UNKI KHUSHI ~~~~*~~~~

by Ninaah on February 28, 2005, 07:37:28 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 17
ReplyPrint
Author  (Read 18164 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #75 on: June 23, 2005, 07:18:49 PM »
Reply with quote
Rulane waley tu buhat miltey hain duniay mein humein
Aik Aap Ho K humray dil ko Aa kr  meka s jate ho Dost
har Gali ,Har shear,Har Jagha Hum Ko Avhi lagen lagti hai
Jab tum Mere Samney Tehrer Ban k A jate ho dost
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud khushi jo khud ki khushi sai nahin hoti......... by sunny_bunny in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unki khushi k liye hum unko rok na paye.... by punam in Shayri-E-Dard
khushi by muna massood in Shairi - E - Zindagi
Unki khushi by Manreet B in Share: Poetry of Pain
unki khushi ke liye by bharatkumar in Shayri-E-Dard
Ninaah
Guest
«Reply #76 on: June 24, 2005, 05:48:54 AM »
Reply with quote
mukaddar se koi nahi ladd sakta,
dekho phir bhi hum lade hain,
pyar paane ki chahat mein,
teri raahon mein pade hain....



Quote from: "fakharenaveed"
Rulane waley tu buhat miltey hain duniay mein humein
Aik Aap Ho K humray dil ko Aa kr  meka s jate ho Dost
har Gali ,Har shear,Har Jagha Hum Ko Avhi lagen lagti hai
Jab tum Mere Samney Tehrer Ban k A jate ho dost
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #77 on: June 24, 2005, 06:08:24 AM »
Reply with quote
tera yehi kehan mujhay zindgi de jata hai
tera yehi andaz tu pyar kehlata hai ....!!!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #78 on: June 24, 2005, 07:01:29 AM »
Reply with quote
pyar he to zindagi ki jaagir hai,
jise pyar mil jaaye wo duniya ka sabse bada amir hai....



Quote from: "fakharenaveed"
tera yehi kehan mujhay zindgi de jata hai
tera yehi andaz tu pyar kehlata hai ....!!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #79 on: June 24, 2005, 07:24:19 AM »
Reply with quote
mein bhi ameer ho jata gar tu  sangdil humein pyar krta
mein bhi khush naseeb hota gar tu sangdil mujh s izhaar krta
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #80 on: June 24, 2005, 08:08:11 AM »
Reply with quote
USKI CHAHAT KO DIL SE MITA DIYA,
PUR YAAD KO USKI NA MITA PAAYE,
BAHOT CHAHA ISS DIL NE,
PUR CHAHTE HUVE BHI USSE NA BHULA PAAYE.....



Quote from: "fakharenaveed"
mein bhi ameer ho jata gar tu  sangdil humein pyar krta
mein bhi khush naseeb hota gar tu sangdil mujh s izhaar krta
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #81 on: June 24, 2005, 08:23:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
USKI CHAHAT KO DIL SE MITA DIYA,
PUR YAAD KO USKI NA MITA PAAYE,
BAHOT CHAHA ISS DIL NE,
PUR CHAHTE HUVE BHI USSE NA BHULA PAAYE.....



Quote from: "fakharenaveed"
mein bhi ameer ho jata gar tu  sangdil humein pyar krta
mein bhi khush naseeb hota gar tu sangdil mujh s izhaar krta
good.......................aise hi rkhna
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #82 on: June 25, 2005, 12:48:31 AM »
Reply with quote
uski chahat ko dil se mita diya
par yaad ko uski na mita paaye
hum ne to bahut sapne salone the sajaye
par woh kabhi nahi aaye
unki yaad se tadap ta hai dil
zinda rehna ho gaya hai marne se mushkil
maine to sirf ghum ko hai paaya
par unke dil mein rehem nahi aaya
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #83 on: June 25, 2005, 01:30:17 AM »
Reply with quote
Unki Khushi K liye hum Bewafa Bhi kehla Gaye
Un s Durri K liye Hum Dosto zehar Pyala pi Gaye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #84 on: June 25, 2005, 06:40:36 AM »
Reply with quote
WOW NICE ONE SHAKEEL.... GREAT JOB....

HAR CHAHAT PYAR KA IMTIHAAN LETI HAI,
BEECH RAAH MEIN USKI BAAHEIN THAAM LETI HAI,
JAB PUCHOGE KI BAHAR-E-ZINDAGI KISKI HAI,
TO WO DIL KI GEHRAYION SE TUMHARA NAAM LETI HAI.....



Quote from: "shakeel_saif"
uski chahat ko dil se mita diya
par yaad ko uski na mita paaye
hum ne to bahut sapne salone the sajaye
par woh kabhi nahi aaye
unki yaad se tadap ta hai dil
zinda rehna ho gaya hai marne se mushkil
maine to sirf ghum ko hai paaya
par unke dil mein rehem nahi aaya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #85 on: June 25, 2005, 06:43:29 AM »
Reply with quote
GUR KISI KI KHUSHI KE LIYE MAR GAYE,
TO TUMHARA JEENA KAAM AA GAYA,
JAB PUCHA KISI NE PYAR KYA HAI,
LABON PE TUMHARA NAAM AA GAYA....




Quote from: "fakharenaveed"
Unki Khushi K liye hum Bewafa Bhi kehla Gaye
Un s Durri K liye Hum Dosto zehar Pyala pi Gaye
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #86 on: June 25, 2005, 08:25:28 PM »
Reply with quote
Hum S Gar Koi Pouchta hai K naam Kia Hai
Tu bin Soche Aap K Naam Zuban pe Chla Ata hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #87 on: June 27, 2005, 01:40:35 PM »
Reply with quote
humara naam labon pe aaye tumhare,
uss se pehale khuda ka naam lo,
hum to saath hain he tumhare,
pur khuda ki baahein bhi tham lo....



Quote from: "fakharenaveed"
Hum S Gar Koi Pouchta hai K naam Kia Hai
Tu bin Soche Aap K Naam Zuban pe Chla Ata hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #88 on: June 27, 2005, 02:13:30 PM »
Reply with quote
Khuda Ko Saath liye Chlta Hoon mein
Jahan Ho zrort usay Thaam leta hoon mein
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #89 on: June 28, 2005, 01:36:34 AM »
Reply with quote
woh meri zindagi mein aayi
bahut si khusiyaan layi
mujh se pyaar nahi kiya kabhi us ne
aur na kabhi mujhe apna samjha us ne
woh to mere dil se khel kar chali gayi
mere dil pe khanjar chala kar chali gaya
maine yeh bhi seh liya us ki chahat mein
magar dil rota hai aaj bhi us ki chahat mein
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 17
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:28:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer