Aakhiri Shaam

by harashmahajan on June 29, 2005, 06:58:04 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3575 times)
Ninaah
Guest
«Reply #30 on: July 01, 2005, 09:09:02 AM »
Reply with quote
ultimate......

wo dwesh nahi tha e-dost,
wo humara pyar tha,
humari ankhon mein dekho,
hume kiska intzaar tha....



Quote from: "harashmahajan"
hey..lovely...


lekin tu muzko ye bata
muzse tha kya gila
dwesh ke sholon mein jo
dil tak jala diya.


Quote
jab roshni he chin jaaye zindagi ki,
zindagi bhi ab zindagi na rahi,
har gum ko seene se laga liya,
ab koi khushi bhi ab khushi na rahi...

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aakhiri salam for nishi poo sanj sonu wahi & others by mateen govindvi in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Aakhiri Chahat by Alam Qazi in Shairi - E - Zindagi
ye aakhiri SALAAM sabko... by sacccha_pyar in Shayri-E-Dard
AAKHIRI PAHAR by kuchtohai in Shairi - E - Zindagi
Hui YuiN GamoN Ki ye shaam Aakhiri hai by harashmahajan in Shayri for Dard -e- Judai
harashmahajan
Guest
«Reply #31 on: July 01, 2005, 09:12:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ultimate......

wo dwesh nahi tha e-dost,
wo humara pyar tha,
humari ankhon mein dekho,
hume kiska intzaar tha....



Quote from: "harashmahajan"
hey..lovely...


lekin tu muzko ye bata
muzse tha kya gila
dwesh ke sholon mein jo
dil tak jala diya.


Quote
jab roshni he chin jaaye zindagi ki,
zindagi bhi ab zindagi na rahi,
har gum ko seene se laga liya,
ab koi khushi bhi ab khushi na rahi...

ninnah ji..zehn ko piro diya aapne...


dikh rahein ansoo..sailaab banker
aa rahi khusboo unka sabaab banker.

meri adheer aankhein hain saager piye hue
beh rahi ik umra se ansoo liye hue.
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #32 on: July 01, 2005, 09:25:04 AM »
Reply with quote
very nice harsh ji,meena sis and ninaah,gr8 work.

"Akhiri shaam jo hogi apni zindagi ki,
 har shaam ki tarah tre naam hogi,
 maine koshish ki zindagi jeene ki,
 par zindagi aur tere naam me koi fark nahi."
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #33 on: July 01, 2005, 12:03:14 PM »
Reply with quote
jab se mulakat huyee bewafayee se,
wafa pe apna bhi aitbaar na raha,
ab chahen wo kitne bhi paigam bhejein,
ab hume kisi ka intzaar na raha....



Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
ultimate......

wo dwesh nahi tha e-dost,
wo humara pyar tha,
humari ankhon mein dekho,
hume kiska intzaar tha....



Quote from: "harashmahajan"
hey..lovely...


lekin tu muzko ye bata
muzse tha kya gila
dwesh ke sholon mein jo
dil tak jala diya.


Quote
jab roshni he chin jaaye zindagi ki,
zindagi bhi ab zindagi na rahi,
har gum ko seene se laga liya,
ab koi khushi bhi ab khushi na rahi...

ninnah ji..zehn ko piro diya aapne...


dikh rahein ansoo..sailaab banker
aa rahi khusboo unka sabaab banker.

meri adheer aankhein hain saager piye hue
beh rahi ik umra se ansoo liye hue.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #34 on: July 01, 2005, 12:07:30 PM »
Reply with quote
thanks nidhi.....

apne hatheli pe uske naam ki mehandi lagaoongi,
bhul jaaye wo hume, pur apni zindagi uski yaadon se mehkaungi...



Quote from: "nidhi_yadein"
very nice harsh ji,meena sis and ninaah,gr8 work.

"Akhiri shaam jo hogi apni zindagi ki,
 har shaam ki tarah tre naam hogi,
 maine koshish ki zindagi jeene ki,
 par zindagi aur tere naam me koi fark nahi."
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #35 on: July 01, 2005, 05:21:09 PM »
Reply with quote
khuda karey woh shaam na aaye
barbaadiyon ke naam na aaye
shukriya aapki zarra nwaazi ka
tumeh bachaaye mere sawaalon ke saaye



nidhi_yadein

"Akhiri shaam jo hogi apni zindagi ki,
har shaam ki tarah tre naam hogi,
maine koshish ki zindagi jeene ki,
par zindagi aur tere naam me koi fark nahi."
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #36 on: July 01, 2005, 05:25:25 PM »
Reply with quote
jab zindagi our wafa mein inzaar nahin...toh jeena our bhi dushwaar hai
...dard ka saya hameshaan sir pe barkrar hai....

Saathi na koi, na koi darpan
taareeki mujh mein chhyee hai.
her khushi apni barbaad hui,
her gam mein khalish  kyuin aayee hai.


Ninnah wrote...

Quote
jab se mulakat huyee bewafayee se,
wafa pe apna bhi aitbaar na raha,
ab chahen wo kitne bhi paigam bhejein,
ab hume kisi ka intzaar na raha....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #37 on: July 02, 2005, 08:53:07 AM »
Reply with quote
gum kya hai hum dono ko pata hai,
pur pyar ke baare mein hum tumhe batayenge,
bahot reh chuke hum sub gum mein,
hum tumhe pyar ke wadiyon mein le jaayenge....



Quote from: "harashmahajan"
jab zindagi our wafa mein inzaar nahin...toh jeena our bhi dushwaar hai
...dard ka saya hameshaan sir pe barkrar hai....

Saathi na koi, na koi darpan
taareeki mujh mein chhyee hai.
her khushi apni barbaad hui,
her gam mein khalish  kyuin aayee hai.


Ninnah wrote...

Quote
jab se mulakat huyee bewafayee se,
wafa pe apna bhi aitbaar na raha,
ab chahen wo kitne bhi paigam bhejein,
ab hume kisi ka intzaar na raha....
Logged
Meena
Guest
«Reply #38 on: July 02, 2005, 10:37:58 AM »
Reply with quote
dekh liye hai humne bhi pyar ka woh nagar,
us viran wadiyon me hume kyu le jaoge,

phoolon se khaye hai gehre zakhm kuch aise,
baharon me aab tum hume kya bithaoge,

us nagri ki fizayen hi ti to bikar gayi reith ka mera ghar,
thik sakhe waha aisa ashiyana hume kaune sa dikhaoge,

sangdil log rehte hai waha, bewafai jinki firtat m hai,
kare jo wafa koi waha, aise shaks se hume kya milwaoge!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #39 on: July 02, 2005, 05:07:24 PM »
Reply with quote
khoob kaha....

bahoot chaha hamne
per sur koi nahi aata
in begaano ki basti main
pyaar nazer nahi aata.

thak chukay ham chun ke kaantey,
 ab in sooni rahoon kay.
bhujhey chiraag se lagtey hain
ham begaano ki basti main



Ninnah wrote...

Quote
gum kya hai hum dono ko pata hai,
pur pyar ke baare mein hum tumhe batayenge,
bahot reh chuke hum sub gum mein,
hum tumhe pyar ke wadiyon mein le jaayenge....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #40 on: July 02, 2005, 05:15:11 PM »
Reply with quote
bilkul theek kaha aapne....Mena ji....bahoot achhay..

Jhooth kay peband lagey hain
'harsh' ab poshaakh per,
deemak lag rahi hai unper...
baithe hain jis shaakh per



Meena wrote

Quote
dekh liye hai humne bhi pyar ka woh nagar,
us viran wadiyon me hume kyu le jaoge,

phoolon se khaye hai gehre zakhm kuch aise,
baharon me aab tum hume kya bithaoge,

us nagri ki fizayen hi ti to bikar gayi reith ka mera ghar,
thik sakhe waha aisa ashiyana hume kaune sa dikhaoge,

sangdil log rehte hai waha, bewafai jinki firtat m hai,
kare jo wafa koi waha, aise shaks se hume kya milwaoge!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #41 on: July 03, 2005, 10:46:49 AM »
Reply with quote
arre phir sesamajh hi nahin aya.................. sad5
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #42 on: July 03, 2005, 04:37:00 PM »
Reply with quote
Meena ji....Aajkal market main sab duplicate saamaan milta hai...jo sab dhokhey se beha kertey hain....
our pyaar main bhi..pehley waala pyaar kaan jo ab naseeb hota hai..siri farihaad ya phir laila majnu waala....aajkal tou pyaar bhi dhoka hi hai...sirf maksad haasil kerney kay liye...jab ek ladki ya ladka....pyaar main fasti ya fasta hai....woh sab jhoot se shuru hota hai....tabhi tou apna hi pyaar Group rapes main fasa dete hain....

aapne jo akhiri sher sampann kiya....usi ko leejiye.....

"sangdil log rehte hai waha, bewafai jinki firtat m hai,
kare jo wafa koi waha, aise shaks se hume kya milwaoge!!"


aap us nagri ki baat ker rahien hain jahaan ki main baat ker rahaan hoo....jhoot ki nagari...jahaan bewafa hi rehtey hain....Aap bhi shaayad nahien jaan paayee ki aapkey sheron main kitni gehrayee hai....our hum usey kitni Gehrayee se jawaab detey hain....


ab gour se is sher ka matlab nikaaliye...

Jhoot ke peband lagey hain.....yaani jhoot ki buniyaad hai aajkal kay insaan per....our woh aise pyaan ko anjaan dene jaa rahey hain jiska end hamein maloom hai...yaaani...deemak lagi shaak per baithey hain..jo tootey gi hi.....sorry Meena ji aap hamaary kriti ko samajh nahee paayee.
Umeed hai ki hum aapko samjaaney main kaamyaab honge...
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:48:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer