USI SEY PYAR KU HAI ?

by jasbirsingh on November 19, 2008, 11:00:25 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 4013 times)
dead heart
Guest
«Reply #45 on: November 27, 2008, 08:59:04 PM »
Reply with quote
pyar bada koi ehsaas nahin hota,
maut se bada koi ehsaas nahin hota,
ae mere pyar karne wale doston sunlo aaj meri yeh baat,
dafan dil se zada kisi main dard nahin hota...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyar by muneeb in Shayri-E-Dard
Pyar ne pyar ko door... by jatin parekh in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar by muneeb in Shayri-E-Dard
aaj ka pyar aur pehele ka pyar by param_sunny in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar se hame kitna pyar hai ..... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
jasbirsingh
Guest
«Reply #46 on: November 27, 2008, 09:16:52 PM »
Reply with quote
DARD-EH-DIL MEH AB KISI AUR KO KYA BASAYENGEY
ISS JAHAB MEH AB SAKOON KAHA PAYANGEY
KHO CHUKEY HAI ABB HUM UNKOH
MUSHKIL HAI ABB DOBARA UNHEY MIL PAYENGEY


JASBIR SINGH
Logged
dead heart
Guest
«Reply #47 on: November 28, 2008, 07:22:38 PM »
Reply with quote
dil ko khoke rooh ka sukun mujhe nahin chahiye,
bewaffai ka daag pake shabnaam sa pyar mujhe nahin chahiye,
jeene do mujhe aaj iss andheri duniya main,
inn pyar bhare ansuon ko chod ke woh zulmi duniya mujhe nahin chahiye...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #48 on: November 28, 2008, 07:58:24 PM »
Reply with quote
kuch toh likh detey ji


Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #49 on: November 28, 2008, 09:09:14 PM »
Reply with quote
DARD-EH-DIL MEH AB KISI AUR KO KYA BASAYENGEY
ISS JAHAB MEH AB SAKOON KAHA PAYANGEY
KHO CHUKEY HAI ABB HUM UNKOH
MUSHKIL HAI ABB DOBARA UNHEY MIL PAYENGEY


JASBIR SINGH


Waqt ke saath har zakham bhar jata hai
Khuda ke dua se sakoon mil jata hai
Is duniya mein doobara woh na mil paye
Toh dua yahi hai ki rooh se rooh mil jaye
Logged
dead heart
Guest
«Reply #50 on: November 28, 2008, 10:47:55 PM »
Reply with quote
kuch toh likh detey ji


Jasbir Singh


yeh kis ke liye tha aur kya matlab tha iska
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: November 29, 2008, 10:37:23 AM »
Reply with quote
Nice One Jabir Ji,.
Dead Heart Ji,.
Rajesh Ji,.

Sabne Kamaal ka Likha Hai,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: November 29, 2008, 10:40:46 AM »
Reply with quote
Dil Ne Jise Apna Kaha, Usi Ne Dil Kyun Torda,.
Is Bheerd Bahri Dunipya Mein, Mujhe Tanha Kyun Chorda,.

Jiski Kismat Ki Lakeer Mere Haathon Mein Nahi,.
Ya Rab Tune Us Shaks Se Mera Naam Kyun Jorda,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #53 on: November 29, 2008, 09:29:19 PM »
Reply with quote
jhoda hai mere raab ne tera naam uss shaks ke saath,
jisse woh shayad dekhna chahta hai sirf tere saath,
ae duniya ke musafir yaad rakh iss baat ko,
tu dega toh duniya wale hai tere saath aur nahin bhi dega toh bhi mera raab toh hai na tere saath...



ae musafir puch apne ap se iss andheri main tera saga kaun hai,
dil ke toote hue tukdon pe akhir tujhe zakhm laga tha kaun hai,
kehne ke liye toh bahaut sare log rehte hai iss duniya main,
par kabhi socha hai ke iss beimaan duniya main akhir zinda kaun hai???
Logged
dead heart
Guest
«Reply #54 on: November 29, 2008, 09:32:16 PM »
Reply with quote
thnx Jaanasheen
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #55 on: November 30, 2008, 11:27:17 AM »
Reply with quote
THANKS JAHANASHEEN
THANKS RAJESH
THANKS DEAD HEART


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #56 on: November 30, 2008, 11:28:23 AM »
Reply with quote
jhoda hai mere raab ne tera naam uss shaks ke saath,
jisse woh shayad dekhna chahta hai sirf tere saath,
ae duniya ke musafir yaad rakh iss baat ko,
tu dega toh duniya wale hai tere saath aur nahin bhi dega toh bhi mera raab toh hai na tere saath...



ae musafir puch apne ap se iss andheri main tera saga kaun hai,
dil ke toote hue tukdon pe akhir tujhe zakhm laga tha kaun hai,
kehne ke liye toh bahaut sare log rehte hai iss duniya main,
par kabhi socha hai ke iss beimaan duniya main akhir zinda kaun hai???


wah kya baat hai ji
bahut badiya kalaam hai aap ka


Jasbir Singh
Logged
dead heart
Guest
«Reply #57 on: November 30, 2008, 10:21:37 PM »
Reply with quote
shukriya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: December 01, 2008, 05:42:33 AM »
Reply with quote
Nice One Dead Heart JI,.

Jo Sitamgar Hai Mera, Usi KO Main Kyun Chahta Hoon,.
Jo Mere Rone Ka Sabab Banaa, Haal Use Hi Kyun Bataata Hoon,.

Kitna La Chaar Hoon, Dekho Main Mohabbat Karke "Doston",.
Hain Dil Mein Ghamon Ke Sailaab, Phir Bhi Jaane Kyun Muskuraata Hoon,.

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #59 on: December 01, 2008, 10:13:08 AM »
Reply with quote
Nice One Dead Heart JI,.

Jo Sitamgar Hai Mera, Usi KO Main Kyun Chahta Hoon,.
Jo Mere Rone Ka Sabab Banaa, Haal Use Hi Kyun Bataata Hoon,.

Kitna La Chaar Hoon, Dekho Main Mohabbat Karke "Doston",.
Hain Dil Mein Ghamon Ke Sailaab, Phir Bhi Jaane Kyun Muskuraata Hoon,.

_______________________________________-Jaanasheen-


PYAR JAB GEHRA HO JATA HAI
DARD MEH BHI CHEHRA MUSKURATA HAI
TANHA KITNA HI WOH REH JATA HAI
PAR AASOO OH MEH BHI MUSKURATA HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:27:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer