Zakham

by Bharat on July 22, 2005, 02:02:26 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3131 times)
Bharat
Guest
Reply with quote
Woh dulhan ke lal jode me saji hai
Us ke shauhar ke sar pe sehra hai

Jo chehra hum ne dil me basaya tha
Us chehre pe aaj ek naya hi chehra hai

Tuje bhula dena itna aasaan bhi to nahi
Aaj bhi is dil me tere aarmano ka pehra hai

Tute huye dil pe kya biti hai ye jalim tu kya jane
Tera diya hua zakham samundar se ghehra hai................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zakham by Sonu in Shayri-E-Dard
zakham by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Dosti Ke Zakham by Nino in Shayri-E-Dard
Dil ke Zakham.... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
Zakham by guruu in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Meena
Guest
«Reply #1 on: July 22, 2005, 02:32:33 PM »
Reply with quote
wah, bohot ache bharat ji!!

kisi aur ka sindoor laga kar, lal jode me,
meri saji hui doli meri mehebood ke pas ja rahi thi,
bewafa nahin te hum, kaise kisi aur ke ban jate,
isslyie wafa nibate hue aaj meri lash ja rahi thi!!!
Logged
Bharat
Guest
«Reply #2 on: July 22, 2005, 03:59:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah, bohot ache bharat ji!!

kisi aur ka sindoor laga kar, lal jode me,
meri saji hui doli meri mehebood ke pas ja rahi thi,
bewafa nahin te hum, kaise kisi aur ke ban jate,
isslyie wafa nibate hue aaj meri lash ja rahi thi!!!



Very nice Meenaji,
Thank you
Bharat
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: July 22, 2005, 04:09:19 PM »
Reply with quote
ur welcome ji.................. apne kuch nahin likha?

 :D
Logged
rivita
Guest
«Reply #4 on: July 23, 2005, 10:14:57 AM »
Reply with quote
waah .........  bahut hi accha likha hai aapne!!!!! :D
Logged
Bharat
Guest
«Reply #5 on: July 23, 2005, 07:51:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
ur welcome ji.................. apne kuch nahin likha?

 :D




Rivita,
Thanks for liking the shayari

Meenaji,
Hum aapki tarah "Natural" shayar thodi na hai
Hume waqt lagta hai shayari likhne me.........


Wo hamara rasta na thi, wo hamari manzeel na thi
Wo to ek bewafa thi jo ke pyar ke kabil na thi
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: July 24, 2005, 11:12:14 AM »
Reply with quote
wah wah bharat ji.... arre im not a shayar janab..aise hi kabih kabhi ek do lines likh deti hoon..apko pasand aati hai uske liye shukriya!!!  :D

woh bewafa ho jayenge hume malum na tha,
hume to pyar ke siwa aur kuch malum na tha,
aab kya gila kare, jab ghar hi lut gaya humara,
roshni karne wale hi ghar ko aag laga denge hume malum na tha!
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: July 24, 2005, 11:39:19 AM »
Reply with quote
Bharat and Meena ............ very nice work .... !!!!!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #8 on: July 24, 2005, 03:18:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Bharat and Meena ............ very nice work .... !!!!!!!


shukriya ji shukriya!!

 :D
Logged
Bharat
Guest
«Reply #9 on: July 24, 2005, 05:11:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Bharat and Meena ............ very nice work .... !!!!!!!



Talat,
Thank you very much.
Logged
Bharat
Guest
«Reply #10 on: July 24, 2005, 09:29:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah wah bharat ji.... arre im not a shayar janab..aise hi kabih kabhi ek do lines likh deti hoon..apko pasand aati hai uske liye shukriya!!!  :D

woh bewafa ho jayenge hume malum na tha,
hume to pyar ke siwa aur kuch malum na tha,
aab kya gila kare, jab ghar hi lut gaya humara,
roshni karne wale hi ghar ko aag laga denge hume malum na tha!



Hello Meenaji,

Gur hume malum hota, woh ek sapna hai hakikat nahi
to hum un se dil na lagate jise pyar ki koi keemat nahi


Sirf dilo ko todana jante hai ye sangdil sanam
Us bewafa se etbaar ki aas kya jise wafa ki aahmiyat nahi
Logged
natural
Guest
«Reply #11 on: July 25, 2005, 01:00:13 PM »
Reply with quote
Welcome To yoindia Bharat ji.........................................happy9
Welcome To Our yoindian family........................... :ghug:
Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Meena"
wah wah bharat ji.... arre im not a shayar janab..aise hi kabih kabhi ek do lines likh deti hoon..apko pasand aati hai uske liye shukriya!!!  :D

woh bewafa ho jayenge hume malum na tha,
hume to pyar ke siwa aur kuch malum na tha,
aab kya gila kare, jab ghar hi lut gaya humara,
roshni karne wale hi ghar ko aag laga denge hume malum na tha!



Hello Meenaji,

Gur hume malum hota, woh ek sapna hai hakikat nahi
to hum un se dil na lagate jise pyar ki koi keemat nahi


Sirf dilo ko todana jante hai ye sangdil sanam
Us bewafa se etbaar ki aas kya jise wafa ki aahmiyat nahi


Unsey milney ki khushi shayad itni na thi, Jitna unsey bichharney ka gam hua.......................
Unhoney to sirf itna kehna hai, Eik aashique aur kum hua........... :lol:  :lol:
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: July 25, 2005, 01:08:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
wah wah bharat ji.... arre im not a shayar janab..aise hi kabih kabhi ek do lines likh deti hoon..apko pasand aati hai uske liye shukriya!!!  :D

woh bewafa ho jayenge hume malum na tha,
hume to pyar ke siwa aur kuch malum na tha,
aab kya gila kare, jab ghar hi lut gaya humara,
roshni karne wale hi ghar ko aag laga denge hume malum na tha!


waah ..... Meena ji

aap bhi itney badey shayaar ho humey maluum na tha
jazbatooN ko likhne mein maahir ho humey malum na tha !!

ab sher ke jawab mein .... kuch arz hai !!

bevffa woh keh jayegey yeh humey maluum na tha
peeth pe hamari kanjar chalyehey humey maluum na tha
jin ke khatir humney chod di sari duniya "HumTum"
woh iss kadar tukra jayegey , humey maluum na tha !!  
Logged
Meena
Guest
«Reply #13 on: July 25, 2005, 03:52:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Meena"


Hello Meenaji,

Gur hume malum hota, woh ek sapna hai hakikat nahi
to hum un se dil na lagate jise pyar ki koi keemat nahi


Sirf dilo ko todana jante hai ye sangdil sanam
Us bewafa se etbaar ki aas kya jise wafa ki aahmiyat nahi


wah ji wah!!

aksar dokha khaya humne haqiqat aur sapne me,
isslyie armano ko door kahi dafna diya humne ek kapde me,
khud pe barosa hi na aab jabse hogaye woh bewafa,
kaun jane kaun hai gair aab, kiska nam le apno me!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #14 on: July 25, 2005, 03:59:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"

waah ..... Meena ji

aap bhi itney badey shayaar ho humey maluum na tha
jazbatooN ko likhne mein maahir ho humey malum na tha !!

ab sher ke jawab mein .... kuch arz hai !!

bevffa woh keh jayegey yeh humey maluum na tha
peeth pe hamari kanjar chalyehey humey maluum na tha
jin ke khatir humney chod di sari duniya "HumTum"
woh iss kadar tukra jayegey , humey maluum na tha !!  


arre shukriya ji..aur aap is glatafaimi me na rehna ke im a gud shayari ji...toota futta bas likhti hoon thats it!  :D

bohot acha likha apne:

kaise malum hota hume bewafai ke bare me,
jab wafa ke siwa aur kuch karna sikha hi nahin,
kaise kisi aur se dil laga le tere jane ke baad, bewafa,
jab ke tere siwa is dil ne machalna sikha hi nahin!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:43:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer