wafaa ki baatein..

by amrita on June 10, 2005, 07:55:42 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4158 times)
amrita
Guest
Reply with quote
wafaai ki baatein na kar bewafaa,
wafaa se mera yeh bharosa uth jaata hai...
tu nahi teri yaad sahi
yeh mera waqt toh kat jaata hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Wafaa ka naam by yoindiaking in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Wafaa Ke Sile,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Bey-wafaa ho! Mukeed ho! Wafaa ki baat karey! by abdbundeli in Miscellaneous Shayri
DO BAATEIN AAPKI DO BAATEIN HUMARI by muskan_bye in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 3  All »
**Yehi Wafaa** by honeyrose in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 16, 2005, 01:23:23 AM »
Reply with quote
Wafa ki baat kiun krtay ho
Hum pe itan kiun tum mrtay ho
hum tu ajanbi rahi hain
hum pe yeh inayat kiun krtay ho
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #2 on: June 16, 2005, 07:07:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
wafaai ki baatein na kar bewafaa,
wafaa se mera yeh bharosa uth jaata hai...
tu nahi teri yaad sahi
yeh mera waqt toh kat jaata hai...

Wafa Ka Nam Na Le Wafa Dil Dukhati Hai...Wafa Ke Naam Pe Hume Ek Bewafa Ki Yaad Atee Hai. .......
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #3 on: June 16, 2005, 07:10:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Wafa ki baat kiun krtay ho
Hum pe itan kiun tum mrtay ho
hum tu ajanbi rahi hain
hum pe yeh inayat kiun krtay ho

gaa to main bhi sakta hoon, magar meri aawaz bewafa hai,
baja to main bhi sakta hoon, magar mere saaz bewafa hai,
shahjahan gumaan mat kar haseen taj mahal par,
bana to main bhi sakta hoon,
magar meri mumtaj bewafa hai
Logged
amrita
Guest
«Reply #4 on: June 16, 2005, 05:22:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "sky_web2005"
Quote from: "fakharenaveed"
Wafa ki baat kiun krtay ho
Hum pe itan kiun tum mrtay ho
hum tu ajanbi rahi hain
hum pe yeh inayat kiun krtay ho

gaa to main bhi sakta hoon, magar meri aawaz bewafa hai,
baja to main bhi sakta hoon, magar mere saaz bewafa hai,
shahjahan gumaan mat kar haseen taj mahal par,
bana to main bhi sakta hoon,
magar meri mumtaj bewafa hai

jiyoooooooooooooooooo...!!!

shahjaahan ka taj mahal uske pyaar ka gavaah hai
tune jisse pyaar kiya woh kitna bewafaa hai
bewafaa se pyaar karne ka bhi mazaa hai
teri kismat mein pyaar ka bhi kya sila hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: June 16, 2005, 07:15:47 PM »

pyar kia jata hai tu sila nahin mangtay
pyar mein tu bas pyar k liye hai khushi mangtay
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #6 on: June 16, 2005, 08:06:48 PM »
Reply with quote
Dagga dena fitrat hai hasino ki
dil rakhte hai pathar ka bat karte hai phoolo ki
Khuda kare inko vafa karna aa jaye..
to kabhi na ho ruswai mahobat ki
Logged
amrita
Guest
«Reply #7 on: June 17, 2005, 03:41:22 PM »
Reply with quote
hum haseenaye agar dil na todti
wafaai ki kadar iss duniya mein na hoti

phoolon sa jisam paya hai
pathar ka dil samaya hai

humsein pyaar karne walo ko
humney din raat rulaya hai

khuda ne bhi humein kya khoob sabak sikhaya hai
pathar ke humare dil ko phir moum banaya hai

humney jise pyaar kiya usse dhoka khaya hai
moum se humare dil ko humne phir faulad banaya hai..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #8 on: June 17, 2005, 08:11:13 PM »
Reply with quote
Hum ney jis s bhi pyar kiya
usi ney mujh pe waar kiya
mere dil ko us ney chaar kiya
meri jaan ko lachaar kiya
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #9 on: June 29, 2005, 01:16:27 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
hum haseenaye agar dil na todti
wafaai ki kadar iss duniya mein na hoti

phoolon sa jisam paya hai
pathar ka dil samaya hai

humsein pyaar karne walo ko
humney din raat rulaya hai

khuda ne bhi humein kya khoob sabak sikhaya hai
pathar ke humare dil ko phir moum banaya hai

humney jise pyaar kiya usse dhoka khaya hai
moum se humare dil ko humne phir faulad banaya hai..

Na rakho dil faulad jaisa nahi hote dunia me sab dokhebaz
Na satayo payar karne walo ko nahi hote sab chalbaz
na rakho talauq patharo se.. Jamane mai abhi bi hum jaise humraj
Logged
amrita
Guest
«Reply #10 on: June 29, 2005, 08:44:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "manjot"

zindagi ke raho mein bahut kuch seekh te hain
dhokebaazo aur chahane waalo mein farq samjhte hain

seene mein apne ek aisa dil rakhte hain
chalbaazo ke liye faulad aur chahanewalo ke liye moum banye rakhtey hain
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #11 on: June 30, 2005, 03:56:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Hum ney jis s bhi pyar kiya..

jate ho maikhano me na bharo paimana ek sa
ub jayoge ho jayoge lachar peeker ek sa
padi hai har tarh ki shrab yahan..
lelo jayka har paymane ka nasha na ho ek sa
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #12 on: July 01, 2005, 10:36:17 AM »
Reply with quote
wah amrita,kya khoob likha hai,very touching words.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #13 on: July 01, 2005, 06:52:32 PM »
Reply with quote
wah manjot ji...

aadtan main pee leta hoon
iraadatan main pee leta hoon
roothey ger khushian mujhse
jiyaadatan main pee leta hoon.

jab tak na mile koi saaki
bin saaki hi pee leta hoon
pemaane sab jab ho khaali
ashkon se bhar pee leta hoon.

manjot wrote

Quote
jate ho maikhano me na bharo paimana ek sa
ub jayoge ho jayoge lachar peeker ek sa
padi hai har tarh ki shrab yahan..
lelo jayka har paymane ka nasha na ho ek sa
Logged
manjot
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 10 hours and 46 minutes.
My Picture

Posts: 358
Member Since: May 2005

View Profile WWW
«Reply #14 on: July 02, 2005, 03:41:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "manjot"
Quote from: "amrita"
hum haseenaye agar dil na todti
wafaai ki kadar iss duniya mein na hoti

phoolon sa jisam paya hai
pathar ka dil samaya hai

humsein pyaar karne walo ko
humney din raat rulaya hai

khuda ne bhi humein kya khoob sabak sikhaya hai
pathar ke humare dil ko phir moum banaya hai

humney jise pyaar kiya usse dhoka khaya hai
moum se humare dil ko humne phir faulad banaya hai..

Na rakho dil faulad jaisa nahi hote dunia me sab dokhebaz
Na satayo payar karne walo ko nahi hote sab chalbaz
na rakho talauq patharo se.. Jamane mai abhi bi hum jaise humraj

zindagi ke raho mein bahut kuch seekh te hain
dhokebaazo aur chahane waalo mein farq samjhte hain

seene mein apne ek aisa dil rakhte hain
chalbaazo ke liye faulad aur chahanewalo ke liye moum banye rakhtey hain

chodta nahi adat katne ki bichu janvar hoker
kaise chod de adat ashiqi ki hum insan hoker
faraq nahi pata chalta jab payar hota hai
do dil nahi rakhte ashiq unka dil ek hi hota hai
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:52:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer