udasi

by Sonu on January 13, 2006, 05:33:15 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Author  (Read 14355 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #105 on: November 16, 2006, 10:49:26 AM »
Reply with quote
Bewafaa Main Na Tha Shayad Isliye Badnaam Zamaane Mein Hoon..
Lekin Jisne Wafaa Nibhaai Hai Yahan, Aaj Main Bhi Un Sab ke Fasaane Mein Hoon,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Udasi by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 12 13 »
my reall poet..dilki udasi by fakhar sheikh in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dil ki udasi by Rahi2001 in Shayri for Dard -e- Judai
udasi ka ye dard by mkv in Share: Poetry of Pain
*** udasi kaha se ati hai***,,,,,,,,,,,,,,,,,tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
Sonu
Guest
«Reply #106 on: November 17, 2006, 06:27:44 AM »
Reply with quote
shukriyaa Azeem bahi... bahut khob likha hai tumney yeo hi likhtey rahow..

Quote from: "Jaanasheen"
Bewafaa Main Na Tha Shayad Isliye Badnaam Zamaane Mein Hoon..
Lekin Jisne Wafaa Nibhaai Hai Yahan, Aaj Main Bhi Un Sab ke Fasaane Mein Hoon,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #107 on: November 18, 2006, 05:09:48 AM »
Reply with quote
Sharaab se taluk nahi tha mera,
Par teri yaadon ne usse rishta banadiya hain.
Darti hoon ki isse bhi rishta toot na jaye,
Isiliye mekhane ko apna banaliya hain...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #108 on: November 25, 2006, 11:11:55 AM »
Reply with quote
Shukriya Aryan Bhai And Sonu Sis,,.
Bhai Aapne Kuch Likha Nahi...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #109 on: November 25, 2006, 11:14:45 AM »
Reply with quote
Sharaab Dard Ki Dawaa Hai Peene se Kharaabi Nahi,..
Dil Ke Dard Se Peete Hain Waise Hum Sharaabi Nahi,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #110 on: December 18, 2006, 06:20:37 AM »
Reply with quote
Majid bahi... Azeem bahi bahut bahut shukriya..

Azeem bahi bahut acha likha hia apney....

zindagi to ek khwab hai,
woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay,
hath ke lakiron ko kismat na samajhna,
kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #111 on: December 29, 2006, 03:06:16 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,,,.
Aapne Bhi bahoot Khoob Likha Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #112 on: December 29, 2006, 03:11:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Majid bahi... Azeem bahi bahut bahut shukriya..

Azeem bahi bahut acha likha hia apney....

zindagi to ek khwab hai,
woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay,
hath ke lakiron ko kismat na samajhna,
kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay.


Khwaabon Kop Jab Toot-te Dekha Hai Humne,,.
Ab To Darte Hain Hum Khwaab Dekhne Ke Liye Bhi,,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #113 on: March 16, 2007, 04:21:23 AM »
Reply with quote
nice Azeem bahi.. bahut khoob...

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Majid bahi... Azeem bahi bahut bahut shukriya..

Azeem bahi bahut acha likha hia apney....

zindagi to ek khwab hai,
woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay,
hath ke lakiron ko kismat na samajhna,
kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay.


Khwaabon Kop Jab Toot-te Dekha Hai Humne,,.
Ab To Darte Hain Hum Khwaab Dekhne Ke Liye Bhi,,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #114 on: March 16, 2007, 04:21:47 AM »
Reply with quote
Ik Bewafa Ko Ham Ne Is Dil Men Jaga Dey Thi
Khawabon Ki Dunia Apni Us Sey Hi Saja Di Thi

Chaha Tha Us Ko Ham Ne Kud Sy Bhi Bahot Barh Kar
Us Chahat Men Ham Ne Ye Hasti Hi Mita Dey Thi

Malom Nahi Tha Ham Ko Wo Bewafa Bhi Hoga
Us Per Bahrosa Karky Kud KO Hi Saza Dey Thi

Socha Tha Sath Mill Kay Katen Gey Zindagi Ko
Us Ne To Aikh Pal Main Har Bat Bohla Dey Thi

Keysa Sitam Hey Dekho Wo Kab Sey Juda Ha Mujh Sey
Apni Zindagi Jis Ka Saeya Sa Bana Dey Thi

Kia Tha Us Per Bahrosa Kuen Had Sey Bahrh Kar!
Us Ki Jafa Ne Dil Men Ik Halchal Sey Macha Dey Thi
Jab mein chala jaunga, Duniya chorr jaunga,
Shikwa naa karung tumse, chupchap chala jaunga,
Wada toh naa kiya tha tumse phir bhi nibhaunga,
Marr kar bhi sirf mein tujhe hee chahunga !!!

O mere palanhaar, yaha sab andhkaar hai ..
Mujhe teri jyot ka ujala mile, bas yahi darkaar hai ..
Tere Kripa ki Drashti sadaiv kare rakhsha
O mere palanhaar, teri maya apaar hai

"Dil Bas Dard Ka Ek Nagma Hai,
Abtak mera Naseeb Kyoun Sapna Hai;
TumKo Gar Lagta Hai, Apno Main Kush Hoon Main
Teri Judaai Ka Gam To, Maut se Bhi Dugna Hai"

Na Naraj Hona Gar Jo Bichar jaooun Main ;
Na Kerna Dua Gar jo Tera AeshQ Ban Jaoun Main ;
Hamne Apni dil ki Nazroun Main Basaya Hai Tumko,
Deepak Ki tarha Jalegain,Gar Khuda neKabhi Aajmaya humko nm
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #115 on: March 26, 2007, 07:50:47 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sonu Didi,..
Lajawaab,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #116 on: March 26, 2007, 08:49:47 AM »
Reply with quote
Bewafaai Jaane Kyun Wafaa Jaisi Lagti Hai,..
Ab To Badduaa Bhi Yaaron Duaa Jaisi Lagti Hai,..

Pehle To Gham Ke Naam Se Dil Ghabraa Jaata,..
Ab To Zakham Ke Chot Bhi Yaaron Halki Hawaa Jaisi Lagti Hai,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #117 on: March 27, 2007, 02:57:40 AM »
Reply with quote
Azeem bahi shukriyaa... bahut khoob wonderful... bahut acha likha hai tumney bhi.. yeo hi likhtey rahow....

Quote from: "Jaanasheen"
Bewafaai Jaane Kyun Wafaa Jaisi Lagti Hai,..
Ab To Badduaa Bhi Yaaron Duaa Jaisi Lagti Hai,..

Pehle To Gham Ke Naam Se Dil Ghabraa Jaata,..
Ab To Zakham Ke Chot Bhi Yaaron Halki Hawaa Jaisi Lagti Hai,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #118 on: March 27, 2007, 02:58:41 AM »
Reply with quote
Aapki yaad bechain kar jaati hai,
Har jagah sirf aapki hi surat nazar aati hai,
Kaisa haal kiya hai ye aapne mera,
Ki neend aati hai to aankhe bura maan jati hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #119 on: March 27, 2007, 03:01:46 AM »
Reply with quote
Nice sonu and Jannsheen
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:30:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer