Aa dekh!

by salma786 on April 29, 2009, 11:22:06 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1643 times)
salma786
Guest
Reply with quote
Aa dekh teri yadon ke ghere me,
Mar kar bhi koi jeeta kaise hai,

Tu to khushi se jee raha hai kisi or ki bahoon me,
Koi andhero me gumnaam zindegi bitata kaise hai,

Hasrato ka chiraag jalaya tha jo sath milkar,
Aa dekh uski law ko bujhte dekh koi jalta kaise hai,

Jin raaho ko kabhi phoolo se sajakar rakha tha humne,
Aa dekh koi kanto pe khoon bahakar chalta kaise hai,

Jin akhon me khushiyaa dikhti thi saari jahan ki,
Aa dekh ab wo khoon ke ashq bahata kaise hai,

Jo hath dua me uth te the mohabbat me sath jeene pe,
Aa dekh ab wo zindegi mitane ko tadapta kaise hai,

Ishq me chur hokar jo teri agosh me jiya karte the,
Aa dekh ab wo kabr me sisak kar leta kaise hai!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Ko Dekh Chehraa na dekh....! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 11 12 »
tujhe dekh dekh kar by saahill in Miscellaneous Shayri
Samudra ka uchaal dekh, tairane ka khayal dekh by livingbytheday in Ghazals « 1 2  All »
dekh zara dekh..._______________~ROY~ by roy in Miscellaneous Shayri
DEKH DEKH KAR TUMKO by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Roja
Guest
«Reply #1 on: April 29, 2009, 12:45:11 PM »
Reply with quote
Aa dekh teri yadon ke ghere me,
Mar kar bhi koi jeeta kaise hai,

Tu to khushi se jee raha hai kisi or ki bahoon me,
Koi andhero me gumnaam zindegi bitata kaise hai,

Hasrato ka chiraag jalaya tha jo sath milkar,
Aa dekh uski law ko bujhte dekh koi jalta kaise hai,

Jin raaho ko kabhi phoolo se sajakar rakha tha humne,
Aa dekh koi kanto pe khoon bahakar chalta kaise hai,

Jin akhon me khushiyaa dikhti thi saari jahan ki,
Aa dekh ab wo khoon ke ashq bahata kaise hai,

Jo hath dua me uth te the mohabbat me sath jeene pe,
Aa dekh ab wo zindegi mitane ko tadapta kaise hai,

Ishq me chur hokar jo teri agosh me jiya karte the,
Aa dekh ab wo kabr me sisak kar leta kaise hai!


Wah Salma dear bahut accha likha hai aapne...
Her ek line dil ko chu gaya. Good work. Keep up. Thumbs UP
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: April 29, 2009, 12:59:51 PM »
Reply with quote
Nice work Salma...
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: April 29, 2009, 01:07:56 PM »
Reply with quote
Aa dekh teri yadon ke ghere me,
Mar kar bhi koi jeeta kaise hai,

Tu to khushi se jee raha hai kisi or ki bahoon me,
Koi andhero me gumnaam zindegi bitata kaise hai,

Hasrato ka chiraag jalaya tha jo sath milkar,
Aa dekh uski law ko bujhte dekh koi jalta kaise hai,

Jin raaho ko kabhi phoolo se sajakar rakha tha humne,
Aa dekh koi kanto pe khoon bahakar chalta kaise hai,

Jin akhon me khushiyaa dikhti thi saari jahan ki,
Aa dekh ab wo khoon ke ashq bahata kaise hai,

Jo hath dua me uth te the mohabbat me sath jeene pe,
Aa dekh ab wo zindegi mitane ko tadapta kaise hai,

Ishq me chur hokar jo teri agosh me jiya karte the,
Aa dekh ab wo kabr me sisak kar leta kaise hai!




waah waah kyaa baat hai......S786.... VERI NAAICE COMPOSITION
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: April 29, 2009, 05:04:48 PM »
Reply with quote
Bahut bahut achha likha hai salma.
tumhari posts zyada to padh nahi paati hon,
par haan ye post padhke itna zaroor keh sakti hoon ke,
tumhari post ka intezaar rahega...

Keep doing the good work Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 29, 2009, 07:34:13 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Salma
Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: April 30, 2009, 06:27:22 AM »
Reply with quote
Bohot khoob Salma ji..behad acha aur dard se bhara likha hai aapne                                                                                                  "yun to raah-e-intzaar me vaqt guzaarta hai har koi                                                                                     par kabhi kahin vaqt bhi ashqon ke thamne ka intzaar hai kar raha hota"

Shukriya Kaash ji!
And nice addition!
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: April 30, 2009, 06:52:48 AM »
Reply with quote
Wah Salma dear bahut accha likha hai aapne...
Her ek line dil ko chu gaya. Good work. Keep up. Thumbs UP
Shukriya Roja sis Usual Smile
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #8 on: April 30, 2009, 02:06:53 PM »
Reply with quote
Aa dekh teri yadon ke ghere me,
Mar kar bhi koi jeeta kaise hai,

Tu to khushi se jee raha hai kisi or ki bahoon me,
Koi andhero me gumnaam zindegi bitata kaise hai,

Hasrato ka chiraag jalaya tha jo sath milkar,
Aa dekh uski law ko bujhte dekh koi jalta kaise hai,

Jin raaho ko kabhi phoolo se sajakar rakha tha humne,
Aa dekh koi kanto pe khoon bahakar chalta kaise hai,

Jin akhon me khushiyaa dikhti thi saari jahan ki,
Aa dekh ab wo khoon ke ashq bahata kaise hai,

Jo hath dua me uth te the mohabbat me sath jeene pe,
Aa dekh ab wo zindegi mitane ko tadapta kaise hai,

Ishq me chur hokar jo teri agosh me jiya karte the,
Aa dekh ab wo kabr me sisak kar leta kaise hai!



Very nicely written bahut kbhoob..... Usual Smile
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: May 01, 2009, 03:49:17 AM »
Reply with quote
Nice work Salma...

Shukriya Sajid ji!
Logged
salma786
Guest
«Reply #10 on: May 01, 2009, 03:56:57 AM »
Reply with quote


waah waah kyaa baat hai......S786.... VERI NAAICE COMPOSITION
Shukriya KA ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: May 05, 2009, 06:49:45 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob Salma ji!!!
Logged
salma786
Guest
«Reply #12 on: May 06, 2009, 03:31:18 AM »
Reply with quote
Bahut bahut achha likha hai salma.
tumhari posts zyada to padh nahi paati hon,
par haan ye post padhke itna zaroor keh sakti hoon ke,
tumhari post ka intezaar rahega...

Keep doing the good work Applause

Thanks lot sis for giving ur precious tym in ma thread Usual Smile
Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: May 06, 2009, 03:33:06 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Salma

Shukriya sis Usual Smile
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #14 on: May 06, 2009, 03:36:51 AM »
Reply with quote
very very nice salma ji.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:21:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer