UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 17
ReplyPrint
Author  (Read 18476 times)
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #135 on: July 12, 2005, 05:45:26 AM »
Reply with quote
judai tu kismat main hoti hai likhi
bewafao ki aisi kiun kismat hoti hai likhi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #136 on: July 12, 2005, 07:18:59 AM »
Reply with quote
judai ne hume gumon ko sehna sikha diya,
bewafayee ne unki zindagi ka aayeena dikha diya......




Quote from: "Yoindian Ghunda"
judai tu kismat main hoti hai likhi
bewafao ki aisi kiun kismat hoti hai likhi
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #137 on: July 12, 2005, 07:40:43 AM »
Reply with quote
ayina tu har dil dekhta hai zindgi main aik baar
pyar tu ho hi jata hai zindgi main aik bar
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #138 on: July 12, 2005, 07:59:13 AM »
Reply with quote
sheeshe ki tarah dil bhi toot jata hai,
jab wo kisi aur ke saath nazar aata hai,
hume apne sapno mein goom karke,
wo naa jaane kahan jaata hai....




Quote from: "Yoindian Ghunda"
ayina tu har dil dekhta hai zindgi main aik baar
pyar tu ho hi jata hai zindgi main aik bar
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #139 on: July 12, 2005, 08:01:00 AM »
Reply with quote
woh saath chahe kisi aur k aap ko nzar ata hai
lagta hai woh deewana aap ka nzar ata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #140 on: July 12, 2005, 08:09:13 AM »
Reply with quote
nazron mein unhe basaya hai,
dil mein unse chot kahaya hai,
har pal yaad karke unhe,
yaad mein aansoo bahaya hai....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
woh saath chahe kisi aur k aap ko nzar ata hai
lagta hai woh deewana aap ka nzar ata hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #141 on: July 12, 2005, 08:11:11 AM »
Reply with quote
aansoo na itne tum bhya kroo
kisi ko pas apnay paya kroo
woh nahin tah aap ka shayd
jo saath hai usay apnya kroo
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #142 on: July 12, 2005, 08:14:05 AM »
Reply with quote
har kisi ko apnaya nahi jaata,
har kisi ka saath yun paaya nahi jaata,
hum rehte hain gum ke samandar mein,
humse khusiyon ki jheel mein nahaya nahi jaata....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
aansoo na itne tum bhya kroo
kisi ko pas apnay paya kroo
woh nahin tah aap ka shayd
jo saath hai usay apnya kroo
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #143 on: July 12, 2005, 08:18:00 AM »
Reply with quote
woh jo yun hum ko app k saath nzar ata hai
kiun app ko woh pasand nahin ata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #144 on: July 12, 2005, 08:21:35 AM »
Reply with quote
humare haath kuch nahi ab,
bus humara saaya hai,
sab kuch kho kar iss jamane mein,
bus saath iska he paaya hai....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
woh jo yun hum ko app k saath nzar ata hai
kiun app ko woh pasand nahin ata hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #145 on: July 12, 2005, 08:25:18 AM »
Reply with quote
woh kiun saath aab tere hum ko nzar nahin arha
kiun sab rasmoon ko woh torr k aab nahin arha
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #146 on: July 12, 2005, 08:30:56 AM »
Reply with quote
khuda ne usse na jaane kyon bulaya hai,
gum judayee ka humne siskate huve uthaya hai,
log pyar karke baharon ka maza lete hain,
aur humne uske pyar mein patjhad ka mausam paaya hai....



Quote from: "Yoindian Ghunda"
woh kiun saath aab tere hum ko nzar nahin arha
kiun sab rasmoon ko woh torr k aab nahin arha
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #147 on: July 12, 2005, 06:43:02 PM »
Reply with quote
wah!! kya baat hai yo ji.....

Afsos Aaj pyaar ne, daman badal liya,
khuda ko bhi unhone aaj pathher samajh liya
maut se derte nahi, khuda ke bande aaj
jinhone aaj maut ka matlab samajh liya.


Yoindia Wrote...

Quote
woh kiun saath aab tere hum ko nzar nahin arha
kiun sab rasmoon ko woh torr k aab nahin arha
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #148 on: July 13, 2005, 09:35:43 AM »
Reply with quote
Un Ki Khushi K liye main mout k galay lag gya
magar woh itne bewafa nikle mujhay dekhen na aye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #149 on: July 13, 2005, 12:43:44 PM »
Reply with quote
waah waah kya baat hai.....

Quote from: "harashmahajan"
wah!! kya baat hai yo ji.....

Afsos Aaj pyaar ne, daman badal liya,
khuda ko bhi unhone aaj pathher samajh liya
maut se derte nahi, khuda ke bande aaj
jinhone aaj maut ka matlab samajh liya.


Yoindia Wrote...

Quote
woh kiun saath aab tere hum ko nzar nahin arha
kiun sab rasmoon ko woh torr k aab nahin arha
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:25:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer