UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 17
ReplyPrint
Author  (Read 18474 times)
Ninaah
Guest
«Reply #105 on: July 07, 2005, 06:56:22 AM »
Reply with quote
bekhud hain aaj, bedam hum hain ,
zindagi mein jaane kyon itne gam hai,
har dard ko aasaani se pee liya,
phir bhi badh raha kyon dard ka sitam hai.....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
shakeel_saif
Guest
«Reply #106 on: July 07, 2005, 08:23:11 AM »
Reply with quote
unki khushi k liye jaan dounga
agar woh kahe to chand bhi laounga
magar usne ki mujh se bewafai
kyun kar di usne judai
main to akela ho gaya
roz jaam peete gaya
uski yaad bhulne k liye
apne dil ko jala diya
roz ek nayi mout mar raha hai
teri yaad mein mera dil kya kya kar raha hai
par ab woh kisi aur k saath chali gayi
mere dil pe chura chala gayi......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #107 on: July 07, 2005, 09:27:09 PM »
Reply with quote

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #108 on: July 08, 2005, 01:42:43 AM »
Reply with quote
shukriya fareee bhai magar uski yaad k kya karoon............................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #109 on: July 08, 2005, 01:47:25 AM »
Reply with quote

Un Ki Khushi K Liye Maine khud Ko Jla Liya
us Ki Khushi K liye Ghumon Ko Apna Hi Bna Liya

Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #110 on: July 08, 2005, 01:56:25 AM »
Reply with quote
unki khushi k liye maine khud ko jala liya
unki raahon mein phool aur anpe liye kaante bicha diya.........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #111 on: July 08, 2005, 02:01:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
unki khushi k liye maine khud ko jala liya
unki raahon mein phool aur anpe liye kaante bicha diya.........

Teri Khushion K Liye Sare Kante Chun Loon ga Mamin
Tere Daman Main Bas Sukh Hi Sukh Bun Doon Ga Main

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #112 on: July 08, 2005, 05:55:29 AM »
Reply with quote
Gile aur shikwe ka waqt nahi,
hum to apni akhiri saansen ginte hain,
apne dil ki dhadkano mein hum,
unke aane ki aahat sunte hain.....


Quote from: "fakharenaveed"
Ruth Gya Woh Hum s Tu Kis s Gila Krain
Aab Aap Hi BTaoo Us Ko Kia Hain kIa Shikwa krein
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #113 on: July 08, 2005, 06:00:03 AM »
Reply with quote
waah kya baat kahi shakeel.......

huyee khata humse bhi,
ki hum pyar kar bethe,
na jaane kaise,
ik bewafa pe yun aitbaar kar bethe........



Quote from: "shakeel_saif"
unki khushi k liye maine khud ko jala liya
unki raahon mein phool aur anpe liye kaante bicha diya.........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #114 on: July 08, 2005, 06:02:41 AM »
Reply with quote
kya baat hai faree........

phoolon se keh doongi,
ki woh teri raah mein gir jaaye,
har khushi tere daman ko chume,
har gum tera ashqon ki manind bikhar jaaye....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "shakeel_saif"
unki khushi k liye maine khud ko jala liya
unki raahon mein phool aur anpe liye kaante bicha diya.........

Teri Khushion K Liye Sare Kante Chun Loon ga Mamin
Tere Daman Main Bas Sukh Hi Sukh Bun Doon Ga Main

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #115 on: July 09, 2005, 12:02:56 AM »
Reply with quote








In Aahtoon MAIN Ek sunata Sa Chya HUwa Hai
Woh Tu mere Maan main Rooh Ban Kr Samya Huwa Hai









Quote from: "Ninaah"
Gile aur shikwe ka waqt nahi,
hum to apni akhiri saansen ginte hain,
apne dil ki dhadkano mein hum,
unke aane ki aahat sunte hain.....


Quote from: "fakharenaveed"
Ruth Gya Woh Hum s Tu Kis s Gila Krain
Aab Aap Hi BTaoo Us Ko Kia Hain kIa Shikwa krein
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #116 on: July 09, 2005, 01:12:11 AM »
Reply with quote
ab to bas peete jaa raha hoon jaam pe jaam
aur yehi sirf hai mera kaam
usne ki mujhse jo bewafai
ab sirf main hoon aur meri tanhai
dil pe waar kar raha hoon apne
ki ab unki yaad na aaye aur na aaye unke sapne

Quote from: "Ninaah"
waah kya baat kahi shakeel.......

huyee khata humse bhi,
ki hum pyar kar bethe,
na jaane kaise,
ik bewafa pe yun aitbaar kar bethe........



Quote from: "shakeel_saif"
unki khushi k liye maine khud ko jala liya
unki raahon mein phool aur anpe liye kaante bicha diya.........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #117 on: July 09, 2005, 01:47:08 AM »
Reply with quote








Peene Ki Addat Tu Hum Ko Bhi Thi Lekin
Saath Jo Aap Ka Mil Gya Sabhi Kuch Bhol Gya







Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #118 on: July 09, 2005, 01:53:19 AM »
Reply with quote
unka saath jo mila peena chor diya
par jab unhone ki bewafai
to phir jaam hum ne bhi utha liya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #119 on: July 09, 2005, 02:01:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
unka saath jo mila peena chor diya
par jab unhone ki bewafai
to phir jaam hum ne bhi utha liya








Aao Aaj Hum Jaam S Jaam Tukra Dein
Aaj Wada Kr K Us Bewafa Ko Hum Bhula Dein







Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:20:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer