Aankh khuli to phir

by Sonu on May 17, 2006, 06:24:57 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 8072 times)
Sonu
Guest
«Reply #90 on: September 15, 2006, 09:16:37 PM »
Reply with quote
u r most welcome...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AaNkH kHuLi To PhiR ... by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
Aankh khuli hain to........ by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Khuli Jo Aankh.. by ajnabee22 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
aankh khuli to phir... by amritflora in Miscellaneous Shayri
Aankh khuli to phir by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #91 on: September 16, 2006, 07:43:52 AM »
Reply with quote
Kaise Bataaon Tumhe Ke Main Kitna Tanhaa Hoon,..
Tum Bin In zindagi Ki Raahon Mein Kitna Akela Hoon,..
Haan Maana Ke Main Tumhare Pyaar Ke Layaak Nahi,..
Phir Kyun Do Pal Ka Bhi Saath Nibhaaya Tumne Mere Saath,.
Un Do Pal Ki Yaadon Mein Jeena Main Seekh Raha Hoon,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #92 on: September 17, 2006, 04:19:40 AM »
Reply with quote
Azeem bahiya acha likha hai....

Quote from: "Jaanasheen"
Kaise Bataaon Tumhe Ke Main Kitna Tanhaa Hoon,..
Tum Bin In zindagi Ki Raahon Mein Kitna Akela Hoon,..
Haan Maana Ke Main Tumhare Pyaar Ke Layaak Nahi,..
Phir Kyun Do Pal Ka Bhi Saath Nibhaaya Tumne Mere Saath,.
Un Do Pal Ki Yaadon Mein Jeena Main Seekh Raha Hoon,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #93 on: October 19, 2006, 04:00:09 AM »
Reply with quote
uski yaad ne mujhe phir rula diya,
kaisa hai wo zalim jisne ye sila diya,
do shabad likhne ka mujhe salika na tha,
aur aaj uski mohabbat ne mujhe shayar bana diya, ...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #94 on: October 28, 2006, 05:02:41 AM »
Reply with quote
kitney din beet gaye hain dekho to sahi..
kitney chiraagh bujh gaye hai dekho to sahi...
mausam bahar ka phir tanhaa guzar gaya..
phizaye ek bar phir agayee hai dekho to sahi....
kitni chahat say likhtey thai naam tumhara ..
vo kalam hi tord dia hai zara dekho to sahi..
etni asaani say to milti nahi nafrat bhi lekin..
tumney etni asani sey piyaar thukradia dekho to sahi...
haanton main tumney apney chupaye thay moti bahot..
ab k zabt tutney say saylab khaana hai dekho to sahi..
ahh na rokti hia mujhey har bar jhukaney say mager..
kitni bar tumney jhukya hia dekho to sahi..
jugen ben ker trei kuchey mai aker..
kitni ass say daikhtey hain tumhey dekho to sahi...
Logged
jahhan
Guest
«Reply #95 on: December 09, 2006, 12:40:32 PM »
Reply with quote
sonu ji .....apne jahhan ki likhi hui nazm apne naam se post ki hai .....shayad ye theek nahi hai ....
Logged
jahhan
Guest
«Reply #96 on: December 09, 2006, 12:47:08 PM »
Reply with quote
ye nazm jahhan ki likhi hui hai

Quote from: "Sonu"
ankho mein jal raha hai armaan jaaney kaisay
dil mein machal raha hai tufaan jaaney kaisay

ye hahhan dhundhta hai pehchaan jaaney kaisay
fitarat badal raha hai inshan jaaney kaisay

raahey wafa mein chalna imaan jaaney kaisay
badley wafa key hasil ho inaam jaaney kaisa

sagar fareb duniya oh jahhan jaaney kaisay
sanso pey bojh itna samaan jaaney kaisay

kabro pey likha hai wo ek naam jaaney kaisay
sagar ajib duniya inshan jaaney kaisay

terey naam mein hi kam hai saman jaaney kaisay
mujhko kyu dey raha hai ilzam jaaney kaisay nm
Logged
Sonu
Guest
«Reply #97 on: December 10, 2006, 05:49:35 AM »
Reply with quote
jahhan ji meyney nahi kha yea meyri post hai meyney to sirf shair keya hia dosrey dosto key sath... ager app dhiyan sey pedtey to app yea nahi khtey anyway koi baat nahi phir sey us post ko dhiyn sey pado or phir batow key meyney end mey nm likha hai key nahi....

apney shyed dhiyan sey nichey peda nahi hai meyney end mey likha hia nm means not mine...

Quote from: "jahhan"
sonu ji .....apne jahhan ki likhi hui nazm apne naam se post ki hai .....shayad ye theek nahi hai ....
Logged
jahhan
Guest
«Reply #98 on: December 10, 2006, 08:21:28 AM »
Reply with quote
well ....maine abhi bhi dhayan se nahi padhi hai ......par haan itna zarur kahunga ...k jo bhi nazm aapki likhi hui nahi hai ...... use agar aap post kare ...chahe ye meri ho yaa kisi bhi aur ki ho ...aapko pehle hi ye spast kar dena chahiye k wo aapne nahi likhi hui hai ....yaa fir aapko likhne wale k naam k sath hi post karna chahiye .....taki aap par ungli uthane ka mauka kisi ko na mile ........ baharhaal ainda khayal rakhe .... maine aapko is liye roka kyuki is tarah meri bahot si nazmo ko log apni bata kar alag alag sites par post kar chuke hai ...... mujhe kisi ki wahwahi yaa kisi se kisi inam ki koi darkaar nahi ....magar koi meri kisi bhi chij ko apna bataye ye achha nahi lagta .......
Logged
Talat
Guest
«Reply #99 on: December 11, 2006, 05:22:50 PM »

Hello,

I appreciate your thought, and thats what at Yoindia we are trying to do. We encourage people to write their own poems and if they post poems written by others, give full credit to the original author, and if dont know the name, then write NOT MINE.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #100 on: December 18, 2006, 12:41:57 AM »
Reply with quote
Jahhan ji mujhey to kesi ney mail keya usney koi nam nahi likha tha ager apka naam likha huta to mey apka naam hi likhti nechey veysey bhi meyri jo post nahi huti hai mey usper note mine likhti ho to jiski bhi post hu ager vo apni post pehchan ley to ahinda sey dhiyan rakey key uski post kon churi ker key kahi or post ker rha hia...  mey apko etna hi kahungi apney kon kon si site per apni post dali hia kon kon sey apnney dosto ko apni shayri padney key leya dikhaye hai app apney dosto ko kahey key jo bhi kesi ko mail kertey hai apki post usper apka naam likhey takey ager koi bhi apki post kesi ko bhejta hia or yea per dalta hia to i sure vo apka hi end mey naam likheyga or i that sure key sab ko wish hi krengey acha likhney key leyah...

Talat ji shukiryaa apney jahhan ji humari ghar hajri mey unko samjhiyaa i hope vo apki baat samjah gaye hungey.... bahut bahut shukriya Talat ji....

Quote from: "jahhan"
well ....maine abhi bhi dhayan se nahi padhi hai ......par haan itna zarur kahunga ...k jo bhi nazm aapki likhi hui nahi hai ...... use agar aap post kare ...chahe ye meri ho yaa kisi bhi aur ki ho ...aapko pehle hi ye spast kar dena chahiye k wo aapne nahi likhi hui hai ....yaa fir aapko likhne wale k naam k sath hi post karna chahiye .....taki aap par ungli uthane ka mauka kisi ko na mile ........ baharhaal ainda khayal rakhe .... maine aapko is liye roka kyuki is tarah meri bahot si nazmo ko log apni bata kar alag alag sites par post kar chuke hai ...... mujhe kisi ki wahwahi yaa kisi se kisi inam ki koi darkaar nahi ....magar koi meri kisi bhi chij ko apna bataye ye achha nahi lagta .......
Logged
Sonu
Guest
«Reply #101 on: December 18, 2006, 01:01:51 AM »
Reply with quote
Kabhi kabhi dil udas hota hai ,
halka sa akhon ko ehsaas hota hai,
chalkte hai mere bhi ankho se ansu,
jab unke dur hone ka ehsaas hota hai.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #102 on: December 18, 2006, 01:48:19 AM »
Reply with quote
Good One Sonu...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #103 on: December 18, 2006, 04:52:16 AM »
Reply with quote
shukriya Aryaan ji....

Quote from: "Aryaan"
Good One Sonu...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #104 on: January 10, 2007, 02:26:00 PM »
Reply with quote
good  job  Sonu :lol:

Har  Raat  Mujhe  Teri  Yaadein Bahot  Satati  Hain,
Ek  Pal  Mein   Palken   Meri   Bhigo  Jaati   Hain,
Apna Afasana  Ab Na  Sunayenge HUm Kisi  Se
Naam Aate  Hi Tumhara Dhadkane Tham Jaati Hain....
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:01:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer