Zindgi ki chadar pe jitni rangrezi ki "manjum"

by manjum on January 04, 2011, 05:12:15 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3052 times)
manjum
Guest
Reply with quote
hi..

Zindgi ki chadar pe jitni rangrezi ki.
Gham k chhite kya jo pade sare rang dhul gaye.

Andhiyon main ud gai ghar ki chhat bhi dekhoto,
Mere sir ke upar sab aasman khul gaye.

Kya sabak sikhaya hai usne pyar karne ka,
Thode se sukun the jo aansuon main ghul gaye.

Logged
nirala
Guest
«Reply #1 on: January 04, 2011, 06:08:13 AM »
Reply with quote
Wah manju ji bahut khub.
lekin aapse ab ek shikayat hai--
har baar aap dard bhara nagma pesh karke saddy krte ho:(
remember
""
dard ko seene me chupao to
                baat hai
arsru ko aankhon me dabao to
                 baat hai
uss par bhi sanam jhum ke muskurao to
                  baat hai
kaagaz ke phoolon ko bhi mahkao to
                  baat hai
bujhte deepak se bhi chahat ki lau jalao to
                  baat hai
""
thanx
""
khus rahiye
Logged
manjum
Guest
«Reply #2 on: January 04, 2011, 06:59:18 AM »
Reply with quote
oh ho... Niralaji dukhi mat hoiye..

dard hi to jeevan ki sachchai hai..

chalie agli bar kuch khushnuma likhne ki koshish karti hun.

thanks

bahut bahut shukriya
Logged
nirala
Guest
«Reply #3 on: January 04, 2011, 07:03:17 AM »
Reply with quote
wawwww
ab hum bahut khus hue
Usual SmileUsual Smile
""
chaliye iss khusi me thoda muskura len
apne gamo ko thoda bhula len
dil ke armaano ko thoda aur hawa den
aasuon se kahen--
aye aansu mere dost thoda wait kar zara hum muskura khilkhila len--:)Usual Smile
""
thanx
""
khus rahen sada
Logged
manjum
Guest
«Reply #4 on: January 04, 2011, 07:07:43 AM »
Reply with quote
thanks... Niralaji
chaiye 5 mint main naya post milne wala hai intzar kijie likh rahe hain..

aap mushkurate rahie sada
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #5 on: January 04, 2011, 07:13:40 AM »
Reply with quote
kehte sunte beet gai raat saari
na chahte hue bhi ashk behte rahe
tumhari baahon me ane ko ee sanam
dekho na sari raat hum taraste rahe.....
Logged
manjum
Guest
«Reply #6 on: January 04, 2011, 07:17:03 AM »
Reply with quote
thnaks kasakji...
bahut bahut shukriya.... daad dete rahen
Logged
nirala
Guest
«Reply #7 on: January 04, 2011, 07:26:21 AM »
Reply with quote
kuch kosis hai K mam aapke lines ke jawaab me
""
tarase the hum bhi raat saari
ilm kaha hui aapko beqaraari ki humari
         kah na sake hum lafzom me kya thi haalat
         ee sanam kuch ashq gire aur sukh gaye
yakeen na ho fir jhank lo
 zara aankhon me humari
""
thanx
""
manju ji m waiting for ur new post
Logged
manjum
Guest
«Reply #8 on: January 04, 2011, 07:36:17 AM »
Reply with quote
are niralaji bheja na... aankhon se hi chhu lete ho...

wo ankhe jin mai kabhi ham basa karte the.
wahin aaj dhekho gair rahte hain.
Logged
nirala
Guest
«Reply #9 on: January 04, 2011, 07:43:30 AM »
Reply with quote
aankho ka to pata nhi
    lafzon me aapke hum marte hain
kya fark padta hai gar
    aankhon me aapki koi aur baste hain--:)Usual SmileWinkingWinkingUsual Smile
""
thanx
""
Logged
manjum
Guest
«Reply #10 on: January 04, 2011, 07:47:44 AM »
Reply with quote
wah...ji kya baat hai..

kitna likhwayege mujhse?Huh???

apne sinw main meri yad basaye rakhna.
apne hotho pe mera nna msajae rakhna.

ye jo anjana sa nata hai tujhse mera,
meri koshish hai ye nata banae rakhna.
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #11 on: January 04, 2011, 07:55:51 AM »
Reply with quote
bht khoob manjum ji..
Logged
manjum
Guest
«Reply #12 on: January 04, 2011, 07:56:45 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya manzilji...

khush rahie sada..
Logged
nirala
Guest
«Reply #13 on: January 04, 2011, 08:08:52 AM »
Reply with quote
aapse hum aaj bahut likhwayenge ji.
""
chahe aapki kalam toot jaye
ya chahe aapka paper khatam ho jaye
""
thanx
""
Logged
manjum
Guest
«Reply #14 on: January 04, 2011, 08:12:21 AM »
Reply with quote
ham likhne ke lie taiyar hain ji....

kagaz aur kalam ki kya baat hai.
ye khatm ho bhi jaen to dil to hai.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:04:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer