udasi

by Sonu on January 13, 2006, 05:33:15 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
ReplyPrint
Author  (Read 14470 times)
Sonu
Guest
«Reply #120 on: March 27, 2007, 03:03:05 AM »
Reply with quote
shukriyaa pooja sis...

Quote from: "Pooja"
Nice sonu and Jannsheen
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Udasi by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 12 13 »
my reall poet..dilki udasi by fakhar sheikh in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dil ki udasi by Rahi2001 in Shayri for Dard -e- Judai
udasi ka ye dard by mkv in Share: Poetry of Pain
*** udasi kaha se ati hai***,,,,,,,,,,,,,,,,,tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #121 on: April 02, 2007, 08:21:18 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Didi And Pooja Didi,.
Aapne Bhi kamaal Ka Likha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #122 on: April 05, 2007, 01:27:40 PM »
Reply with quote
Bangaye Bewafaa Lo Ab Zamaane Mein Hum Bhi,..
Shameel Ho Gaye Lo Sab Fasaane Mein Hum Bhi,.

Wafaa Jab Ki To Thokarein Naseeb Hui Hume,..
Aaj Jo Bewafaai Ki To Aagaye Sab Ke Ashiaane mein Hum Bhi,,.

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Roja
Guest
«Reply #123 on: April 08, 2007, 10:38:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Aapki yaad bechain kar jaati hai,
Har jagah sirf aapki hi surat nazar aati hai,
Kaisa haal kiya hai ye aapne mera,
Ki neend aati hai to aankhe bura maan jati hai.

Lovely Sonu di..

Kal fursat nahi mili toh kya hoga?
Itni mohlat na mili toh kya hoga?

Roz kehte ho Kal Milenge... Kal Milenge..
Kal aankhein Na Khuli toh kya hoga..?

Roja
[/color]
Logged
Roja
Guest
«Reply #124 on: April 08, 2007, 10:44:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bangaye Bewafaa Lo Ab Zamaane Mein Hum Bhi,..
Shameel Ho Gaye Lo Sab Fasaane Mein Hum Bhi,.

Wafaa Jab Ki To Thokarein Naseeb Hui Hume,..
Aaj Jo Bewafaai Ki To Aagaye Sab Ke Ashiaane mein Hum Bhi,,.

_________________________________________________-Jaanasheen-

Bahut khoob Jaanasheen ji..

Kabhi na shikayat ki baat labon pe layenge Hum Bhi
Kaha hai Dost toh Dosti nibayenge Hum Bhi
Kabhi hamari burayee hamare samne karna Jaan
Kasam khuda ki Aapki Haan Main Haan milayenge Hum Bhi
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #125 on: April 08, 2007, 11:19:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"

Shukriya Roja Ji,.,.
aapne Bhi Bahoot Accha Likha Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #126 on: April 08, 2007, 11:23:29 AM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki zaat pe Mujhko hai ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi uske Waaste Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush Rahe Sadaa,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Roja
Guest
«Reply #127 on: April 09, 2007, 04:54:54 PM »
Reply with quote
Meri laash pe ye Bewafa, apna bhi koyee rota
Is bhari dunia main, apna bhi koyee hota
Hijr-was.l,  khushi-gami, bahut dekha lekin
Hamein bhi koyee pata, hamein bhi koyee khota.. :cry:  :cry:
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #128 on: April 21, 2007, 02:04:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Meri laash pe ye Bewafa, apna bhi koyee rota
Is bhari dunia main, apna bhi koyee hota
Hijr-was.l,  khushi-gami, bahut dekha lekin
Hamein bhi koyee pata, hamein bhi koyee khota.. :cry:  :cry:
[/color]
Bahoot Khoob,.
Bahoot Khoob
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #129 on: April 21, 2007, 02:08:58 PM »
Reply with quote
Bewafaa Zamana Tha,.
Ya Bewafaa Hamari Chahat Ka Fasaana Tha,..

Tujhe Kya Pata Tujhpe Main Kis Tarah Deewaana Tha,..
Aaj Tune Hamari Chahat Ko Thukraya Is Ka Gham Nahi..
Magar Tamanna Thi Hume Teri Chahat Ko Paana Tha,.

_______________-Azeem-________________
Logged
Roja
Guest
«Reply #130 on: April 22, 2007, 11:07:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bewafaa Zamana Tha,.
Ya Bewafaa Hamari Chahat Ka Fasaana Tha,..

Tujhe Kya Pata Tujhpe Main Kis Tarah Deewaana Tha,..
Aaj Tune Hamari Chahat Ko Thukraya Is Ka Gham Nahi..
Magar Tamanna Thi Hume Teri Chahat Ko Paana Tha,.

_______________-Azeem-________________

Good one Jaanasheen

Raaston main tumko kaise bewafa keh du
Fasla kafi hai abhi tumke kya keh du
Abhi toh lag rahe ho tum itna acche mujhe
Sochti hu ki tumhe apna jismo jaan keh du..

Roja
[/color]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #131 on: May 20, 2007, 03:22:32 AM »
Reply with quote
Thank U Roja Ji,..
And Nice One Yaar,.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #132 on: May 21, 2007, 03:15:34 AM »
Reply with quote
bahut khoob Azeem and Roja ji... app donu ney bahut hi acha likha hai .... keep up the good work...
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:05:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer