pandit
Guest
|
«Reply #60 on: April 03, 2005, 11:54:32 AM » |
|
ur welcom..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
bond
Guest
|
|
«Reply #61 on: April 09, 2005, 04:17:19 PM » |
|
tere intazaar mein meri subah hoti hai..... tere intzaar mein hi meri shaam dhalti hai... har waqt tere dedaar ko , ye aaankhien tadapti hai... ke aajao aab tum, tumhaare liye meri ashiqi machalti hai....
BOND
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #62 on: April 11, 2005, 06:58:36 AM » |
|
Humsafar bichar gaye to laut kar na ayenge Mohabbat ki chah mein gulab sukh jayenge Jaane wali rut ne jab zakhm itna diya hai To pir aane wale mausam kya saugaat layenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #63 on: April 11, 2005, 07:13:41 AM » |
|
Humsafar bichar gaye to laut kar na ayenge Mohabbat ki chah mein gulab sukh jayenge Jaane wali rut ne jab zakhm itna diya hai To pir aane wale mausam kya saugaat layenge kissi ke jane se zindagi ruk nahi sakti tujhe dega mahobaat koi aur Nishita ke zindagi tanha kat nahi sakti tuh kyun dosh deti hai mausam ko ki tere chahne se hasin barish ruk nahi sakkti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bond
Guest
|
|
«Reply #64 on: April 12, 2005, 05:12:54 AM » |
|
mausam to mausam hai , woh aayenge aur woh jayenge.. humdum to humdum hai, ruthega to usey manyenge... jhelaa hai pichle mausam mein humne bhi pathjhaad ka kaher.. iss mausam gar ruthi kismat , to zinda na reh payenge...
BOND
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #65 on: April 12, 2005, 11:34:06 AM » |
|
nice bond.............
vo ruthe aise ki manaya hi na gaya vo dur gaye aise ki paas aaya na gaya vo tuh bin bhulaye hi aa gaye humare dil main aur humse unke dil main samaya na gaya vo tuh chale gaye hume chod ke uss duniya main hum itne majbur the ki.............. pyar karte hai unse hum bhi ye paigam un tak puhnchaya na gaya par aabh bhi bhar aati hai aankhen unhe yaad karke humse unka pyar bhulaya na gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #66 on: April 12, 2005, 12:04:20 PM » |
|
superbbbbbbbbb all of u.......Sandhya..tumne to rula hi diya...really very touching.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #67 on: April 12, 2005, 12:19:38 PM » |
|
superbbbbbbbbb all of u.......Sandhya..tumne to rula hi diya...really very touching....... sukriya nikki ............aapko meri ye reply achi lagi bahut khusi hai mujhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #68 on: April 12, 2005, 12:22:54 PM » |
|
u r welcome Sandhya...really it was such a nice nazm.................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #69 on: April 14, 2005, 09:32:22 AM » |
|
waah raj and sandhya fasley aise bhi hoon ge ye kabhi socha na tha saamne baitha tha mere aur vo mera na tha aks to bante the lekin aks tanhaaii ke the aainaa tha magar uss mein tera chehra na tha nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #70 on: April 14, 2005, 09:35:28 AM » |
|
waah raj and sandhya fasley aise bhi hoon ge ye kabhi socha na tha saamne baitha tha mere aur vo mera na tha aks to bante the lekin aks tanhaaii ke the aainaa tha magar uss mein tera chehra na tha nm Zindagi thi ajeeb sab ke sab eak khaab thy jo khoshi nahi mili uske gam behisaab thy kis se hum pochty unki jafao ka sabab khmosh kerdete hame manzer jo lajawab thy
HumTum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bond
Guest
|
|
«Reply #71 on: April 14, 2005, 03:42:55 PM » |
|
milne waale gar milna chahe saare faasle mit jaate hain faasle ki duhai na do yaaron faasle to hum tum banaate hain aab jikr karu mein unn aanso ka kya jo meri aankhon se tanhai mein aate hain
BOND
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #72 on: April 15, 2005, 06:41:33 AM » |
|
waah raj and sandhya fasley aise bhi hoon ge ye kabhi socha na tha saamne baitha tha mere aur vo mera na tha aks to bante the lekin aks tanhaaii ke the aainaa tha magar uss mein tera chehra na tha nm surkriya Nishita ji......... soch pe zindagi nahi chalti ankhon main hassi nahi khilti milne ko mil jate hai bahut zindagi main yun tuh' par jinse humair zindagi ho unse nigahain nahi milti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #73 on: April 15, 2005, 12:23:13 PM » |
|
waaaaaaaah all
Agar tujhe meri yaad aaye to Qabr par aa jana Tere marne ka dukh hai, ro kar bas itna keh dena
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bond
Guest
|
|
«Reply #74 on: April 15, 2005, 12:45:12 PM » |
|
woh apni ek ek ada se hame bechain aur ghayal kiye jaate hain... jo baste to hamare dil mein hain ,par kabr ko apna thikana batate hain
BOND
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|