Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Deti

by FAREE on October 31, 2006, 08:04:06 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1130 times)
FAREE
Guest
Reply with quote
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Deti,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Deti.

Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khadi Ho Kyon, Koi Saza Kyon Nahin Deti.

Usay Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Deti.

Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Deti.

Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Laboun Se Bata Kyon Nahin Deti.

Anmol Khazana Hein Yeh Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Inhein Mujh Pe Luta Kyon Nahin Deti.

Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Hai Tum Ne,
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Deti.

Ek Arsa Hua Chein Se Soye Huay Mere Yaar,
Mera Chein, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Deti.
Logged
Roja
Guest
«Reply #1 on: January 10, 2007, 01:47:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"

Tumari yaad ke jab zakham barne lagte hai
Kisee bahane tumhe yaad karne lagte hai
Har ajnabhi hame marham dikhayee deta hai
Jab tumhari gali se guzarne lagte hai
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #2 on: January 10, 2007, 08:46:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Quote from: "FAREE"
Yaadon Ko Apne Dil Se Mita Kyon Nahin Deti,
Jo Jaa Chuka Hai Us Ko Bhula Kyon Nahin Deti.

Mujrim Hoon Main Tera Mujhe Itna To Bata,
Khamosh Khadi Ho Kyon, Koi Saza Kyon Nahin Deti.

Usay Jis Ke Zakham Hain Inaayat Teri,
Gar Hai Tumhare Paas To Dawa Kyon Nahin Deti.

Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Deti.

Tumhein Mujh Se Mohabbat Hai Jaanta Hoon Main,
Ye Baat Apne Laboun Se Bata Kyon Nahin Deti.

Anmol Khazana Hein Yeh Muskurahatein Teri,
Thoda Sa Inhein Mujh Pe Luta Kyon Nahin Deti.

Wo Aag Jo Dil Mein Lagaai Hai Tum Ne,
Wo Aag Aaj Khud Hee Bujha Kyon Nahin Deti.

Ek Arsa Hua Chein Se Soye Huay Mere Yaar,
Mera Chein, Meri Neend Lauta Kyon Nahin Deti.

Tumari yaad ke jab zakham barne lagte hai
Kisee bahane tumhe yaad karne lagte hai
Har ajnabhi hame marham dikhayee deta hai
Jab tumhari gali se guzarne lagte hai
[/color]

Tujhe kasam hai meri,
Bulaane main karna na deri,

Jab kabhi dil udaas hua to,
Jab kabhi ruthe hue agar ho,

Ishaara dena tab kuch aaisa mujhko,
Samajh jaaoon zaroorat hai meri Tujhko.

Pyar kabhi nibhaa na saki main,
Dost ban kar bhi reh na saki main,

Magar Tera dukh nahin dekh paaoon,
Tere aansoon main na jhel paaoon.

Zindagi main mera sahaara rahega,
Jab tak Khuda mujhe uthaa na lega.

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 12:18:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer