Aankh khuli to phir

by Sonu on May 17, 2006, 06:24:57 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 8077 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #60 on: August 03, 2006, 02:22:45 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AaNkH kHuLi To PhiR ... by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
Aankh khuli hain to........ by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khuli Jo Aankh.. by ajnabee22 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
aankh khuli to phir... by amritflora in Miscellaneous Shayri
Aankh khuli to phir by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Sonu
Guest
«Reply #61 on: August 03, 2006, 04:31:01 AM »
Reply with quote
bahi u  r most welcome.. keep up the good work

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #62 on: August 07, 2006, 09:34:44 AM »
Reply with quote
Acha,..

Suna Hai Logon Se Maine Ke Judaai Ka Gham Sehkar Koi Jeeta Nahi,..
Margaye Hote Hum Bhi Kab ke, Intezaar Hai To Bas Unse Milne Ka,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #63 on: September 04, 2006, 07:59:26 AM »
Reply with quote
bahut khob bahi.. yeo hi likhtey rahow.. acha likhtey hu....

Quote from: "Jaanasheen"
Acha,..

Suna Hai Logon Se Maine Ke Judaai Ka Gham Sehkar Koi Jeeta Nahi,..
Margaye Hote Hum Bhi Kab ke, Intezaar Hai To Bas Unse Milne Ka,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: September 04, 2006, 02:49:08 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
Gar App Bhi Kuch Likhte To Seekhna Ka maukha Naseeb Hota,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #65 on: September 04, 2006, 07:58:25 PM »
Reply with quote
bahi your most welcome...  :lol:  :lol: very funny bahi ayre mujh sey keya sikhney ko apko mileyga....

 
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..
Gar App Bhi Kuch Likhte To Seekhna Ka maukha Naseeb Hota,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #66 on: September 04, 2006, 08:17:42 PM »
Reply with quote
Zamane ne mujko thukra diya hai
Maut ke aur kareeb la diya hai

Kabhi mud ke jo peeche dekhti hoon
Sochati hoon, duniya ne mujhe kya diya hai?

Woh jisne mohabbat ki baazi na kheli
Kya khaak zamane mein woh insaan jiya hai

Hamari tumhari kuch alag baat hogi
Ishq to duniya mein bahuton ne kiya hai

Bin piye jo main ladkhadda rahi hoon
Yeh aankhon ne teri bataa kya kiya hai

Manzil ki talash mein gayee thi musafir
Raaste ne khud usko bhatkaa diya hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #67 on: September 05, 2006, 05:58:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Zamane ne mujko thukra diya hai
Maut ke aur kareeb la diya hai

Kabhi mud ke jo peeche dekhti hoon
Sochati hoon, duniya ne mujhe kya diya hai?

Woh jisne mohabbat ki baazi na kheli
Kya khaak zamane mein woh insaan jiya hai

Hamari tumhari kuch alag baat hogi
Ishq to duniya mein bahuton ne kiya hai

Bin piye jo main ladkhadda rahi hoon
Yeh aankhon ne teri bataa kya kiya hai

Manzil ki talash mein gayee thi musafir
Raaste ne khud usko bhatkaa diya hai


Nice One,..

Ye To Pooraana Dastoor Hai "Sonu" Is Zamaane Ka,..
Dekar Gham Duske Uske Dard Pe Muksuraane Ka,..

Humne Bhi Khaaye Hain Fareb In Zamaane Waalon Se,..
Is Ab Iraada Nahi Karte Hum Kisi Aur se dil Lagaane Ka,..

Sab Haste The Mere Saath Milkar Mere Acche Dino Mein,..
Jab Aaya Gham Ka Saaya Mujhpar,."Jaanasheen,..
Koi Naam Nahi Leta Aaj Mujhse Wafaa Nibhaane Ka,..

___________________-Azeem-_________________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #68 on: September 05, 2006, 06:01:47 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut khoob... keya bat hai bhaut acha likha hai...

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Zamane ne mujko thukra diya hai
Maut ke aur kareeb la diya hai

Kabhi mud ke jo peeche dekhti hoon
Sochati hoon, duniya ne mujhe kya diya hai?

Woh jisne mohabbat ki baazi na kheli
Kya khaak zamane mein woh insaan jiya hai

Hamari tumhari kuch alag baat hogi
Ishq to duniya mein bahuton ne kiya hai

Bin piye jo main ladkhadda rahi hoon
Yeh aankhon ne teri bataa kya kiya hai

Manzil ki talash mein gayee thi musafir
Raaste ne khud usko bhatkaa diya hai


Nice One,..

Ye To Pooraana Dastoor Hai "Sonu" Is Zamaane Ka,..
Dekar Gham Duske Uske Dard Pe Muksuraane Ka,..

Humne Bhi Khaaye Hain Fareb In Zamaane Waalon Se,..
Is Ab Iraada Nahi Karte Hum Kisi Aur se dil Lagaane Ka,..

Sab Haste The Mere Saath Milkar Mere Acche Dino Mein,..
Jab Aaya Gham Ka Saaya Mujhpar,."Jaanasheen,..
Koi Naam Nahi Leta Aaj Mujhse Wafaa Nibhaane Ka,..

___________________-Azeem-_________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: September 05, 2006, 06:02:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..
App Ne Likha Nahi,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #70 on: September 05, 2006, 06:16:07 AM »
Reply with quote
your welcome bahiya.. badh mey likhungi abhi tumhey javab keay deyna hai kuch sojh nahi rha hia...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..
App Ne Likha Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: September 05, 2006, 07:05:26 AM »
Reply with quote
Didi App Jo Likhte Hain Kamaal Ka Likhte Hain Pardhne Ke Liye Di Bechain Rehta hai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #72 on: September 06, 2006, 07:22:06 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut bahut shukrya jo apko meyre kalam passend ahtey hai.....

Benam saye dard thehar keo nahi jata
Jo beet gaya hai wo guzar keo nahi jata
Sabkuch to hai keya dhundti hai nigahain
Keya baat hai waqt per ghar keo nahi jati
Who ek hi cheyra to nahi sarey jahaan mein
jo dhur hai wo dilse utar keo nahi jata
Main apni hi uljhee hoye raon ko talash rahi hoon..
Jatey hia jidhar sey sab udhar keo nahi jati hoon..
Wo naam jo na janey koi
Na cheyra na badan hai koi
Wo khab hai ager to bhi thair keo nahi jata…



Quote from: "Jaanasheen"
Didi App Jo Likhte Hain Kamaal Ka Likhte Hain Pardhne Ke Liye Di Bechain Rehta hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #73 on: September 06, 2006, 09:06:34 AM »
Reply with quote
Yakheen Hai Mujhe Ke Wo Bhi Udaas Hai Mujhse Door Rehkar,.
Isliye To Saansein Kam Aur Hichkiyaan Zyada Lagti Hain,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #74 on: September 07, 2006, 02:47:43 AM »
Reply with quote
acha likha hai Azeem bahi...

Quote from: "Jaanasheen"
Yakheen Hai Mujhe Ke Wo Bhi Udaas Hai Mujhse Door Rehkar,.
Isliye To Saansein Kam Aur Hichkiyaan Zyada Lagti Hain,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 05:06:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer