Aaj Tez Barsaat Mein Phir Teri Yaad Aayi hai.....

by khwaish on March 23, 2008, 06:17:35 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 18922 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: April 20, 2008, 03:37:44 PM »
Reply with quote
Shukriya Khwaish Bhaijaan,.
Aap Bhi Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaj phir teri yaad aayi hai humsafar! by wadhwa in Shayri for Khumar -e- Ishq
-Aaj Phir Teri Khani Yaad Aayi- by HumTum is back in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Yaad teri aayi toh phir kya karoongi main by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
Aaj Phir Yaad Koi Chout Purani Aayi........ by Raja Jain in Shayri for Dard -e- Judai
syednaami
Guest
«Reply #31 on: April 20, 2008, 07:16:39 PM »
Reply with quote
Dard men dard ko konsa nahin karte
Aashiq kisi ki muhabbat men yunhi bhatka nahin karte
Pyar karke bhi khwaahishon ke pul toota nahin karte
chaahaten kitni bhi karo
visaal ke lamhe yunhi bhoola nahin karte



(S Naami)


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: April 21, 2008, 03:53:00 PM »
Reply with quote
Nice One Naami Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: April 21, 2008, 03:55:41 PM »
Reply with quote
Har Baat Yahaan Baat Badhaane Ke Liye Hai,.
Ye Umar Jo Dhoka hai, To Khaane Ke Liye Hai,.

Ye Daaman-e-Hasrat Hai Wohi KHwaab-e-Gurezaan,.
Jo Apna Liye Hai Na, Zamaane Ke Liye Hai,.

Utre Hue Chehre Mein Shikayat Hai Kis Ki,.
Roothi Hui Rangat Hai, Manaane Ke Liye Hai,.

Gaafil Teri Aaankhon Ka Mukkadar Hai Andhera,.
Ye Farsh To raahon Mein Bichaane Ke Liye Hai,.

Ghabraa Na Sitam se, na Karam Se, Na Adaa Se,.
Har Mord Yahaan Raah Dikhaane Ke Liye Hai,.

____________________________-Mehboob Khizaan,.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #34 on: April 21, 2008, 07:01:46 PM »
Reply with quote
Dard men dard ko konsa nahin karte
Aashiq kisi ki muhabbat men yunhi bhatka nahin karte
Pyar karke bhi khwaahishon ke pul toota nahin karte
chaahaten kitni bhi karo
visaal ke lamhe yunhi bhoola nahin karte



(S Naami)




bahut ache naami saab..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #35 on: April 21, 2008, 07:03:00 PM »
Reply with quote
Har Baat Yahaan Baat Badhaane Ke Liye Hai,.
Ye Umar Jo Dhoka hai, To Khaane Ke Liye Hai,.

Ye Daaman-e-Hasrat Hai Wohi KHwaab-e-Gurezaan,.
Jo Apna Liye Hai Na, Zamaane Ke Liye Hai,.

Utre Hue Chehre Mein Shikayat Hai Kis Ki,.
Roothi Hui Rangat Hai, Manaane Ke Liye Hai,.

Gaafil Teri Aaankhon Ka Mukkadar Hai Andhera,.
Ye Farsh To raahon Mein Bichaane Ke Liye Hai,.

Ghabraa Na Sitam se, na Karam Se, Na Adaa Se,.
Har Mord Yahaan Raah Dikhaane Ke Liye Hai,.

____________________________-Mehboob Khizaan,.



BAHUT KHOOB..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #36 on: April 21, 2008, 07:28:28 PM »
Reply with quote
muddat beet gaye
tanhaiyon se bhare hue mausam ko guzre hue,
par phir bhi in aankhon mein khamoshi si kyon hai??

jashn-e-mehfilo mein main bhi hoon shaamil
par dil mein kahin chupi tanhai kyon hai??

jaanta hoon har khwaish mukambal nahi hoti
par phir bhi zindagi se kuch shikayat si kyon hai??

jisne kabhi mud kar dekha bhi nahi mujhe "khwaish"
aakhir usse phir itni mohabbat si kyon hai??

unki aankhon mein doob jaana chaahta hoon,
par sochta hoon dil mein ab aisi hasrat si kyon hai??

jisne tod diya mere yakeen ko tukdo mein "KHWAISH"
woh shaks aaj bhi mere pyaar ke kaabil kyon hai??





Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: April 21, 2008, 09:03:00 PM »
Reply with quote
bahoot khoob khwaish ji!!!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #38 on: April 22, 2008, 03:16:36 AM »
Reply with quote
Thanks Bros for appreciation.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: April 25, 2008, 08:26:42 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Khwaish Ji,.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #40 on: April 25, 2008, 06:26:26 PM »
Reply with quote
Kehti yeh zameen uss abr-e-bahar ko, -

Bhookhi hun men kab se ab to zara barso, -

Maand padi hain mere kisaanon ki khushiyan, -

Pyaas men tadap rahi mere chaman ki titlyan, -

Ab der na kar bas baha upar se neer ki nadiyan, -

Dekh boonden tere jalve ki band hongi meri siskyan. -


(Syed Naami)
                       
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: April 29, 2008, 03:39:16 PM »
Reply with quote
Nice One Syed Ji,. Thumbs UP
Logged
syednaami
Guest
«Reply #42 on: April 29, 2008, 07:21:09 PM »
Reply with quote
So nice of you Janasheen ji. Thanks
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #43 on: April 29, 2008, 07:23:00 PM »
Reply with quote
bahoot khoob khwaish ji!!!

Bahoot Khoob Khwaish Ji,.

Bahut Bahut shukriya pooja..aap ne kuch nahi likha??

bahut bahut shukriya azeem bro...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #44 on: April 29, 2008, 08:15:08 PM »
Reply with quote
Dil ka haal mere yaar se pooch, -
Kis tarah tadpa tha mere pyar se pooch, -

Jala diye hain maine saare sapne, -
Iss bewafai ka raaz mere hamraaz se pooch. -


(Syed Naami)
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:03:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer