UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17
ReplyPrint
Author  (Read 18328 times)
Ninaah
Guest
«Reply #225 on: June 29, 2006, 11:40:36 AM »
Reply with quote
badiya jaanasheen.....

inn zakhmon ne ankhon ko bahot rulaya hai,
aur kisi ki yaadon ne inko khushi se sehlaya hai,
kabhi hum dard se rote hain jee bhar kar,
to kabhi humne yaadon se dil ko behlaya hai.....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
bahot badiya jaanasheen.....

dil kar zakhm hum dikhayein kaise,
jo door nikal chuke unhe pass bulayein kaise,
har aahat pe kyon dhadakta hai dil,
iss dil ko aakhir samjhaayein kaise......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
gamo ki duniya se nikle kaise,
inse he to hum ba-wasta hain,
pyar ki na jood saki kadiyaan unse,
pur inn se humara gehra rishta hai....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
BAHOT KHOOB KAHA JAANASHEEN JI.....

YE LINE KAUN SI PICTURE KI MAARI HAIN.....

KHUDA KARE JO WAQT HUMNE DEKHA HAI,
WO WAQT TO KISI DUSHMAN KO BHI NA DIKHAYE,
TO HUM BHI KHUSH HO JAAYENGE UNN LOGON KE SAATH,
GUR HAR KHWAHISH ZINDAGI KI UNKI PURI HO JAAYE....

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,...

Aye Kaash Kahin Aisa Hota Ka,..
Ke Do Dil Hote Seene Mein,..
Ek Toot Bhi Jaata Ishq Mein To,..
Takleef Na Hoti Jeene Mein,..'

Aye Khuda Likhde Mere Naseeb Ki Bhi Khushiaan Jo Bachi Hain Ab,..
Main To Kar Raha Hoon Guzara Ghamon Mein koi Aur Na Kar Sakega,..

___________________________________________-Jaanasheen-

Bahoot Khoob Ninaah Sis,...

Toot Te Gaye Har Rishte Par Gham Ne Saath Nibhaata Raha,,..
Hume To Mili Ek Khushi Badle Mein Uske Aashq Aankhon Se Aata Raha,..

Kya Sitam Jhele Hain Humne Bewafaai Ke Ye Tum Kya Jaano,..
Main Wo Gham Ka Maara Hoon Jo Khud Apni Khushion Par Rota Raha,..

Dekh Kar Mera Haal Phool Bhi Murjhaa Jaate Hain "Jaanasheen"
Mile Mujhe Hazaaron Gham Ek Khushi Ke Badle Mein Phir Bhi Main Muskuraata Raha,...

___________________________-Azeem-________________________-

Shukriya Ninaah Sis,..

Dil Agar Samajhta To Dard Se Rishta Na Banaata,...
Dekar Zakham Hume Wo Yun Na Muskuraata,..
Dil Bhi Nadan Tha Hum Bhi Gafeel The Ishq Ke Zakhamo Se,..
Ab Jo Mile Hain Zakham Hume Muskuraakar Sehlenge,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #226 on: June 30, 2006, 05:40:17 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Ninaah Sis,,.

Kisi Ke Behlaane Se Bhi Ye Ashq Na Rukenge,..
Ke Ye To Khamosh The Maujon Ki Taraah,...
Ek Toofaan Aaya Jo Barbaadi Ka Sabab Bana,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #227 on: June 30, 2006, 10:45:12 AM »
Reply with quote
hmmmm baat to theek kahi aapne.....

pyar ki har aazmayeesh pe,
na jaane kyon naakaam huve,
kitna chupaya kisi ko iss dil mein,
phir bhi jamane mein yun badnaam huve......

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,,.

Kisi Ke Behlaane Se Bhi Ye Ashq Na Rukenge,..
Ke Ye To Khamosh The Maujon Ki Taraah,...
Ek Toofaan Aaya Jo Barbaadi Ka Sabab Bana,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #228 on: July 01, 2006, 06:19:52 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
hmmmm baat to theek kahi aapne.....

pyar ki har aazmayeesh pe,
na jaane kyon naakaam huve,
kitna chupaya kisi ko iss dil mein,
phir bhi jamane mein yun badnaam huve......

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,,.

Kisi Ke Behlaane Se Bhi Ye Ashq Na Rukenge,..
Ke Ye To Khamosh The Maujon Ki Taraah,...
Ek Toofaan Aaya Jo Barbaadi Ka Sabab Bana,..

Bahoot Khoob Kaha Hai Apne Ninaah Sis,..

Karke Bhi Mohabbat Us Bewafaa Se "Jaanasheen'
Phir Bhi Dekho Hum Nakaam Hue,.
Jisne Ki Bewafaa Unhe Izzat Mili,..
Hum To Wafaa Nibhakar Bhi Badnaam Hue,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #229 on: July 03, 2006, 05:47:17 AM »
Reply with quote
bahot badiya...... jaanasheen......

sitam dhaye hain humne apne aap pur,
ismein to unka kasoor nahi,
aankhon se chahe nazar na aayein,
pur iss dil se vo door nahi......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
hmmmm baat to theek kahi aapne.....

pyar ki har aazmayeesh pe,
na jaane kyon naakaam huve,
kitna chupaya kisi ko iss dil mein,
phir bhi jamane mein yun badnaam huve......

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,,.

Kisi Ke Behlaane Se Bhi Ye Ashq Na Rukenge,..
Ke Ye To Khamosh The Maujon Ki Taraah,...
Ek Toofaan Aaya Jo Barbaadi Ka Sabab Bana,..

Bahoot Khoob Kaha Hai Apne Ninaah Sis,..

Karke Bhi Mohabbat Us Bewafaa Se "Jaanasheen'
Phir Bhi Dekho Hum Nakaam Hue,.
Jisne Ki Bewafaa Unhe Izzat Mili,..
Hum To Wafaa Nibhakar Bhi Badnaam Hue,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #230 on: July 03, 2006, 10:32:42 AM »
Reply with quote
Shukriya Ninaah Sis,..
And Nice One,..

Gila Nahi Mujhe Ke Usne Mujhpar Sitaam Dhaaye,..
Dekha Jab Haal Mera Pathar Bhi Yaaron Aansoon Bhahaaye,..
Wo To Phir Bhi Insaan Tha Samjha Na Meri Ulfat Ko,..
Jab Nikli Aah Dil Se Meri, Mehfil Mein Sab Muskuraaye,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
jukhmi
Guest
«Reply #231 on: July 03, 2006, 03:32:13 PM »
Reply with quote
Jaanasheen ji , aap ki shayari main bada dard hai.

jub bhi main udas hota huin to unka chehra yaad ata hai,
mohabbbat pe har wo pehra yaad ata hai,
jin din toda tha dil mera usne,
dard wo gahra yaad ata hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #232 on: July 04, 2006, 06:37:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "jukhmi"
Jaanasheen ji , aap ki shayari main bada dard hai.

jub bhi main udas hota huin to unka chehra yaad ata hai,
mohabbbat pe har wo pehra yaad ata hai,
jin din toda tha dil mera usne,
dard wo gahra yaad ata hai.

Shukriya Jukhmi,..
And Welcome To Yoindia,..

Yaad Kyun Karte Ho Uske Chehre Ko Tum,..
Jisne Tumhe Gham Dekar Muskuraaya Diya,..
Bhool Jaane Ki Koshish Karo Tum Usko,..
Jisne Tumhare Har Nishaan Ko Bedardi Se Mitaaya Diya,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #233 on: July 04, 2006, 06:55:16 AM »
Reply with quote
kyaa baat kahi jaanasheen ji......

jab yaad kisi ki aati hai,
to chupke se hum bhi aansoo bahate hain,
bhale he tadap rahe ho dil ke iss dard se,
pur mehfil mein hum bhi muskurate hain.....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Sis,..
And Nice One,..

Gila Nahi Mujhe Ke Usne Mujhpar Sitaam Dhaaye,..
Dekha Jab Haal Mera Pathar Bhi Yaaron Aansoon Bhahaaye,..
Wo To Phir Bhi Insaan Tha Samjha Na Meri Ulfat Ko,..
Jab Nikli Aah Dil Se Meri, Mehfil Mein Sab Muskuraaye,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #234 on: July 04, 2006, 07:10:14 AM »

Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Apni Bhi Yehi Adat Hai Ke Mehfilon Mein Muskuraate Hain,..
Dhoondkar Tanhaai Ke Alaam Ko Hum Aansoon Bahaate Hain,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #235 on: July 04, 2006, 07:24:51 AM »
Reply with quote
good one....jaanasheen...ji....

har baar kismat hum pe meharbaan nahi hoti,
aur jo chaho zindagi se wo mil nahi pata hai,
koi tanhayee mein beth kar hansta hai,
to koi mehfil mein ashq bahata hai......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
kyaa baat kahi jaanasheen ji......

jab yaad kisi ki aati hai,
to chupke se hum bhi aansoo bahate hain,
bhale he tadap rahe ho dil ke iss dard se,
pur mehfil mein hum bhi muskurate hain.....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Sis,..
And Nice One,..

Gila Nahi Mujhe Ke Usne Mujhpar Sitaam Dhaaye,..
Dekha Jab Haal Mera Pathar Bhi Yaaron Aansoon Bhahaaye,..
Wo To Phir Bhi Insaan Tha Samjha Na Meri Ulfat Ko,..
Jab Nikli Aah Dil Se Meri, Mehfil Mein Sab Muskuraaye,..

______________________________________-Jaanasheen-

Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Apni Bhi Yehi Adat Hai Ke Mehfilon Mein Muskuraate Hain,..
Dhoondkar Tanhaai Ke Alaam Ko Hum Aansoon Bahaate Hain,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #236 on: July 04, 2006, 07:33:57 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Hum To Wo Gham Ke Maare Hain Ke Mehfil Mein Bhi Chale Jaaye,..
To Wahan Tanhaai Ka Alaam Chaa Jaata Hai,..
Mera To Mukaddar Hogaya Aansoon Bahana,..
Dekhkar Mera Haal Har Koi Aansoon Bahaata Hai,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #237 on: July 04, 2006, 07:42:18 AM »
Reply with quote
good one..... jaanasheen ji......

ashqon ki mehfil saji hai kismat mein,
to kaise hum bhi ashq na bahayein,
har taraf timtimate hain palkon pe sitare,
to aankhein bhi kyon inhe gaalon pe sajaayein.....

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Hum To Wo Gham Ke Maare Hain Ke Mehfil Mein Bhi Chale Jaaye,..
To Wahan Tanhaai Ka Alaam Chaa Jaata Hai,..
Mera To Mukaddar Hogaya Aansoon Bahana,..
Dekhkar Mera Haal Har Koi Aansoon Bahaata Hai,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #238 on: July 04, 2006, 07:55:41 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Sajaate Ho Gallon Mein Sitaare Tum,..
Humne To Apna Kismat Ka Tara Toot Te Dekha Hai,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #239 on: July 05, 2006, 06:42:38 AM »
Reply with quote
tooti kismat ko hum jod nahi paaye,
khushiyaan bhi apni taraf mod nahi paaye,
wo sitara humari pahunch se door hai,
jisse apne liye hum tod nahi paaye......

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Sajaate Ho Gallon Mein Sitaare Tum,..
Humne To Apna Kismat Ka Tara Toot Te Dekha Hai,..
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:43:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer