UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17
ReplyPrint
Author  (Read 18163 times)
Ninaah
Guest
«Reply #195 on: June 01, 2006, 07:34:31 AM »
Reply with quote
wooooh jaanasheen good one.....

jamane beet gaye jisse paane mein,
unko lamha bhi na laga hume bhulane mein,
wo mooh mod lete hain hume dekh kar,
aur hum unhe dhoondhate hain apne har fasane mein.....

Quote from: "Jaanasheen"
Ur Welcome Ninaah Sis,..

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Aaj Kho Raha Hoon Use Main Zara Tu Dekh,..
Wo Jise Paane Mein Zamaana Laga Mujhe,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #196 on: June 03, 2006, 08:09:04 AM »
Reply with quote
Shukriya Ninaah Ji Apne Bhi bahoot Acha Likha hai,..

Fasaano Mein Na Dhoondo Hume Hum To Tumhare Dil Mein Hain,..
Tumne Kehdiya Ke Hum Tumhe Bhool Gaye Hum To Tumhari Har Manzil Mein Hain,..
Kyun Bhujti Hai Shaama kabhi Gaur Kiya Tumne Jaanasheen,..
Kyun Ki Meri Dil Ki Aah Bhi Tumhari Raunakh-e-Mehfil Mein Hain,..

______________________________________________-Jaanasheen-

Quote from: "Ninaah"
wooooh jaanasheen good one.....

jamane beet gaye jisse paane mein,
unko lamha bhi na laga hume bhulane mein,
wo mooh mod lete hain hume dekh kar,
aur hum unhe dhoondhate hain apne har fasane mein.....

Quote from: "Jaanasheen"
Ur Welcome Ninaah Sis,..

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Aaj Kho Raha Hoon Use Main Zara Tu Dekh,..
Wo Jise Paane Mein Zamaana Laga Mujhe,..

___________________________-Jaanasheen-

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #197 on: June 03, 2006, 09:14:46 AM »
Reply with quote
wow.... an ultimate quote again jaanasheen.....

har dil aabaad hota hai mohabbat se,
pur har kisi ko kahan ye daulat naseeb hai,
wohi is shey ka haqdaar hai,
jiski kismat uske kareeb hai.......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Ji Apne Bhi bahoot Acha Likha hai,..

Fasaano Mein Na Dhoondo Hume Hum To Tumhare Dil Mein Hain,..
Tumne Kehdiya Ke Hum Tumhe Bhool Gaye Hum To Tumhari Har Manzil Mein Hain,..
Kyun Bhujti Hai Shaama kabhi Gaur Kiya Tumne Jaanasheen,..
Kyun Ki Meri Dil Ki Aah Bhi Tumhari Raunakh-e-Mehfil Mein Hain,..

______________________________________________-Jaanasheen-

Quote from: "Ninaah"
wooooh jaanasheen good one.....

jamane beet gaye jisse paane mein,
unko lamha bhi na laga hume bhulane mein,
wo mooh mod lete hain hume dekh kar,
aur hum unhe dhoondhate hain apne har fasane mein.....

Quote from: "Jaanasheen"
Ur Welcome Ninaah Sis,..

Aye Dost Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,..
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,..
Aaj Kho Raha Hoon Use Main Zara Tu Dekh,..
Wo Jise Paane Mein Zamaana Laga Mujhe,..

___________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #198 on: June 03, 2006, 10:16:23 AM »
Reply with quote
Shukriyaa Ninaah Ji App ka Jawaab Nahi,..

Mohabbat Ki Hasrat Rakhi Thi Humne Kisi Se,..
Magar Na Chahat Thi Jiski Wo Bewafaai Mili,..
Mehfilon Se Nataa Tha Apna Ke Hamare Dum Se Thi Mehfilein,..
Magar Aaj Dil Lagaane Ke Badle Hume Tanhaai Mili,..
Bahoot Naaz Tha Mujhe Ke Wo Mujhe Chahta Hai,..
Magar Aisi Chahat Mili Ke Zindagi Ko Ruswaai Mili,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #199 on: June 03, 2006, 12:22:29 PM »
Reply with quote
jawaab to aapka bhi nahi hai jaanasheen ji.....

hum itne khushnaseeb nahi,
ki zindagi mein kisi ka pyar milta,
hume bhi naaz hota zindagi pur,
gur koi hume humare liye bekaraar milta......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriyaa Ninaah Ji App ka Jawaab Nahi,..

Mohabbat Ki Hasrat Rakhi Thi Humne Kisi Se,..
Magar Na Chahat Thi Jiski Wo Bewafaai Mili,..
Mehfilon Se Nataa Tha Apna Ke Hamare Dum Se Thi Mehfilein,..
Magar Aaj Dil Lagaane Ke Badle Hume Tanhaai Mili,..
Bahoot Naaz Tha Mujhe Ke Wo Mujhe Chahta Hai,..
Magar Aisi Chahat Mili Ke Zindagi Ko Ruswaai Mili,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #200 on: June 03, 2006, 01:03:47 PM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT KHOOB AZEEM BHAI AUR NINAAH JI..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #201 on: June 04, 2006, 05:53:17 AM »
Reply with quote
Shukriya Vicky Bhai Appne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #202 on: June 04, 2006, 06:03:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
jawaab to aapka bhi nahi hai jaanasheen ji.....

hum itne khushnaseeb nahi,
ki zindagi mein kisi ka pyar milta,
hume bhi naaz hota zindagi pur,
gur koi hume humare liye bekaraar milta......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriyaa Ninaah Ji App ka Jawaab Nahi,..

Mohabbat Ki Hasrat Rakhi Thi Humne Kisi Se,..
Magar Na Chahat Thi Jiski Wo Bewafaai Mili,..
Mehfilon Se Nataa Tha Apna Ke Hamare Dum Se Thi Mehfilein,..
Magar Aaj Dil Lagaane Ke Badle Hume Tanhaai Mili,..
Bahoot Naaz Tha Mujhe Ke Wo Mujhe Chahta Hai,..
Magar Aisi Chahat Mili Ke Zindagi Ko Ruswaai Mili,..

________________________________-Jaanasheen-

Milta Tumhe Bhi Pyaar Kisi Ka Dil Mein Thoda Pyaar Rakhte,..
Milan Ki Aas Mein Tum Yun Na Khote Gar Aankhon Mein Thoda Intezaar Rakhte,..
Duniya Ki To Ye Reet Pooraani Hai Ke De Jaate Hain Dhoka Apne Bankar,..
Wo Bhi Hota Apna Jaanasheen Gar Tum Us Par Aitbaar Rakhte,..

______________________-Azeem-_______________________
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #203 on: June 06, 2006, 06:06:34 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen ji......

inn aankhon mein na-umeedee ke diye jalte rahe,
humko he yakin nahi hota hai iss tarah apne sabra pur,
yun to zindagi bhar rootha raha jo humse,
aaj chadhane aa gaya phool humari kabra pur.........

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
jawaab to aapka bhi nahi hai jaanasheen ji.....

hum itne khushnaseeb nahi,
ki zindagi mein kisi ka pyar milta,
hume bhi naaz hota zindagi pur,
gur koi hume humare liye bekaraar milta......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriyaa Ninaah Ji App ka Jawaab Nahi,..

Mohabbat Ki Hasrat Rakhi Thi Humne Kisi Se,..
Magar Na Chahat Thi Jiski Wo Bewafaai Mili,..
Mehfilon Se Nataa Tha Apna Ke Hamare Dum Se Thi Mehfilein,..
Magar Aaj Dil Lagaane Ke Badle Hume Tanhaai Mili,..
Bahoot Naaz Tha Mujhe Ke Wo Mujhe Chahta Hai,..
Magar Aisi Chahat Mili Ke Zindagi Ko Ruswaai Mili,..

________________________________-Jaanasheen-

Milta Tumhe Bhi Pyaar Kisi Ka Dil Mein Thoda Pyaar Rakhte,..
Milan Ki Aas Mein Tum Yun Na Khote Gar Aankhon Mein Thoda Intezaar Rakhte,..
Duniya Ki To Ye Reet Pooraani Hai Ke De Jaate Hain Dhoka Apne Bankar,..
Wo Bhi Hota Apna Jaanasheen Gar Tum Us Par Aitbaar Rakhte,..

______________________-Azeem-_______________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #204 on: June 07, 2006, 06:40:32 AM »
Reply with quote
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob Likha Hai Apne,..

Jalte Hain Na-Umeedon Ke Diye Hamare Bhi Aankhon Mein,..
Magar Umeed Unhe Paane Ki Hum Aaj Bhi Rakhte Hain,..
Ghamo Mein Uljhe Hain Hum Kai Zamaane Se Yahan...
Magar Umeed Muskuraane Ki Hum Aaj Bhi Rakhte Hain,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #205 on: June 07, 2006, 07:19:45 AM »
Reply with quote
haan sahi kehte ho jaanasheen,

muskurana bhi apne aap mein,
gum chupane ki ek ada hai,
iss dil mein kitna dard hai,
ye jamane ko kahan pata hai.....

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob Likha Hai Apne,..

Jalte Hain Na-Umeedon Ke Diye Hamare Bhi Aankhon Mein,..
Magar Umeed Unhe Paane Ki Hum Aaj Bhi Rakhte Hain,..
Ghamo Mein Uljhe Hain Hum Kai Zamaane Se Yahan...
Magar Umeed Muskuraane Ki Hum Aaj Bhi Rakhte Hain,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #206 on: June 07, 2006, 07:24:45 AM »

Waah Ninaah Sis Bahoot Khoob,..

Kis Ko Sunaao Haal-e-Dil Bekarar Ka,..
Bhujta Hua Chaarag Hoon Apne Mazar Ka,..
Aye Kash Bhool Jaaon Magar Bhoolta Nahi,..
Kis Dhoom SE Utha Tha Janaaza Bahar Ka,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #207 on: June 07, 2006, 07:31:04 AM »
Reply with quote
bahot khoob jaanasheen......

kaash janaze pe wo ek baar aa jaate,
khol dete hum apni aankhein unke deedaar mein,
zindagi kya hai iss mohabbat ke aage,
beet gayee hai sadiyaan unke intzaar mein......

«Reply #208 on: June 07, 2006, 07:50:54 AM »

Nice One Ninaah Sis,..

Sadiaan Guzar Di Maine Unke Intezaar Mein,..
Wo Ek Pal Ka Intezaar Seh Na Sake,..
Humne To Ghamon Mein Apni Zindagi Beeta Di,..
Wo Ek Gham Ko Lekar Reh Na Sake,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #209 on: June 07, 2006, 08:01:27 AM »
Reply with quote
again beautiful quote jaanasheen.....

yahin se mohabbat ki pehchaan hoti hai,
dukhta hai dil ye soch kar ki ye kitni nadaan hoti hai,
kisi ke liye ye mohabbat zindagi ka safar hai,
aur kisi ke liye ye chand ghaton ki mehmaan hoti hai.....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
bahot khoob jaanasheen......

kaash janaze pe wo ek baar aa jaate,
khol dete hum apni aankhein unke deedaar mein,
zindagi kya hai iss mohabbat ke aage,
beet gayee hai sadiyaan unke intzaar mein......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
haan sahi kehte ho jaanasheen,

muskurana bhi apne aap mein,
gum chupane ki ek ada hai,
iss dil mein kitna dard hai,
ye jamane ko kahan pata hai.....

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Ninaah Ji Bahoot Khoob Likha Hai Apne,..

Jalte Hain Na-Umeedon Ke Diye Hamare Bhi Aankhon Mein,..
Magar Umeed Unhe Paane Ki Hum Aaj Bhi Rakhte Hain,..
Ghamo Mein Uljhe Hain Hum Kai Zamaane Se Yahan...
Magar Umeed Muskuraane Ki Hum Aaj Bhi Rakhte Hain,..

____________________________________-Jaanasheen-
Waah Ninaah Sis Bahoot Khoob,..

Kis Ko Sunaao Haal-e-Dil Bekarar Ka,..
Bhujta Hua Chaarag Hoon Apne Mazar Ka,..
Aye Kash Bhool Jaaon Magar Bhoolta Nahi,..
Kis Dhoom SE Utha Tha Janaaza Bahar Ka,..

Nice One Ninaah Sis,..

Sadiaan Guzar Di Maine Unke Intezaar Mein,..
Wo Ek Pal Ka Intezaar Seh Na Sake,..
Humne To Ghamon Mein Apni Zindagi Beeta Di,..
Wo Ek Gham Ko Lekar Reh Na Sake,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:08:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer