USI SEY PYAR KU HAI ?

by jasbirsingh on November 19, 2008, 11:00:25 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 4012 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: November 26, 2008, 01:00:28 PM »
Reply with quote
Aye Dil Tu Kyun Sambhalta Nahi, Thokara Jaane Ke Baad,.
Wo Tera Na Ho Saka, Teri Laakh Wafaa Nibhaane Ke Baad,.

Karta Tu Bhi Bewafaai To Tera Zamaane Mein Naam Hota,.
Milti Na Tujhe Yun Thokarein, Waqt Bhi Aaj Tera Ghulaam Hota,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyar by muneeb in Shayri-E-Dard
Pyar ne pyar ko door... by jatin parekh in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar by muneeb in Shayri-E-Dard
aaj ka pyar aur pehele ka pyar by param_sunny in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar se hame kitna pyar hai ..... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
muskan_bye
Guest
«Reply #16 on: November 26, 2008, 01:22:20 PM »
Reply with quote
AYE MERE DOST JAANASEEN JI
AAP AISE DUKHI RAHOGE TOH KAISE ZINDAGI KO JIYOGE
HUM BHI TOH HAI AAPKE DOST ,APNI DOSTI KO KAB NIBHAOGE
LAGTA HAI DERD MEIN HUMKO BHOOL GAYE
JO HUMARI EK BHI SHAYRI KA JAWAB NA DE GAYE
DUKH TOH IS BAAT KO KI AAP HUMARI DOSTI KO NA SAMJH SAKE
DOSTI KO AAP NIBHA NA SAKE , MANA KI HUM BAHUT DINO KE LIYE CHALE GAYE , MAGAR AAPKO BHI DENA CHAHIYE THA MSGE , JO AAP HUME DE NA SAKE ..OR HUMARI DOSTI KO NIBHA NA SAKE OR PHIR KYU KARTE HO APNI ZINDAGI SE GILE JO ROTE HO APNI ZINDAGI KE LIYE............

***********************MUSKAN*********************************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: November 26, 2008, 04:46:50 PM »
Reply with quote
Aye Dil Tu Kyun Sambhalta Nahi, Thokara Jaane Ke Baad,.
Wo Tera Na Ho Saka, Teri Laakh Wafaa Nibhaane Ke Baad,.

Karta Tu Bhi Bewafaai To Tera Zamaane Mein Naam Hota,.
Milti Na Tujhe Yun Thokarein, Waqt Bhi Aaj Tera Ghulaam Hota,.

__________________________________-Jaanasheen-



WAQT GULAAM KAB HUA HAI
WAQT BADNAAM KAB HUA HAI
MILI NA JISEY MOHABBAT ISS JINDAGI MEH
WAQT PARESHAN TAB HUA HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: November 26, 2008, 04:50:53 PM »
Reply with quote
nice work JAS, Sudhir and Jaanasheen!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #19 on: November 26, 2008, 05:45:42 PM »
Reply with quote


WOH NAHI MILTI, FIR BHI INTEZAAR KU HAI ?
USKEY LIYE, YEH DIL BE-KARAAR KU HAI ?
WAISEY TOH DUNIYA MEH KAFI CHIZEY PYARI HAI
FIR JOH NAHI MILTA, USI SEY PYAR KU HAI ?


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Woh khoobsurati ki balaa hogi  is liye intezaar hai
Dil gahrayiyon mein utar gayee hai is liye dil be-karaar hai
Duniya mein har achchi cheez sabhi ko pyaari hai
Chahe mile ya na mile achchi cheezon se sabko pyaar hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: November 26, 2008, 06:21:18 PM »
Reply with quote
bahoot he innocent sa jawab diya hai apne Rajesh ji!!!

dil ki dhadkane shayd usse janti hai
jab se dekha usko, apna manti hai
ab mile sath ya na gawara kare hume wo
dharkano samjhaye kon, jo bas unko apna he manti hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: November 26, 2008, 07:18:42 PM »
Reply with quote
RAJESH

JOH DIL MEH BAS JAYE, WOH KHUBSURAT HI HOTA HAI
DUNIYA MEH HO USKA JOH BHI RANG, HAMARA PYARA HI HOTA HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: November 26, 2008, 07:20:20 PM »
Reply with quote
hota hai pyar andha, sun kar laga tha ajeeb
ajj andhon se bhi badtar halaat ho gaye
khudgarjo se karte rahe umarbhar shikayat
ajj pyar main, khudgarj ke humraj ho gaye!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: November 26, 2008, 07:43:46 PM »
Reply with quote
bahoot he innocent sa jawab diya hai apne Rajesh ji!!!

dil ki dhadkane shayd usse janti hai
jab se dekha usko, apna manti hai
ab mile sath ya na gawara kare hume wo
dharkano samjhaye kon, jo bas unko apna he manti hai


DHADKANOH NEH UNKOH APNA MANA HAI
YEHI HAMAREY PYAR KA AFSANA HAI
MILEY NA MILEY WOH HUMKOH, KYA KAHEY
NAZROH KI UNSEY, DHADKANO NEH SHOR MACHANA HAI


JASBIR SINGH


Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: November 26, 2008, 08:03:26 PM »
Reply with quote
good one Jas!!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: November 26, 2008, 08:18:10 PM »
Reply with quote
hota hai pyar andha, sun kar laga tha ajeeb
ajj andhon se bhi badtar halaat ho gaye
khudgarjo se karte rahe umarbhar shikayat
ajj pyar main, khudgarj ke humraj ho gaye!!



SUNA KARTEY THEY PYAR ANDHA HOTA HAI
AAJ MEHSOOS HUA, PYAR ANDHA HOTA HAI

KAMIYA KABHI MEHSOOS NAHI HUYI UNKI
PYAR KA SILSILA BADA BEDARD HOTA HAI
AAJ MEHSOOS HUA, PYAR ANDHA HOTA HAI



JASBIR SINGH
Logged
dead heart
Guest
«Reply #26 on: November 26, 2008, 08:52:44 PM »
Reply with quote
chahe ho pyar andha phir bhi hum unki galtion ko zarur dekhenge,
chahe ho unse jitna bhi pyar phir bhi hum bewaffai ka jawab zarur denge,
yeh sikh lia humne bhi ke mat karne kisi se khud se zada pyar iss duniya main,
chahe ho hum unke liye paraye phir bhi unke har ansu pe ro denge...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: November 26, 2008, 08:58:25 PM »
Reply with quote
DEAD HEART KYA ANDAAZ HAI
JAWAAB AAP KA LAJAWAAB HAI

GALIYA HUSAN KI TUM JATEY RAHOGEY
GILEY SHIKWEY FIRSEY AJMATEY RAHOGEY



JASBIR SINGH
Logged
dead heart
Guest
«Reply #28 on: November 26, 2008, 09:04:15 PM »
Reply with quote
husn ki galiyon main jism ke pyase guma kartey hai,
dard ke mekhano main dafan dil jiya kartey hai,
gila toh sirf iss baat ka hai ke daag laga gaye humare sache pyar pe woh,
ab toh yeh halat hai ke khud ke ansuon se hi apna kafan dhoya kartey hai...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: November 26, 2008, 09:07:49 PM »
Reply with quote
husn ki galiyon main jism ke pyase guma kartey hai,
dard ke mekhano main dafan dil jiya kartey hai,
gila toh sirf iss baat ka hai ke daag laga gaye humare sache pyar pe woh,
ab toh yeh halat hai ke khud ke ansuon se hi apna kafan dhoya kartey hai...



OH DEAD HEART, TUSI TOH BURI TARAH DEAD HO GAYE
KI HOYA PYARE, ITNEY KU DARD MEH MEHFOOS HO GAYE



JASBIR SINGH

Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:24:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.741 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer