Yaroon Suno Meri Kahani Hai !! Ankh me Ata pani Hai !!

by abdulqadeer on January 04, 2009, 12:53:31 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1499 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
Yaroon suno meri kahani hai !! Ankh me ata Pani Hai !!
Bachpan bita saath saath akeli meri jawani hai!!

Bachpan bhi mera Ajeeb tha !!
Mai uske kitna qareeb tha !!
Jawani ne hijab ki zanjeer daldi !!
Kali pe jaise kisi ne shabnam daldi !!
Ab us bin duniya meri virani hai !!

Yaroo suno meri kahani !! Ankh me ata Pani Hai!!
Bachpan bita saath- saath akeli meri jawani hai!!


Wo beparda uska mere ghar ana !!
Eak hi saans me sari baten kahe jana !!
Bin puche hi sab khuch batlana !!
wo gudiyoon ki shaadi rachana !!
bhool ke un lamhoon ko jina to bemani hai !!


yaroo suno meri kahani hai !!ankh me ata pani hai !!
bachpan bita saath- saath akeli meri jawani hai !!


wo chuti se baton me rooth jana !!
fir eak dam se sab khuch bhool jana !!
wo barish me bheegte ghar ana !!
fir kagaz ki kashtiyan banana !!
meri har dhadkan me bus ussi ki yaad sama-e-hai !!


yaroo suno meri kahani hai !! ankh me ata pani hai !!
bachpan bita saath -saath akeli meri jawani hai !!


Qadeer ko uski yaad ne shayar bana diya !!
jazire ko jaise samandar bana diya !!
Nazar uthane se darrta hai ab wo bhi!!
Maine apne chahere ko aina bana diya!!
Baat ke sari qushiyan zamne ko hath me aa-e-ruswa-e- hai!!


Yaroon suno meri kahani hai !!ankh me ata pani hai !!
Bachpan bita saath- saath akeli meri jawani hai !!


Yaroo suno meri kahani hai!!

Qadeer Toopchi
From Dubai But An Indian
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kabhi yun bhi aa meri ankh mein by jugnu in Ghazals
suno ek kahani………… :):) by nirala in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
meri tamannaon par fir gaya pani by sunildehgawani in Shayri for Khumar -e- Ishq
jab ankh mili ankh se...... by pawan16 in English
Suno kahani soudagar ki by soudagar in Miscellaneous Shayri
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: January 05, 2009, 12:22:41 PM »
Reply with quote
Bohat khoob andaze bayaan hain Qadeer  Clapping Smiley
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 06, 2009, 03:36:37 AM »
Reply with quote
Bohat khoob andaze bayaan hain Qadeer  Clapping Smiley

Shukriya Sajid Bhai!!

Qadeer Toopchi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: January 06, 2009, 06:19:00 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai, bahoot khoob Qadeer ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 06, 2009, 10:20:13 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Bhaijaan,.

Waise Meri Bhi Yahi Kahaani Hai,.
Tera Haal Pardhkar Mere Aankhon Mein Bhi Paani Hai,.

Maine Bhi Ki Thi Mohabbat Bachpan Mein Hi "Qadeer,.
Tabhi To Mujhse Khafaa, Ye Meri Jawaani Hai,.

Maine Bhi Shayaari Ka Libaaz, Uski Liye Pehna,.
Meri Bhi Bohat Hi Dard Bhari Kahaani Hai,.

Achcha Hua, Tune Yahaan Ye Baat Cherdi "Qadeer,.
"Azeem Ko, Uski Pyaar Ki Dastaan Sabko Sunaani Hai,.

____________________________-Jaanasheen-


Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:36:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer