Aaj Tez Barsaat Mein Phir Teri Yaad Aayi hai.....

by khwaish on March 23, 2008, 06:17:35 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 18979 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #75 on: July 03, 2008, 07:07:00 PM »
Reply with quote
bohot khoob syednami ji

yaaden unn raaton ki jo madhosh hua karti thi.n
jab dil ko pighla deti thi aapki har baat
aaj phir aayi hai chhidakne ko namak
yeh barsaat ki raat..lekar aapki yaad..




bahut ache sanya  Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaj phir teri yaad aayi hai humsafar! by wadhwa in Shayri for Khumar -e- Ishq
-Aaj Phir Teri Khani Yaad Aayi- by HumTum is back in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Yaad teri aayi toh phir kya karoongi main by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
Aaj Phir Yaad Koi Chout Purani Aayi........ by Raja Jain in Shayri for Dard -e- Judai
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #76 on: July 03, 2008, 07:25:56 PM »
Reply with quote
Muskura sakta nahi, Aansu baha sakta nahi
Haal Apna Khud ko bata sakta nahi...

Log Kehte hai,aur kuch nahi, yeh tadap hai judai ki,
par iss Rog se ab, main khud ko Bacha sakta nahi...

chala jaata hoon mohabbat ki inn raahon mein
par dekho meri deewangi,
ke kabhi-kabhi khud ki bhi khabar paa sakta nahi....

Rone ka maza bhi tab hai jab koi Aansu ponchne wala saath ho,
bin kisi Humdard ke rone ka maza bhi aa sakta nahi...

Woh baat alag hai "khwaish"
ke tere khwaabo, khayalo mein woh hai shaamil,
par dooriyan itni hai ke tu chaah kar bhi
 unke paas jaa sakta nahi.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #77 on: July 03, 2008, 07:32:49 PM »
Reply with quote
Kitu.. app ab jab bhi judai main likhte ho to hontho per ek muskaan aa jaati hai.. so sweet .. bahoot he acha likha hai apne..

Rab se dua yah judai jaladi khatam ho aor main mithai khaau...  NaNaNa

bahoot sahi kaha apne:
Rone ka maza bhi tab hai jab koi Aansu ponchne wala saath ho,
bin kisi Humdard ke rone ka maza bhi aa sakta nahi...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #78 on: July 03, 2008, 07:59:56 PM »
Reply with quote
Nice one Sami ji!!!

Shukriya,,, Pooja jee... so nice of you...

bahut ache sanya  Applause

Khwaish saahib,,, aap ki haosla afzai ka buhat shukriya...
aaone to medan mar liya janab,,, wah kya kahne aapke...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #79 on: July 06, 2008, 04:05:35 PM »
Reply with quote
Kitu.. app ab jab bhi judai main likhte ho to hontho per ek muskaan aa jaati hai.. so sweet .. bahoot he acha likha hai apne..

Rab se dua yah judai jaladi khatam ho aor main mithai khaau...  NaNaNa

bahoot sahi kaha apne:
Rone ka maza bhi tab hai jab koi Aansu ponchne wala saath ho,
bin kisi Humdard ke rone ka maza bhi aa sakta nahi...

thankyou so much pooja..
yeh jaankar bahut khushi hui ki iss Naacheez ki poetry se  aapke chehre pe muskaan aayi..khuda kare aap hamesha muskurate raho... icon_salut
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #80 on: July 06, 2008, 04:10:24 PM »
Reply with quote
Shukriya,,, Pooja jee... so nice of you...

Khwaish saahib,,, aap ki haosla afzai ka buhat shukriya...
aaone to medan mar liya janab,,, wah kya kahne aapke...


Bahut Bahut shukriya naami saab aapka..
Naami saab Hum to khud aapse seekhte hai..
aapne itni izzat bakhshi,teh dil se shukriya aapka
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #81 on: July 06, 2008, 04:27:37 PM »
Reply with quote
Aankhon se bhi Barsaat hoti hai
jab yaad teri,
mere saath hoti hai...

Dil Ke Aeene mein,
Teri Tasveer kuch yuh sajaa kar baitha hoon,
Ke Mehsoos hota hai Kuch iss tarah,
ke Inn Dooriyon mein bhi tujhse,
har Roz Mulaakat hoti hai...

Mehfilo mein bhi ab Tanha nahi hoon main,
Tu na ho saath to bhi, teri yaad hamesha saath hoti hai...

Chalta hoon Zindagi ke iss safar mein,kuch iss tarah ke
tujhe har pehar, har jageh apne saath Mehsoos karta hoon,
tu na ho ab agar "KHWAISH" ke zindagi mein,
To har din bhi ab "KHWAISH" ke liye Raat hoti hai...

Tu hai to sab kuch hai
Tu nahi to kuch nahi,
ab to apne dil se har roz yeh baat hoti hai...

Aankhon se bhi Barsaat hoti hai,
jab yaad teri,
mere saath hoti hai...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #82 on: July 06, 2008, 06:31:11 PM »
Reply with quote
Khwaish Saahib...
Buhat hi umda,,, aap ke dard ki intaha to ho hi nahin rahi...
Likhte rahiye...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #83 on: August 01, 2008, 03:07:43 PM »
Reply with quote
Sorry Kitu, patanahi apki yah post kaise bina padi rah gai!! bahoot hi acha likha hai hamesha ki tarah.. sidha dil se shabdo main...

yah line bahoot achi lagi:

Ke Mehsoos hota hai Kuch iss tarah,
ke Inn Dooriyon mein bhi tujhse,
har Roz Mulaakat hoti hai...

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #84 on: September 28, 2008, 11:36:12 AM »
Reply with quote
Sorry Kitu, patanahi apki yah post kaise bina padi rah gai!! bahoot hi acha likha hai hamesha ki tarah.. sidha dil se shabdo main...

yah line bahoot achi lagi:

Ke Mehsoos hota hai Kuch iss tarah,
ke Inn Dooriyon mein bhi tujhse,
har Roz Mulaakat hoti hai...


pooja, aapne padha, wahi bahut hai..thankyou so much!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #85 on: September 28, 2008, 11:39:31 AM »
Reply with quote
Aankhon se bhi Barsaat hoti hai
jab yaad teri,
mere saath hoti hai...

Dil Ke Aeene mein,
Teri Tasveer kuch yuh sajaa kar baitha hoon,
Ke Mehsoos hota hai Kuch iss tarah,
ke Inn Dooriyon mein bhi tujhse,
har Roz Mulaakat hoti hai...

Mehfilo mein bhi ab Tanha nahi hoon main,
Tu na ho saath to bhi, teri yaad hamesha saath hoti hai...

Chalta hoon Zindagi ke iss safar mein,kuch iss tarah ke
tujhe har pehar, har jageh apne saath Mehsoos karta hoon,
tu na ho ab agar "KHWAISH" ke zindagi mein,
To har din bhi ab "KHWAISH" ke liye Raat hoti hai...

Tu hai to sab kuch hai
Tu nahi to kuch nahi,
ab to apne dil se har roz yeh baat hoti hai...

Aankhon se bhi Barsaat hoti hai,
jab yaad teri,
mere saath hoti hai...


Aankhon se barsaat hoti hai....waah bohot khoob Khwaish  Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #86 on: May 08, 2009, 07:16:53 PM »
Reply with quote
Aankhon se barsaat hoti hai....waah bohot khoob Khwaish  Clapping Smiley

Thankyou Soooo Much Dost!!! Usual Smile
Logged
devender singh
Guest
«Reply #87 on: July 06, 2010, 10:17:17 AM »
Reply with quote
Aaj tez barsaat mein phir teri yaad aayi hai
har girte boond ne mujhse kaha
"dilkash mausam mein bhi kyon,
tere ird-gird sirf tanhai hai??"

sab kuch hai paas mere
par agar woh na ho to sirf tanhaai hai
shayad issi ko kehte hai yaar,
"DARD-E-JUDAI hai...

jab bhi yaad karta hoon uss shaks ko
to aankhein meri bhar aayi hai
eh khuda,aisi bhi kya teri khudai hai??

waise to hasratein bahut si thi dil mein mere
par tere hukm ke bin eh khuda
kabhi kisi ki baat kya ban paayi hai??

jis ke khayalo mein main,
guum sa rehta hoon har pehar,
kya usse bhi mera khayal hai,
yeh baat se "khwaish" ne apni neend gawaai hai.....

apni nigaahon se kabhi "khwaish" ki taraf bhi dekho,
door baithe rehte ho humse,
aisi bhi kya ruswai hai.....

aaj tez barsaat mein phir teri yaad aayi hai...

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #88 on: August 25, 2010, 05:39:29 PM »
Reply with quote


Aapne Apna Waqt Diya Teh dil Se Shukriya icon_flower
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #89 on: August 25, 2010, 05:44:10 PM »
Reply with quote
Muskura sakta nahi, Aansu baha sakta nahi
Haal Apna Khud ko bata sakta nahi...

Log Kehte hai,aur kuch nahi, yeh tadap hai judai ki,
par iss Rog se ab, main khud ko Bacha sakta nahi...

chala jaata hoon mohabbat ki inn raahon mein
par dekho meri deewangi,
ke kabhi-kabhi khud ki bhi khabar paa sakta nahi....

Rone ka maza bhi tab hai jab koi Aansu ponchne wala saath ho,
bin kisi Humdard ke rone ka maza bhi aa sakta nahi...

Woh baat alag hai "khwaish"
ke tere khwaabo, khayalo mein woh hai shaamil,
par dooriyan itni hai ke tu chaah kar bhi
 unke paas jaa sakta nahi.....



khwaish ji bht khubbbbbbbbbbbbbbb
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:43:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer