UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17]
ReplyPrint
Author  (Read 18460 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #240 on: July 06, 2006, 12:11:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
tooti kismat ko hum jod nahi paaye,
khushiyaan bhi apni taraf mod nahi paaye,
wo sitara humari pahunch se door hai,
jisse apne liye hum tod nahi paaye......

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Sajaate Ho Gallon Mein Sitaare Tum,..
Humne To Apna Kismat Ka Tara Toot Te Dekha Hai,..
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Kho Gaya Hai Shayad Sitaara Apna Asmaan Mein,..
Zameen Se Aakhir Kyun Dhoond Raha Hoon Main,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #241 on: July 06, 2006, 12:32:34 PM »
Reply with quote
nice.... Jaanasheen ji.....

chahte hain jinhe hum zindagi mein,
wo aksar kyon choot jaate hain,
jinpe ho vishwaas kismat se jyada,
wo sitaare pal mein toot jaate hain......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
tooti kismat ko hum jod nahi paaye,
khushiyaan bhi apni taraf mod nahi paaye,
wo sitara humari pahunch se door hai,
jisse apne liye hum tod nahi paaye......

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Sajaate Ho Gallon Mein Sitaare Tum,..
Humne To Apna Kismat Ka Tara Toot Te Dekha Hai,..
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Kho Gaya Hai Shayad Sitaara Apna Asmaan Mein,..
Zameen Se Aakhir Kyun Dhoond Raha Hoon Main,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #242 on: July 06, 2006, 01:17:44 PM »

Asli Nakhli Chehre Dekhe,...
Dil Pe Sau sau Pehre Dekhe,..
Mere Dukhte Dil Se Poocho,..
Kya Kya Khwaab Sunehre Dekhe,..
Toota Jis Taare Par Nazar Thi Humari,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #243 on: July 07, 2006, 10:46:39 AM »
Reply with quote
ufffff.........badi kharab nazar hai tumhari.......jaanasheen ji.....

badkismati se wo juda ho gaye humse,
saath jinke zindagi jeene ka armaan tha,
ye khawahish reh gayee adhuri,
na jaane ye kaisa kismat ka farmaan tha......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
nice.... Jaanasheen ji.....

chahte hain jinhe hum zindagi mein,
wo aksar kyon choot jaate hain,
jinpe ho vishwaas kismat se jyada,
wo sitaare pal mein toot jaate hain......

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
tooti kismat ko hum jod nahi paaye,
khushiyaan bhi apni taraf mod nahi paaye,
wo sitara humari pahunch se door hai,
jisse apne liye hum tod nahi paaye......

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Sajaate Ho Gallon Mein Sitaare Tum,..
Humne To Apna Kismat Ka Tara Toot Te Dekha Hai,..
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Kho Gaya Hai Shayad Sitaara Apna Asmaan Mein,..
Zameen Se Aakhir Kyun Dhoond Raha Hoon Main,..

Asli Nakhli Chehre Dekhe,...
Dil Pe Sau sau Pehre Dekhe,..
Mere Dukhte Dil Se Poocho,..
Kya Kya Khwaab Sunehre Dekhe,..
Toota Jis Taare Par Nazar Thi Humari,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #244 on: July 07, 2006, 12:52:27 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Bahaar Mein Jab Na Thi Kali Apni,..
Humne Kanton Ko Hi Gale Ka Haar Samjha,..
Kar Raha Hai Jo Bewafaai Ab Humse,..
Kabhi Usko Ninaah Humne Apna Pyaar Samjha,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #245 on: July 10, 2006, 12:47:12 PM »
Reply with quote
kyaa baat kahi..... bilkul sach hai.....

har kadam pe bikhari nazar aati hain,
hume yahan pur yaadein kisi ki,
khud gumo ke andhere mein bethe hain,
pur dua dete hain use sirf khushi ki......

this is love.....

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Bahaar Mein Jab Na Thi Kali Apni,..
Humne Kanton Ko Hi Gale Ka Haar Samjha,..
Kar Raha Hai Jo Bewafaai Ab Humse,..
Kabhi Usko Ninaah Humne Apna Pyaar Samjha,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #246 on: July 11, 2006, 10:25:38 AM »

Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #247 on: August 07, 2006, 06:28:30 AM »
Reply with quote
good one jaanasheen ji.....

kya kahein iss ishq ko,
jisne hume rulaya hai,
yaad aate hain wo bewafa,
jisne hume bhulaya hai.....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
kyaa baat kahi..... bilkul sach hai.....

har kadam pe bikhari nazar aati hain,
hume yahan pur yaadein kisi ki,
khud gumo ke andhere mein bethe hain,
pur dua dete hain use sirf khushi ki......

this is love.....

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Bahaar Mein Jab Na Thi Kali Apni,..
Humne Kanton Ko Hi Gale Ka Haar Samjha,..
Kar Raha Hai Jo Bewafaai Ab Humse,..
Kabhi Usko Ninaah Humne Apna Pyaar Samjha,..

_______________________________-Jaanasheen-

Bahoot Khoob Ninaah Sis,..

Us Bewafaa Ki Zaat Se Mujhko Hai ye Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi uske Liye Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mujhe Mitaa Diya Wo Khush Rahe Sadaa,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #248 on: August 07, 2006, 10:14:35 AM »
Reply with quote
Shukriya Ninaah Sis,..
And Nice One,..
Bahoot Dino Baad Aana Hua,..
Logged
pervez1982
Guest
«Reply #249 on: August 08, 2006, 08:47:10 AM »
Reply with quote
janasheen babu aby kya ghar se bilkul fokat ho kya ya fir kuch kam hi nahi hien aby ghar walon ki to sochon shyari likhna sikho tipna chodo
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #250 on: August 09, 2006, 02:02:31 PM »
Reply with quote
Hello pervez Babu App Ke kehne Ka Matlab Main Kuch samjha Nahi,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #251 on: August 10, 2006, 05:55:17 AM »
Reply with quote
HI JAANASHEEN......

YAH ACTUALLY I WAS DOWN WITH VIRUL FEVER THATS WHY....

ANYWAYS HOWS LIFE .......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Sis,..
And Nice One,..
Bahoot Dino Baad Aana Hua,..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #252 on: August 10, 2006, 05:56:44 AM »
Reply with quote
PARVEZ SIR AGAR AAPKO JAANASHEEN KI SHAYARI PASAND NAHI AAYEE HAI TO AAP APNA HE KAMAL HUME DIKHA DETE..... TO HUME BHI SAMAJHNE MEIN AASAANI HOTI NA KI AAP KIS GRADE KE SHAYAR HAIN....OTHERWISE EVERYONE IS APPRECIATING HIS SHAYARI EXCEPT YOU....[/i]

Quote from: "pervez1982"
janasheen babu aby kya ghar se bilkul fokat ho kya ya fir kuch kam hi nahi hien aby ghar walon ki to sochon shyari likhna sikho tipna chodo
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:53:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer