38 on: January 25, 2009, 01:23:08 PM »
Reply with quote
Azab Sa Dard Mehsoos Hota Hai Hume Teri Baton Mein
Padte Hi Aankh Bhar Aayi Kya Kamaal Hai Teri Baton Mein

Shihab Ji Apke is ashar me ne azab kaha hai ya ajab kaha hai zara pata den to maherbani hogi janab !!

Qadeer Toopchi
Logged
afreen_madhu
Guest
«Reply #39 on: January 25, 2009, 01:51:00 PM »
Reply with quote
waah kya likha hai..
bohot hi dard hai, par vyang ke saath likha hai..
padh kar dill mein tiss si lagi...
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #40 on: January 25, 2009, 01:54:44 PM »
Reply with quote
waah kya likha hai..
bohot hi dard hai, par vyang ke saath likha hai..
padh kar dill mein tiss si lagi...

Shukriya janab Itna To samajh gaye hum ke app hamare Kalaam ki tarif kar rahi hain magar ye zara samjh me nahi aya "Par Vyang ke saath Likha hai " iska matalb samjhane ki zahemath karnege app !! Allah ap khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
afreen_madhu
Guest
«Reply #41 on: January 25, 2009, 02:35:45 PM »
Reply with quote
Shukriya janab Itna To samajh gaye hum ke app hamare Kalaam ki tarif kar rahi hain magar ye zara samjh me nahi aya "Par Vyang ke saath Likha hai " iska matalb samjhane ki zahemath karnege app !! Allah ap khush rakhe !!

Qadeer Toopchi

Apne kaha ki agar acha lage toh nawaz dena..
yeh ek vyayang ki baat hui..chunki apko toh pata hona chahiye ki app ek umda shayar hai..par phir yeh likhna ki pasand aye..
yeh thoda vyangyatamak hua na..

( Wht I menna say is, tht u hav kept up the zany humour too..U hav written it so beautifully, tht all the pain's clearly visible buh still in such a way tht it doesn't give a pure sullen expressions, buh a lot mre..)

I hpe u understand..kabhi kabhi likhne mein galti ho jati hai..hum abb bhi, aur tab bhi app ko nawaz rahe the...

P.S: Sowie cudn't reply to PM..gotta make 30 posts first, buh em lil choosy..won't read ny oder post..thus..it'll take time..Hpe u understand..
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #42 on: January 25, 2009, 03:02:40 PM »

Zahenashin zahenashin janab ahesan mand hain hum apke !! jo apne is haqeeq shayar ki shayari ko nawaza !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #43 on: January 26, 2009, 08:11:57 AM »
Reply with quote
P.S: Sowie cudn't reply to PM..gotta make 30 posts first, buh em lil choosy..won't read ny oder post..thus..it'll take time..Hpe u understand..
[/quote]

Koi baath nahi janab !! Aur eak baar ahesan mandh kardiya apne hame !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #44 on: January 29, 2009, 07:57:41 AM »
Reply with quote
uske kadmon main mera dam nikle toh maza ajaye,
mere labon uske lab miljaye toh maza ajaye...

kisi bewaffa ko bewaffai ki saza mile toh maza ajaye,
hum Qadeer ji jaisa likh sake toh maza ajaye...

"Rahim" ko bas ek dildar hi nahin mila is jahan main,
hume khuda ki tarha chahne wala koi ashir miljaye toh maza ajaye...

[/quote]

Bahoth qoob janab maza agaya !! Allah apko khush rakhe !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 05:46:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer