UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 17
ReplyPrint
Author  (Read 18212 times)
Ninaah
Guest
Reply with quote
RAAT BHAR JAAGTE RAHE AUR ASHQON KO SUKHATE RAHE,
PUR YAADEIN ITNI BEREHAM NIKLI JO ASHQON KI JUBAAN MEIN BAHAR AATE RAHE,
WO HUME NA BHULAYENGE, ISS BAAT SE KHUD KO LUBHATE RAHE,
HUM TO UNHE BHULA NA PAAYE PUR WO HUME HAR MOD PE BHULATE RAHE,
SHAYAD WO LAUT KE AA JAAYEN, ISS EHSAAS SE KHUD KO SEHLAATE RAHE,
DEKHIYE HUMARA PAGALPAN UNKE LIYE SAARE JAMANE SE TAKRAATE RAHE,
PUR WO KISI AUR MEIN GUM HO GAYE AUR HUMSE DOOR JAATE RAHE,
ISS GAM NE HUME JEENE NA DIYA AUR HUM MAUT KE KAREEB AATE RAHE,
UNKI KHUSHI HUME ITNI AZIZ THI KI APNE DUSHMANO KO BHI GALE LAGATE RAHE,
WO HUMSE SE KHUSH HO JAAYE ISLIYE UNKE AAGE APNA SUR ZHUKATE RAHE.........
[/size]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: March 03, 2005, 03:14:04 AM »
Reply with quote
WOWWWWWWWWWWW

ASHQOON KI BARAAT NIKLI HAI AJA AISE
IS KO AAB NAHIN MILTI HAI MANZIL APNI
IN KI RAWANI PE AAJ JAG SARA SUGWAR HAI
NAJANE KHAN S SUN LI IS NEY KHANI APNI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: March 03, 2005, 04:39:51 AM »
Reply with quote
ASHQON KE APNE FASANE BAHOT HAIN,
KHUSHI KE ASHQON KE DEEWANE BAHOT HAIN,
PUR UN ASHQON PUR BHI GAUR KARO,
JO GUM KE ASHQON SE BEGANE BAHOT HAIN....



Quote from: "fakharenaveed"
WOWWWWWWWWWWW

ASHQOON KI BARAAT NIKLI HAI AJA AISE
IS KO AAB NAHIN MILTI HAI MANZIL APNI
IN KI RAWANI PE AAJ JAG SARA SUGWAR HAI
NAJANE KHAN S SUN LI IS NEY KHANI APNI
Logged
alam
Guest
«Reply #3 on: March 03, 2005, 04:52:44 AM »
Reply with quote
WOW.....Very Good Yaar...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #4 on: March 03, 2005, 05:49:41 AM »
Reply with quote
HI ALAM,


DIL JALNE KA GUMAN HOTA, TO YE BHUL NA HOTI,
UNKO APNE SE DOOR RAKHTE,
AUR UNKI DOSTI KABUL NA HOTI....



Quote from: "alam"
WOW.....Very Good Yaar...

Woh Chaal Aisi chal gaya,
Hum Bujh gaye dil jal gaya,
Nikle jala ke apna ghar
Main Aur Meri Awargi......
Logged
Arifa
Guest
«Reply #5 on: March 03, 2005, 10:46:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
RAAT BHAR JAAGTE RAHE AUR ASHQON KO SUKHATE RAHE,
PUR YAADEIN ITNI BEREHAM NIKLI JO ASHQON KI JUBAAN MEIN BAHAR AATE RAHE,
WO HUME NA BHULAYENGE, ISS BAAT SE KHUD KO LUBHATE RAHE,
HUM TO UNHE BHULA NA PAAYE PUR WO HUME HAR MOD PE BHULATE RAHE,
SHAYAD WO LAUT KE AA JAAYEN, ISS EHSAAS SE KHUD KO SEHLAATE RAHE,
DEKHIYE HUMARA PAGALPAN UNKE LIYE SAARE JAMANE SE TAKRAATE RAHE,
PUR WO KISI AUR MEIN GUM HO GAYE AUR HUMSE DOOR JAATE RAHE,
ISS GAM NE HUME JEENE NA DIYA AUR HUM MAUT KE KAREEB AATE RAHE,
UNKI KHUSHI HUME ITNI AZIZ THI KI APNE DUSHMANO KO BHI GALE LAGATE RAHE,
WO HUMSE SE KHUSH HO JAAYE ISLIYE UNKE AAGE APNA SUR ZHUKATE RAHE.........
[/i][/size]




wah wah ninaah

mein jise duriya samajhti thi woh sehra bhi nahi
dekho kitna galt nikla hai andaza mera
woh tou NAZ yun bhi harjai tha phir kaab aaye ga
iski khatir kion khula raheta hai darwaza mera
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #6 on: March 03, 2005, 11:22:55 AM »
Reply with quote
WOW ARIFAA.... THATS NICE ONE....

KHULA HUA HAI DARWAZAA KYONKI USKE AANE KI AAS HAI,
DOOR BHALE HE HAI WO HUMSE PUR USKI YAADEIN TO PASS HAI,
ANKEN BAND KARKE MEHSOOS KARNA USKO,
LAGEGA KI WOH TERE AAS-PASS HAI....




Quote from: "Arifa"
Quote from: "Ninaah"
RAAT BHAR JAAGTE RAHE AUR ASHQON KO SUKHATE RAHE,
PUR YAADEIN ITNI BEREHAM NIKLI JO ASHQON KI JUBAAN MEIN BAHAR AATE RAHE,
WO HUME NA BHULAYENGE, ISS BAAT SE KHUD KO LUBHATE RAHE,
HUM TO UNHE BHULA NA PAAYE PUR WO HUME HAR MOD PE BHULATE RAHE,
SHAYAD WO LAUT KE AA JAAYEN, ISS EHSAAS SE KHUD KO SEHLAATE RAHE,
DEKHIYE HUMARA PAGALPAN UNKE LIYE SAARE JAMANE SE TAKRAATE RAHE,
PUR WO KISI AUR MEIN GUM HO GAYE AUR HUMSE DOOR JAATE RAHE,
ISS GAM NE HUME JEENE NA DIYA AUR HUM MAUT KE KAREEB AATE RAHE,
UNKI KHUSHI HUME ITNI AZIZ THI KI APNE DUSHMANO KO BHI GALE LAGATE RAHE,
WO HUMSE SE KHUSH HO JAAYE ISLIYE UNKE AAGE APNA SUR ZHUKATE RAHE.........
[/i][/size]




wah wah ninaah

mein jise duriya samajhti thi woh sehra bhi nahi
dekho kitna galt nikla hai andaza mera
woh tou NAZ yun bhi harjai tha phir kaab aaye ga
iski khatir kion khula raheta hai darwaza mera
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: March 04, 2005, 02:14:49 AM »
Reply with quote
NA JANE KYUN KISI K SAATH DO PAL GUZAR K
HUM APNAY AAP KO GUMWA BETHE HAIN
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #8 on: March 04, 2005, 07:28:39 AM »
Reply with quote
WO DO PAL TERI ZINDAGI MEIN PYAAR LAAYEGA,
WO DO PAL TERI ZINDAGI MEIN BAHAAR LAAYEGA,
USS PAL KA HEE TO INTZAAR HAI TUJHE,
JO TERE LIYE LEKE KHUSHIYON KA HAAR LAAYEGA....



Quote from: "fakharenaveed"
NA JANE KYUN KISI K SAATH DO PAL GUZAR K
HUM APNAY AAP KO GUMWA BETHE HAIN
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #9 on: March 04, 2005, 09:23:53 PM »
Reply with quote
KHUSHION K DIN AAB GUZAR GAYE HAIN
AAB TU GHUMOON KA DOUR SHURU HUWA HAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #10 on: March 05, 2005, 07:57:52 AM »
Reply with quote
GAR GUMON SE DARR JAAOGE,
TO SACCHI KHUSHI KAISE PAAOGE,
SAB NAZAREIN TANG HO JAAYENGI,
JAB KHUD KO SABSE DARA PAAOGE....


Quote from: "fakharenaveed"
KHUSHION K DIN AAB GUZAR GAYE HAIN
AAB TU GHUMOON KA DOUR SHURU HUWA HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: March 05, 2005, 12:22:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
GAR GUMON SE DARR JAAOGE,
TO SACCHI KHUSHI KAISE PAAOGE,
SAB NAZAREIN TANG HO JAAYENGI,
JAB KHUD KO SABSE DARA PAAOGE....


Quote from: "fakharenaveed"
KHUSHION K DIN AAB GUZAR GAYE HAIN
AAB TU GHUMOON KA DOUR SHURU HUWA HAI
HUM NEY TU KABHI KHUD KO DRYA NAHIN KISI S
NA HI AAB HUMNEY KABHI GHUM PAYA HAI KISI S
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #12 on: March 07, 2005, 12:55:50 PM »
Reply with quote
RAAHON MEIN HAMESHA TUMHE SABKI DUA MILE,
SAB KHUSH RAHEIN TUMSE, KOI BHI NA KHAFA MILE.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
GAR GUMON SE DARR JAAOGE,
TO SACCHI KHUSHI KAISE PAAOGE,
SAB NAZAREIN TANG HO JAAYENGI,
JAB KHUD KO SABSE DARA PAAOGE....


Quote from: "fakharenaveed"
KHUSHION K DIN AAB GUZAR GAYE HAIN
AAB TU GHUMOON KA DOUR SHURU HUWA HAI
HUM NEY TU KABHI KHUD KO DRYA NAHIN KISI S
NA HI AAB HUMNEY KABHI GHUM PAYA HAI KISI S
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: March 08, 2005, 12:14:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
RAAHON MEIN HAMESHA TUMHE SABKI DUA MILE,
SAB KHUSH RAHEIN TUMSE, KOI BHI NA KHAFA MILE.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
GAR GUMON SE DARR JAAOGE,
TO SACCHI KHUSHI KAISE PAAOGE,
SAB NAZAREIN TANG HO JAAYENGI,
JAB KHUD KO SABSE DARA PAAOGE....


Quote from: "fakharenaveed"
KHUSHION K DIN AAB GUZAR GAYE HAIN
AAB TU GHUMOON KA DOUR SHURU HUWA HAI
HUM NEY TU KABHI KHUD KO DRYA NAHIN KISI S
NA HI AAB HUMNEY KABHI GHUM PAYA HAI KISI S



DUAON K SAHARE HI TU ZINDA HOON MEIN ABHI TAK
WERNA DOOB GYA HOTA KISI SAMUNDER KI GEHRI MEIN ABHI TAK
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #14 on: March 08, 2005, 07:12:17 AM »
Reply with quote
DUAON SE TO ZINDAGI BADAL JAATI HAI,
HAR GUM KHUSHI MEIN DHAL JATI HAI.....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
RAAHON MEIN HAMESHA TUMHE SABKI DUA MILE,
SAB KHUSH RAHEIN TUMSE, KOI BHI NA KHAFA MILE.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
GAR GUMON SE DARR JAAOGE,
TO SACCHI KHUSHI KAISE PAAOGE,
SAB NAZAREIN TANG HO JAAYENGI,
JAB KHUD KO SABSE DARA PAAOGE....


Quote from: "fakharenaveed"
KHUSHION K DIN AAB GUZAR GAYE HAIN
AAB TU GHUMOON KA DOUR SHURU HUWA HAI
HUM NEY TU KABHI KHUD KO DRYA NAHIN KISI S
NA HI AAB HUMNEY KABHI GHUM PAYA HAI KISI S


DUAON K SAHARE HI TU ZINDA HOON MEIN ABHI TAK
WERNA DOOB GYA HOTA KISI SAMUNDER KI GEHRI MEIN ABHI TAK
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:08:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer