UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 17
ReplyPrint
Author  (Read 18469 times)
sonia_babe
Guest
«Reply #45 on: May 05, 2005, 04:38:49 AM »
Reply with quote
kiya baat hai yaaar............................vry nice.......................................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
hariom
Guest
«Reply #46 on: May 05, 2005, 11:02:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
RAAT BHAR JAAGTE RAHE AUR ASHQON KO SUKHATE RAHE,
PUR YAADEIN ITNI BEREHAM NIKLI JO ASHQON KI JUBAAN MEIN BAHAR AATE RAHE,
WO HUME NA BHULAYENGE, ISS BAAT SE KHUD KO LUBHATE RAHE,
HUM TO UNHE BHULA NA PAAYE PUR WO HUME HAR MOD PE BHULATE RAHE,
SHAYAD WO LAUT KE AA JAAYEN, ISS EHSAAS SE KHUD KO SEHLAATE RAHE,
DEKHIYE HUMARA PAGALPAN UNKE LIYE SAARE JAMANE SE TAKRAATE RAHE,
PUR WO KISI AUR MEIN GUM HO GAYE AUR HUMSE DOOR JAATE RAHE,
ISS GAM NE HUME JEENE NA DIYA AUR HUM MAUT KE KAREEB AATE RAHE,
UNKI KHUSHI HUME ITNI AZIZ THI KI APNE DUSHMANO KO BHI GALE LAGATE RAHE,
WO HUMSE SE KHUSH HO JAAYE ISLIYE UNKE AAGE APNA SUR ZHUKATE RAHE.........
[/i][/size]



beautiful
lagata hai bahut gahari muhabbat ki hai aapane
tabhi itana dard hai
really
b'ful
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #47 on: May 05, 2005, 09:16:38 PM »
Reply with quote
thanx  sonia jee and   harion thanx from  NINI


for sandhya


Is Dunia me bewafao ki kami nahi
Ab suraj ko hi dekh lijeye
Aata hai usha ke sath
Rahta hai kiran ke sath
Aur jata hai sandhya ke sath.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #48 on: May 11, 2005, 09:04:04 PM »
Reply with quote
  Ek bar nazar mila le agar woh...
To mehek jaye khamosh raat,
Iss tarhan tum dil ke kareeb aati ho...
Ki behek jatein hain merey jazbaat.
Logged
shyam4u
Guest
«Reply #49 on: May 12, 2005, 06:33:31 AM »
Reply with quote
waqt tho huma bhula chukka hai
mukkadar bhi na bhulada.
pyaar hum is liya nahi karte
kyon ki darte hai koi phir sa na rulada ...................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #50 on: May 17, 2005, 01:10:26 AM »
Reply with quote
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi
Mujhe pavon main bandhi zanjeer nazar ayi
Teri yaad main nikal pare mere aansu
Har aansu main teri tasweer nazar ayi.
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #51 on: May 17, 2005, 10:17:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
WO DO PAL TERI ZINDAGI MEIN PYAAR LAAYEGA,
WO DO PAL TERI ZINDAGI MEIN BAHAAR LAAYEGA,
USS PAL KA HEE TO INTZAAR HAI TUJHE,
JO TERE LIYE LEKE KHUSHIYON KA HAAR LAAYEGA....



Quote from: "fakharenaveed"
NA JANE KYUN KISI K SAATH DO PAL GUZAR K
HUM APNAY AAP KO GUMWA BETHE HAIN



nice u all firndzz.. great!!!


khushi ka daur chala gya hai..
gum ke sahare zindagi jiya jaa raha hai..
unhone thukrya ..humein na bhulaya ...
pyaar hum unhi se karte hain..
na jaane wo iss baat ko kyun nahin samjhte hain..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: May 22, 2005, 12:44:24 AM »
Reply with quote
Rona ho toh koi in badalo se sikhe,
jo bin karan ro diya karte hai,
hasna ho toh koi tumse sikhe,
jo dil tod kar bhi has diya karte
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #53 on: May 23, 2005, 05:14:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi
Mujhe pavon main bandhi zanjeer nazar ayi
Teri yaad main nikal pare mere aansu
Har aansu main teri tasweer nazar ayi.


Khuub Fakhar ji.............
Aansu aagaye aankho me
Chhaale pad gaye dil me
Teri judayee ka yeh gum
le aaya hume kis haal me
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #54 on: May 23, 2005, 10:09:56 PM »
Reply with quote
Shukria Saba Saba


Is Dil mein aansuyo ke mele hain
Tum bin hum bohat akele hain
Sab kuch chod kar tumeh e-mail karte hain
Dekho hum kitne vele hain
----------------------------------------------------

Merey dil ke afsaney ko unhoney hasi mein uda diya,
Jara pucho koi unse se mera pyar kyun thukra diya.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #55 on: May 29, 2005, 07:59:19 AM »
Reply with quote
thanks hari om ji,

mohabbat ne uski humko gam mein jeena sikha diya,
pur uski yaad mein humne apne palkon se ashkon ko gira diya,
kabhi ashq na girana pade usse apni zindagi mein,
isliye har ashq se humne apna aanchal bhiga liya......




Quote from: "hariom"
Quote from: "Ninaah"
RAAT BHAR JAAGTE RAHE AUR ASHQON KO SUKHATE RAHE,
PUR YAADEIN ITNI BEREHAM NIKLI JO ASHQON KI JUBAAN MEIN BAHAR AATE RAHE,
WO HUME NA BHULAYENGE, ISS BAAT SE KHUD KO LUBHATE RAHE,
HUM TO UNHE BHULA NA PAAYE PUR WO HUME HAR MOD PE BHULATE RAHE,
SHAYAD WO LAUT KE AA JAAYEN, ISS EHSAAS SE KHUD KO SEHLAATE RAHE,
DEKHIYE HUMARA PAGALPAN UNKE LIYE SAARE JAMANE SE TAKRAATE RAHE,
PUR WO KISI AUR MEIN GUM HO GAYE AUR HUMSE DOOR JAATE RAHE,
ISS GAM NE HUME JEENE NA DIYA AUR HUM MAUT KE KAREEB AATE RAHE,
UNKI KHUSHI HUME ITNI AZIZ THI KI APNE DUSHMANO KO BHI GALE LAGATE RAHE,
WO HUMSE SE KHUSH HO JAAYE ISLIYE UNKE AAGE APNA SUR ZHUKATE RAHE.........
[/i][/size]



beautiful
lagata hai bahut gahari muhabbat ki hai aapane
tabhi itana dard hai
really
b'ful
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #56 on: May 29, 2005, 08:03:05 AM »
Reply with quote
I m back fareee,

missed you and sandhya very much, where is she?Huh???

apni tanhayeeon mein humne apne dil se tumhe yaad kiya,
tumhare paigamon ke liye khuda se fariyaad kiya,
humara waqt to kat gaya tumhe yaad karne mein,
pur kya tumhe bhi humko apne waqt mein yaad kiya....


Quote from: "fakharenaveed"
Shukria Saba Saba


Is Dil mein aansuyo ke mele hain
Tum bin hum bohat akele hain
Sab kuch chod kar tumeh e-mail karte hain
Dekho hum kitne vele hain
----------------------------------------------------

Merey dil ke afsaney ko unhoney hasi mein uda diya,
Jara pucho koi unse se mera pyar kyun thukra diya.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #57 on: May 30, 2005, 01:38:17 AM »
Reply with quote
hum ney har pal har sans k saath
har dhdkan , har saat k saath
aye mere dost tujeh zindgi mein
yaad kiya hai humney har bata k saath
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #58 on: June 07, 2005, 07:21:51 AM »
Reply with quote
SUNKAR APNA NAAM USS BEWAFA SE,
APNI KISMAT PE HUMNE NAAZ HAI,
KYA KAHEIN AB APNE DIL KI HALAT,
TAB SE HE TABIYAT NASAAZ HAI.......




Quote from: "thelostworld"
Quote from: "Ninaah"
WO DO PAL TERI ZINDAGI MEIN PYAAR LAAYEGA,
WO DO PAL TERI ZINDAGI MEIN BAHAAR LAAYEGA,
USS PAL KA HEE TO INTZAAR HAI TUJHE,
JO TERE LIYE LEKE KHUSHIYON KA HAAR LAAYEGA....



Quote from: "fakharenaveed"
NA JANE KYUN KISI K SAATH DO PAL GUZAR K
HUM APNAY AAP KO GUMWA BETHE HAIN



nice you all firndzz.. great!!!


khushi ka daur chala gya hai..
gum ke sahare zindagi jiya jaa raha hai..
unhone thukrya ..humein na bhulaya ...
pyaar hum unhi se karte hain..
na jaane wo iss baat ko kyun nahin samjhte hain..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #59 on: June 07, 2005, 07:23:40 AM »
Reply with quote
BAHAAR KE BAAD PATJHAD BHI APNA RANG DIKHATI HAI,
ZINDAGI KE KUCH PAL BHI GUM MEIN DHAL JAATI HAI,
PHIR BHI INSAAN KI CHAHTON KA SILSILA KHATAM NAHI HOTA,
UNHI CHAHTON KI BADOLAT SAPNE HAQEEQAT MEIN BADAL JAATI HAI..



Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "fakharenaveed"
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi
Mujhe pavon main bandhi zanjeer nazar ayi
Teri yaad main nikal pare mere aansu
Har aansu main teri tasweer nazar ayi.


Khuub Fakhar ji.............
Aansu aagaye aankho me
Chhaale pad gaye dil me
Teri judayee ka yeh gum
le aaya hume kis haal me
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:56:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer