zaruri hai.........'udas'

by sanjayudas on November 15, 2012, 06:15:44 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 856 times)
sanjayudas
Guest
Reply with quote
is gubaar me dam tod na dein mere sapne,
aankho pe ehtiyaat ka chashma zaruri hai,
zindagi bagawat pe aamada hui jaati hai,
dekh is shab mujhse tera milna zaruri hai,
mujhe mere thak ke toot jaane ka dar hai,
zustzu ka yeh andha safar rukna zaruri hai,
shayad subah tak use meri fikr ho jaaye,
raat bhar ummid ka diya jalna zaruri hai,
shayaro'n ki rozi-roti ka sawaal hai,
husn se is parde ka uthna zaruri hai,
faasla lamba dekh woh irada badal na de,
mujhe uski zaanib kuchh door chalna zaruri hai,
is gubaar me dam tod na dein....................san
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zaruri by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
ZARURI TO NAHI by ISHU in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zaruri tho nahi by srikant in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zaruri Nahi by Roja in Ghazals
izhar karna zaruri hai by anmolarora in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aarish
Guest
«Reply #1 on: November 15, 2012, 06:25:44 AM »
Reply with quote
is gubaar me dam tod na dein mere sapne,
aankho pe ehtiyaat ka chashma zaruri hai,
zindagi bagawat pe aamada hui jaati hai,
dekh is shab mujhse tera milna zaruri hai,
mujhe mere thak ke toot jaane ka dar hai,
zustzu ka yeh andha safar rukna zaruri hai,
shayad subah tak use meri fikr ho jaaye,
raat bhar ummid ka diya jalna zaruri hai,
shayaro'n ki rozi-roti ka sawaal hai,
husn se is parde ka uthna zaruri hai,
faasla lamba dekh woh irada badal na de,
mujhe uski zaanib kuchh door chalna zaruri hai,
is gubaar me dam tod na dein....................san
[/color][/font][/size]
Kya baat hai sanjay jee umda peshkash hai, sabhi ashaar kafi khoob rahe daaaad qubool karen
Logged
khujli
Guest
«Reply #2 on: November 15, 2012, 06:38:25 AM »
Reply with quote
is gubaar me dam tod na dein mere sapne,
aankho pe ehtiyaat ka chashma zaruri hai,
zindagi bagawat pe aamada hui jaati hai,
dekh is shab mujhse tera milna zaruri hai,
mujhe mere thak ke toot jaane ka dar hai,
zustzu ka yeh andha safar rukna zaruri hai,
shayad subah tak use meri fikr ho jaaye,
raat bhar ummid ka diya jalna zaruri hai,
shayaro'n ki rozi-roti ka sawaal hai,
husn se is parde ka uthna zaruri hai,
faasla lamba dekh woh irada badal na de,
mujhe uski zaanib kuchh door chalna zaruri hai,
is gubaar me dam tod na dein....................san

 Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #3 on: November 15, 2012, 07:13:56 AM »
Reply with quote
ahchi peshkash hai sanjay sahab, umeed hai aage aapke alfaazon aur khayaloN se aur v mulaakaten hoti raheNgi...
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #4 on: November 15, 2012, 08:32:29 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #5 on: November 15, 2012, 08:38:06 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
shara63
Guest
«Reply #6 on: November 15, 2012, 09:35:39 AM »
Reply with quote
behtareen,  Applause Applause                     
Logged
Sunil Malhotra
Guest
«Reply #7 on: November 15, 2012, 10:02:51 AM »
Reply with quote
very nice  Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #8 on: November 15, 2012, 11:32:05 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut khoooob
Logged
prashad
Guest
«Reply #9 on: November 16, 2012, 09:48:57 AM »
Reply with quote
very nice Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:58:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer