USI SEY PYAR KU HAI ?

by jasbirsingh on November 19, 2008, 11:00:25 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 4045 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #75 on: December 11, 2008, 12:34:12 PM »
Reply with quote

BIKHREY HUYE KHWAAB KOH KYA DIKHAYE
INN ARMANOH KOH ABB KAISEY JAGAYE
FIR BHI NA JANEY YEH AITBAAR KU HAI
SANAM HAMEY TUMHI SEY PYAR KU HAI


JASBIR SINGH
Nice Jas Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyar by muneeb in Shayri-E-Dard
Pyar ne pyar ko door... by jatin parekh in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar by muneeb in Shayri-E-Dard
aaj ka pyar aur pehele ka pyar by param_sunny in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar se hame kitna pyar hai ..... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
jasbirsingh
Guest
«Reply #76 on: December 12, 2008, 04:32:56 PM »
Reply with quote
Nice Jas Ji

Thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #77 on: December 12, 2008, 04:34:17 PM »
Reply with quote
Nice One jasbir Bhai,.
Keep Going,.
Yunhi Likhte Raho,.


Thanks Jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #78 on: December 13, 2008, 12:46:30 PM »
Reply with quote
Mera Nahi Wo, Ye Sab Kehte Hain Mujhe,.
Mera Hai Wo, Ye Apna Dil Kehta Hai,.

Ranj-o-Gham Ki Pehchaan Karaai Usne,.
Manzil Meri Tanhaai Ki Banaai Usne,.

Phir Bhi Is Dil Ko Us Par Naaz Hai,.

Jaane Usi Se Pyaar Kyun Karta Hai ye Dil,.

___________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #79 on: December 13, 2008, 01:01:00 PM »
Reply with quote
Mera Nahi Wo, Ye Sab Kehte Hain Mujhe,.
Mera Hai Wo, Ye Apna Dil Kehta Hai,.

Ranj-o-Gham Ki Pehchaan Karaai Usne,.
Manzil Meri Tanhaai Ki Banaai Usne,.

Phir Bhi Is Dil Ko Us Par Naaz Hai,.

Jaane Usi Se Pyaar Kyun Karta Hai ye Dil,.

___________________-Jaanasheen-

Very good one Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #80 on: December 14, 2008, 02:56:43 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh Bhai,.


Chand lamhey bachey hain tere mere saath key
Mumkin hai ke bichar jaayen bina mulaqat key.

Kahan aansuon ki ye saugaat hogi,
Naye log honge nayee baat hogi.

Mai har haal mein muskurati rahoongi,
Gar tumhari mohabbat mere saath hogi.

Chiragon ko mehfooz rakhna aankhon main,
Badi door tak andheri raat hogi.

Musafir hoon main bhi, Musafir ho tum bhi
Phir kahin, kisi maur par " mulaqat " hogi ....
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #81 on: December 14, 2008, 07:37:11 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh Bhai,.


Chand lamhey bachey hain tere mere saath key
Mumkin hai ke bichar jaayen bina mulaqat key.

Kahan aansuon ki ye saugaat hogi,
Naye log honge nayee baat hogi.

Mai har haal mein muskurati rahoongi,
Gar tumhari mohabbat mere saath hogi.

Chiragon ko mehfooz rakhna aankhon main,
Badi door tak andheri raat hogi.

Musafir hoon main bhi, Musafir ho tum bhi
Phir kahin, kisi maur par " mulaqat " hogi ....


MULAKATOH KA SILSILA JARI RAKHNA
BHULEY SEY BHI HAMSEY NA DOORI RAKHNA
HOLEY HOLEY HI HOTA HAI PYAR SAJNA
HOLEY HOLEY HI DIL KEY PAAS RAKHNA


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #82 on: December 14, 2008, 07:46:57 PM »
Reply with quote
bahoot khoob lil bro and Jas ji..

Is thread ka title parr kar yahi lines man mai aai hai:

bewafa se bhi pyar hota hai,
pyar kuch bhi ho, pyar hota hai (nm)
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #83 on: December 14, 2008, 07:50:22 PM »
Reply with quote
bahoot khoob lil bro and Jas ji..

Is thread ka title parr kar yahi lines man mai aai hai:

bewafa se bhi pyar hota hai,
pyar kuch bhi ho, pyar hota hai (nm)


THANKS JI par

BEWAFA NEH BHI KABHI WAFA NIBHAYI THI
KABHI ISNEY BHI DIL MEH SHAMMA JAGAYI THI

DOOR HOTEY HUYE BHI DIL KEY KAREEB HAI
MAANTEY AAJ BHI HUM ISEY APNA NASEEB HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #84 on: December 14, 2008, 07:59:00 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob, kamal ka jawab likha hai apne jas ji.. bahoot acha laga....
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #85 on: December 14, 2008, 08:29:00 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob, kamal ka jawab likha hai apne jas ji.. bahoot acha laga....


JI bahut shukria, aap koh accha laga


JASBIR SINGH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #86 on: December 14, 2008, 08:40:34 PM »
Reply with quote
bahoot khoob lil bro and Jas ji..

Is thread ka title parr kar yahi lines man mai aai hai:

bewafa se bhi pyar hota hai,
pyar kuch bhi ho, pyar hota hai (nm)
Nice lines Pooja Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #87 on: December 19, 2008, 02:05:37 PM »
Reply with quote
Ji haan,.
Pyaar Kuch Bhi Pyaar Hota hai,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #88 on: December 19, 2008, 02:48:39 PM »
Reply with quote
Ji haan,.
Pyaar Kuch Bhi Pyaar Hota hai,.


YEHI TOH PYAR KI KHOOBI HAI
NASHEY MEH HAMAREY KHOYE TOH WOH BHI HAI

YEH MAIN HI NAHI KEHTA, WOH BHI KEHTEY HAI
CHAHEY BAN JAYE KOI APNA, PAR USI SEY PYAR KU HAI ?

JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #89 on: December 19, 2008, 04:58:24 PM »
Reply with quote
shukari aRajesh ji, lil bro and Jas ji.

Nice lines jas ji
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:07:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer