AAJ PAAS HAMAREY FIR WOHI TANHAYI HAI ....... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on January 31, 2009, 06:50:05 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3933 times)
Roja
Guest
«Reply #15 on: February 01, 2009, 07:50:58 AM »
Reply with quote
Nice one again Jasbir Ji

Parchaayion ne kab saath nibhaya hai
Andheron main khud ko tanha paya hai
Badi lambi hai majbooriyon ki daastaan
Jab dil ki duniya ho jaati hai veeraan

Wah Talat...

Jab hamare apne saat nahi dete
Parchayi kyu saat nibhayega?

Lautkar aane ka wada ker gaye they aap
Jane kya raat hai jo aapse aaya na gaya

Reh gayi tanhayion ke andheron mein khoker
Tumse mere jeevan mein fir bahar laya na gaya..

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #16 on: February 01, 2009, 07:52:57 AM »
Reply with quote



THANKS CELMIRA

AAJ BHI HUM YAHA SEY DOOR HI REHTEY
DOST KEY SAATH MAJBOOR HI REHTEY
BECHAIN JINDAGI MAJBOOR HO AAYI HAI
AAJ PAAS HAMAREY FIR WOHI TANHAYI HAI
SAATH HAMAREY NA KOI PARCHAYI HAI



JASBIR SINGH



 Applause Applause

Bohat khoob jasbir ji...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #17 on: February 01, 2009, 07:53:41 AM »
Reply with quote
Nice one again Jasbir Ji

Parchaayion ne kab saath nibhaya hai
Andheron main khud ko tanha paya hai
Badi lambi hai majbooriyon ki daastaan
Jab dil ki duniya ho jaati hai veeraan

 Applause Applause

Very nice lines Celmira sis...
Logged
Deepati
Guest
«Reply #18 on: February 01, 2009, 09:05:00 AM »
Reply with quote

AAJ PAAS HAMAREY FIR WOHI TANHAYI HAI
SAATH HAMAREY NA KOI PARCHAYI HAI
DOOB RAHEY HAI HUM FIR UNHI ANDHERO MEH
YEH RAAT KAISEY BHESS BADAL KEY AAYI HAI

DOOR REHKAR BHI WOH WAFA NIBHATEY HAI
SAPNOH MEH WOH DODEY CHALEY AATEY HAI
KHABAR NA AAJ UNSEY KOI AAYI HAI
AAJ PAAS HAMAREY FIR WOHI TANHAYI HAI
SAATH HAMAREY NA KOI PARCHAYI HAI



JASBIR SINGH






Bahut khoob, Jasbir Ji


Tere khayal se lau de uthi hai tanhayi
shab-e-firaaq hai yaa teri jalwa-e-aaraa-ii

tu kis khayal mein hai ai manzilon ke shadaaii
unhen bhi dekh jinhen raaste mein neend aayi

raah-e-hayaat mein kuch marhale tou dekh liye
yeh aur baat teri aarzoo naa raas aayi

phir uski yaad mein dil bekraar hai "Nasir"
bichhad ke jis se hui shahar shahar rusvayi


"Nasir Kazmi"
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: February 01, 2009, 09:11:44 AM »
Reply with quote
Bahut khoob, Jasbir Ji


Tere khayal se lau de uthi hai tanhayi
shab-e-firaaq hai yaa teri jalwa-e-aaraa-ii

tu kis khayal mein hai ai manzilon ke shadaaii
unhen bhi dekh jinhen raaste mein neend aayi

raah-e-hayaat mein kuch marhale tou dekh liye
yeh aur baat teri aarzoo naa raas aayi

phir uski yaad mein dil bekraar hai "Nasir"
bichhad ke jis se hui shahar shahar rusvayi


"Nasir Kazmi"

Wow fantastic sharing...  Applause Thanks for sharring Deepati
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: February 01, 2009, 09:14:24 AM »
Reply with quote
Bahut khoob, Jasbir Ji


Tere khayal se lau de uthi hai tanhayi
shab-e-firaaq hai yaa teri jalwa-e-aaraa-ii

tu kis khayal mein hai ai manzilon ke shadaaii
unhen bhi dekh jinhen raaste mein neend aayi

raah-e-hayaat mein kuch marhale tou dekh liye
yeh aur baat teri aarzoo naa raas aayi

phir uski yaad mein dil bekraar hai "Nasir"
bichhad ke jis se hui shahar shahar rusvayi


"Nasir Kazmi"

Very nice deepti dear... Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #21 on: February 01, 2009, 09:15:35 AM »
Reply with quote
Wow fantastic sharing...  Applause Thanks for sharring Deepati

Thanks, Roja Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #22 on: February 01, 2009, 09:16:53 AM »
Reply with quote
Very nice deepti dear... Applause

Shukriya, Honey Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: February 01, 2009, 01:51:25 PM »
Reply with quote
bahaut khoob likha hai apne Jasbir jee,Celmira jee,Rajesh jee...bahaut hi khoob..


din ka intezar karne ke bajae raat main khushi dhundlo,
uska intezar karne ke bajae koi sacha dildar dhundlo,
shayad usse ehsaas nahin hai tere ghum ka mere dost,
usse ehsaas dilane ke liye koi acha tarikha hi dhundlo...

thanks DH and bahut hi khoob likha aap neh bhi


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: February 01, 2009, 01:52:36 PM »
Reply with quote
Akele  rahoge to milengi tanhai
Roshni mein saath degi parchai
Diya jalakar door karo andhera
Raat ke baad ayega phir sabera


wah Rajesh, bahut hi khoob kaha

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: February 01, 2009, 01:53:07 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob likha aapne Jasbir ji..  Applause  Applause

Thanks Roja

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: February 01, 2009, 01:53:36 PM »
Reply with quote

Bohat khoob likha hai Jasbir ji.... Applause Applause

Thanks Honey Partner

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: February 01, 2009, 01:58:22 PM »
Reply with quote
Wah Talat...

Jab hamare apne saat nahi dete
Parchayi kyu saat nibhayega?

Lautkar aane ka wada ker gaye they aap
Jane kya raat hai jo aapse aaya na gaya

Reh gayi tanhayion ke andheron mein khoker
Tumse mere jeevan mein fir bahar laya na gaya..




wah ROJA, wah

PARCHAHIYA KHUDD SAATH DETI THI
JAB WOH AAKAR HUMSEY MILTI THI
DIL KI GEHRAYIOH MEH DOOB JAYA KARTEY THEY
PYAR SEY HUMSEY JAB WOH LIPAT TI THI
AAJ PAAS HAMAREY FIR WOHI TANHAYI HAI
SAATH HAMAREY NA KOI PARCHAYI HAI


JASBIR SINGH




Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #28 on: February 01, 2009, 01:59:04 PM »
Reply with quote
Bahut khoob, Jasbir Ji


Tere khayal se lau de uthi hai tanhayi
shab-e-firaaq hai yaa teri jalwa-e-aaraa-ii

tu kis khayal mein hai ai manzilon ke shadaaii
unhen bhi dekh jinhen raaste mein neend aayi

raah-e-hayaat mein kuch marhale tou dekh liye
yeh aur baat teri aarzoo naa raas aayi

phir uski yaad mein dil bekraar hai "Nasir"
bichhad ke jis se hui shahar shahar rusvayi


"Nasir Kazmi"

tHANKS DEEPATI and very nice sharing from you

Jasbir Singh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #29 on: February 01, 2009, 02:02:39 PM »
Reply with quote
Sapna kabhi sakar nahi hota
Mohabbat ka koi aakar nahi hota,
Sab kuch ho jata hai,
Magar Zindagi me dobara
Kisi se sacha pyar nahi hota.

NM
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:00:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer