Aaj Tez Barsaat Mein Phir Teri Yaad Aayi hai.....

by khwaish on March 23, 2008, 06:17:35 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 18966 times)
mobile
Guest
«Reply #15 on: April 08, 2008, 06:54:27 PM »
Reply with quote
Itna khoobsurat hai ki alfaz bayan nahi kar saktay
aapke liye  Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaj phir teri yaad aayi hai humsafar! by wadhwa in Shayri for Khumar -e- Ishq
-Aaj Phir Teri Khani Yaad Aayi- by HumTum is back in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Yaad teri aayi toh phir kya karoongi main by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
Aaj Phir Yaad Koi Chout Purani Aayi........ by Raja Jain in Shayri for Dard -e- Judai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: April 13, 2008, 12:21:31 PM »
Reply with quote
Shukriya Khwaish Ji,.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #17 on: April 13, 2008, 12:27:48 PM »
Reply with quote


waise to hasratein bahut si thi dil mein mere
par tere hukm ke bin eh khuda
kabhi kisi ki baat kya ban paayi hai??



Yeh misraa buhat hi dilchasp aur haqeeqat ko bakhoobi ayaan karta hai.
Aap ne dil jeet liya, iss ki tafseel se kabhi guftagu karenge.

Shukriya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 13, 2008, 12:31:12 PM »
Reply with quote
Ye Barsaat Bhi "Azeem" Kab Ruke Kaun Jaane,.
Hum To Dhoond Rahe Hain Roz Rone Ke Bahaane,.

Aaj Ye Jo Barsaat Hai, Aansoon Ko Bhi Bahaa Le Jaayegi,.
Kal Ka Kya Bharosa Hai, Kal Bhi To Yaad Uski Aayegi,.

Rone Ka Mazaa Bhi Barsaat Ne Aaj Poora Kar Diya,.
Afsos Ke Is Tanha Dil Ko Phirse Adhoora Kar Diya,.

_____________________________-Jaanasheen-


Logged
syednaami
Guest
«Reply #19 on: April 13, 2008, 12:35:05 PM »
Reply with quote
Barsaat main rone ka kya faayda
jab aasman ne ashk bheje aap ke liye
ghamzada itna na ho tum
dil main baat ko ziyada rakhne ka kya faayda.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: April 13, 2008, 02:13:38 PM »
Reply with quote
NiceOne SyedNaami Ji,.
Yunhi Likhte Rahiye,. Applause
Logged
syednaami
Guest
«Reply #21 on: April 13, 2008, 03:47:57 PM »
Reply with quote
Jee zaroor,
aap ki duaon se hum aabad rahen
dost aap jaise humen pyar karen
dekhye phir hum bhi kya karte hain
doston ke liye ishaare par jaan nisaar karen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: April 14, 2008, 03:24:36 PM »
Reply with quote
Nice One Again,. Winking
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 14, 2008, 03:27:55 PM »
Reply with quote
Barsaat Yaad Dilaa Gayi Un Lamhon Ki,.
inhe yaad Kake, Aankhon Se Barsaat Hone Lagi,.

Gafeel Hain sab Mere Gham Se "Azeem",.
Bas Ek Barsaat Hi Mre Saath Rone Lagi,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #24 on: April 14, 2008, 03:36:30 PM »
Reply with quote
khwaish ji,

bohut behtareen. kamaal he.

pooja ji aur jansheen ji,

bohut khoob.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #25 on: April 14, 2008, 04:49:39 PM »
Reply with quote
Barsaat Yaad Dilaa Gayi Un Lamhon Ki,.
inhe yaad Kake, Aankhon Se Barsaat Hone Lagi,.

Gafeel Hain sab Mere Gham Se "Azeem",.
Bas Ek Barsaat Hi Mre Saath Rone Lagi,.

_________________________-Jaanasheen-


Gafeel Ya Phir Ghaafil
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 18, 2008, 04:33:20 PM »
Reply with quote
Ghafeel,.
Anjaan.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #27 on: April 18, 2008, 05:52:39 PM »
Reply with quote
Ji, Ghaafil hota hai, Gafeel nahin hota, konsi bhasha main hai aisa, Urdu main to nahin.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: April 20, 2008, 02:45:46 PM »
Reply with quote
Kis Bhasha Mein Hai ye Aap Ko Bhi Maloom Hoga,.
Waise Samajhdaar ke Liye Ishaara Kaafi Hota Hai,.
Humne To Galti Se Wording mein Farq Kar Diya,.
Ab Ye Koi Bada Gunaah To Nahi Jise Aap Yun Badhaa Rahe Ho,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: April 20, 2008, 02:50:07 PM »
Reply with quote
Ye Barsaat Bhi "Azeem" Kab Ruke Kaun Jaane,.
Hum To Dhoond Rahe Hain Roz Rone Ke Bahaane,.

Aaj Ye Jo Barsaat Hai, Aansoon Ko Bhi Bahaa Le Jaayegi,.
Kal Ka Kya Bharosa Hai, Kal Bhi To Yaad Uski Aayegi,.

Rone Ka Mazaa Bhi Barsaat Ne Aaj Poora Kar Diya,.
Afsos Ke Is Tanha Dil Ko Phirse Adhoora Kar Diya,.

_____________________________-Jaanasheen-




Bahut Bahut khoob Azeem bro.. Applause Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:22:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer