Aankh khuli to phir

by Sonu on May 17, 2006, 06:24:57 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 8021 times)
Sonu
Guest
«Reply #45 on: July 10, 2006, 09:09:50 AM »
Reply with quote
shukriya Azeem brother....

bahut khoob..



Quote from: "Jaanasheen"


Nice One Sis,..

Bhool Jaaon Tujhe Main Ye Mumkin Nahi,..
Tu Yaad Na Aaye Aisa Koi Din Nahi,..[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AaNkH kHuLi To PhiR ... by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
Aankh khuli hain to........ by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khuli Jo Aankh.. by ajnabee22 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
aankh khuli to phir... by amritflora in Miscellaneous Shayri
Aankh khuli to phir by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: July 11, 2006, 10:10:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shukriya Azeem brother....

bahut khoob..



Quote from: "Jaanasheen"


Nice One Sis,..

Bhool Jaaon Tujhe Main Ye Mumkin Nahi,..
Tu Yaad Na Aaye Aisa Koi Din Nahi,..[/b]


Ur Welcome Sis
Logged
Sonu
Guest
«Reply #47 on: July 12, 2006, 05:34:10 AM »
Reply with quote
ankho mein jal raha hai armaan jaaney kaisay
dil mein machal raha hai tufaan jaaney kaisay

ye hahhan dhundhta hai pehchaan jaaney kaisay
fitarat badal raha hai inshan jaaney kaisay

raahey wafa mein chalna imaan jaaney kaisay
badley wafa key hasil ho inaam jaaney kaisa

sagar fareb duniya oh jahhan jaaney kaisay
sanso pey bojh itna samaan jaaney kaisay

kabro pey likha hai wo ek naam jaaney kaisay
sagar ajib duniya inshan jaaney kaisay

terey naam mein hi kam hai saman jaaney kaisay
mujhko kyu dey raha hai ilzam jaaney kaisay nm
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: July 12, 2006, 12:36:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
ankho mein jal raha hai armaan jaaney kaisay
dil mein machal raha hai tufaan jaaney kaisay

ye hahhan dhundhta hai pehchaan jaaney kaisay
fitarat badal raha hai inshan jaaney kaisay

raahey wafa mein chalna imaan jaaney kaisay
badley wafa key hasil ho inaam jaaney kaisa

sagar fareb duniya oh jahhan jaaney kaisay
sanso pey bojh itna samaan jaaney kaisay

kabro pey likha hai wo ek naam jaaney kaisay
sagar ajib duniya inshan jaaney kaisay

terey naam mein hi kam hai saman jaaney kaisay
mujhko kyu dey raha hai ilzam jaaney kaisay


Waah Sis Kamaal Ka Likh Rahe Ho Aaj Kal,..
Lage Raho,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #49 on: July 12, 2006, 10:08:51 PM »
Reply with quote
shukriay Azeem brother... bahut bahut shukriya
Logged
Sonu
Guest
«Reply #50 on: July 12, 2006, 10:11:14 PM »
Reply with quote
guzray waqt ki har ahat se darti hoon
shaam dhalay ab soo jaya karti hoon

teri yaadain jo har pal maaraa karti thi
ab main aisay bemaut nahi marti hoon

tujh se bicharnay ka dard nahi mujhe ab
haan kabhi kabhi aahayen bhartii hoon

deerachay mei anay se kyo dartey ho tum
ab main tumhari gali se nahi guzarti hoon

na koi umang na chah ab milan ki Sonu ko
per ab bhi main pyar tujh hi se karti hoon
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: July 14, 2006, 03:32:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
shukriay Azeem brother... bahut bahut shukriya

Ur Always Welcome Sis,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: July 14, 2006, 03:33:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
guzray waqt ki har ahat se darti hoon
shaam dhalay ab soo jaya karti hoon

teri yaadain jo har pal maaraa karti thi
ab main aisay bemaut nahi marti hoon

tujh se bicharnay ka dard nahi mujhe ab
haan kabhi kabhi aahayen bhartii hoon

deerachay mei anay se kyo dartey ho tum
ab main tumhari gali se nahi guzarti hoon

na koi umang na chah ab milan ki Sonu ko
per ab bhi main pyar tujh hi se karti hoon


Waah Bahoot Khoob,..
Pard Kar dard Jaag Utha,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #53 on: July 15, 2006, 03:08:24 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Azeem bahi...

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
guzray waqt ki har ahat se darti hoon
shaam dhalay ab soo jaya karti hoon

teri yaadain jo har pal maaraa karti thi
ab main aisay bemaut nahi marti hoon

tujh se bicharnay ka dard nahi mujhe ab
haan kabhi kabhi aahayen bhartii hoon

deerachay mei anay se kyo dartey ho tum
ab main tumhari gali se nahi guzarti hoon

na koi umang na chah ab milan ki Sonu ko
per ab bhi main pyar tujh hi se karti hoon


Waah Bahoot Khoob,..
Pard Kar dard Jaag Utha,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: July 18, 2006, 08:05:45 AM »
Reply with quote
Ur welcome sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #55 on: July 18, 2006, 08:35:37 AM »
Reply with quote
Taroo kai andar bijli hoti hein
Suraj kai andar roshni hoti hein
gham kai peechai aansu hotai hai
aap ki khushi kai peechai
humhari dua hoti hai.............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: July 18, 2006, 12:52:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Taroo kai andar bijli hoti hein
Suraj kai andar roshni hoti hein
gham kai peechai aansu hotai hai
aap ki khushi kai peechai
humhari dua hoti hai.............


Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Maine Khuda Se Ek Duaa Mangi,.
Duaa Mein Apni Maut Mangi,.
Khuda Ne Kaha Maut To Tujhe Main De Doon,..
Magar Uski Duaa Ka Kya,..
Jisne Duaa Mein Teri Zindagi Maangi,.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #57 on: July 29, 2006, 08:19:52 AM »
Reply with quote
Azeem bahi shukriya... bahut khoob...

Dil Ko Adat Si Ho Gai Hai
Chot Khane Ki,
Bhigi Palko Ke Sang Muskrane Ki,
Kash Anjam Hum Pehle Se Jaan Jate,
To Kosish Bhi Nahi Karte Dil Lagane Ki.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Taroo kai andar bijli hoti hein
Suraj kai andar roshni hoti hein
gham kai peechai aansu hotai hai
aap ki khushi kai peechai
humhari dua hoti hai.............


Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Maine Khuda Se Ek Duaa Mangi,.
Duaa Mein Apni Maut Mangi,.
Khuda Ne Kaha Maut To Tujhe Main De Doon,..
Magar Uski Duaa Ka Kya,..
Jisne Duaa Mein Teri Zindagi Maangi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: August 01, 2006, 09:15:19 AM »
Reply with quote
Nice One,..
Lage Raho,..

Judaai Bhi Ehsaas Dilaati Hai Mujhe Mohabbat Ki,..
ke Kahin Wo Bhi Tadapti Hogi Mujhse Milne Ke Liye,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #59 on: August 02, 2006, 12:37:07 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bahi... bahut khoob....


Quote from: "Jaanasheen"
Nice One,..
Lage Raho,..

Judaai Bhi Ehsaas Dilaati Hai Mujhe Mohabbat Ki,..
ke Kahin Wo Bhi Tadapti Hogi Mujhse Milne Ke Liye,..
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:29:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer