ab laut kar nahi aayenge

by amrita on June 10, 2005, 07:21:18 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4338 times)
amrita
Guest
Reply with quote
woh ruth kar gaye the kuch iss tarah
k ab laut kar nahi aayenge,
ab toh aisa lagta hai humari mauth par hi aayenge
aye huzoor tum kya jano,
tumhari rah mein hum roz
ek benaam mauth mar jaayenge
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wo nahi aaya laut kar lekin by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
***gaya waqt laut kar nahi aata*** by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
-----/// Wo laut aayenge /// ----- Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Nahi kehta yeh tumsey laut kar wapas nahi jana by Syed Mohd Mahzar in Ghazals
WOH GHAR APNE AAJ LAUTKAR NAHI AAYENGE by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 16, 2005, 07:53:53 PM »
Reply with quote
mein tu teri judaai mein sujghta rha hoon raat din
tere pyar mein trpta raha hoon mein tu raat din
Logged
amrita
Guest
«Reply #2 on: June 17, 2005, 05:12:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
mein tu teri judaai mein sujghta rha hoon raat din
tere pyar mein trpta raha hoon mein tu raat din

huzoor aap apni har shayeri mein tadap kyon rahe hain..??

raat din humein yaad mat kiya karo
humare bina jeene ki aadat dalna shuru karo
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2005, 06:25:30 PM »
Reply with quote
gr888 naveed  n amrita ji......good work........ keep it up!!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #4 on: June 17, 2005, 06:30:00 PM »
Reply with quote
are hina chandani ji...........
aap to new lagti hai.....
kuch joordaar sunayea na.....................
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #5 on: June 17, 2005, 06:34:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
are hina chandani ji...........
aap to new lagti hai.....
kuch joordaar sunayea na.....................
YEH MASHWARA HAI MERE JAAN GAWARA KIJYE
CHAND SE CHEHRE KA SADKA UTARA KIJYE
HUM TO LIYE PHIRTE HAIN HATHELI PE JAAN
BUS KISI ROZ HALKA SA ISHARA KIJYE.
Logged
pandit
Guest
«Reply #6 on: June 17, 2005, 06:36:45 PM »
Reply with quote
wah jaisa naam waisa hi kaam bhi...............
maza hi aagaya..........
dil ki waadi me jo aapne dil se pukara,
sab chodh kar aayenge ki
hume har haal me hai saath nibhana
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #7 on: June 17, 2005, 06:56:38 PM »
Reply with quote
Tumhari yaad se daman chura nahi sakti
mai hud ko bhool sakti hoon tumhai bhula nahi sakti
kisi aur chehre ko dekhoon
to kyun meri ankon mai koi aur tasveer sama nahi sakti?
Logged
amrita
Guest
«Reply #8 on: June 17, 2005, 07:54:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "hina_chandni"
Tumhari yaad se daman chura nahi sakti
mai hud ko bhool sakti hoon tumhai bhula nahi sakti
kisi aur chehre ko dekhoon
to kyun meri ankon mai koi aur tasveer sama nahi sakti?

that was pretty good hina and pandit..!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #9 on: June 17, 2005, 08:25:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "hina_chandni"
Tumhari yaad se daman chura nahi sakti
mai hud ko bhool sakti hoon tumhai bhula nahi sakti
kisi aur chehre ko dekhoon
to kyun meri ankon mai koi aur tasveer sama nahi sakti?

that was pretty good hina and pandit..!!
Oye Jaan Ji Mein Kia BUra hoon?

Aaj sab k smaney meri jaghnsai krwadi aap ney
mera chain meri neend churali hai aap ney
Logged
amrita
Guest
«Reply #10 on: June 17, 2005, 08:29:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "amrita"
Quote from: "hina_chandni"
Tumhari yaad se daman chura nahi sakti
mai hud ko bhool sakti hoon tumhai bhula nahi sakti
kisi aur chehre ko dekhoon
to kyun meri ankon mai koi aur tasveer sama nahi sakti?

that was pretty good hina and pandit..!!
Oye Jaan Ji Mein Kia BUra hoon?

Aaj sab k smaney meri jaghnsai krwadi aap ney
mera chain meri neend churali hai aap ney

ur the best..!!happy??
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: June 17, 2005, 08:32:48 PM »

haan............................Jaan Ji
Logged
vaibhav7143
Guest
«Reply #12 on: June 18, 2005, 05:24:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "hina_chandni"
Tumhari yaad se daman chura nahi sakti
mai hud ko bhool sakti hoon tumhai bhula nahi sakti
kisi aur chehre ko dekhoon
to kyun meri ankon mai koi aur tasveer sama nahi sakti?

VERY NICE KEEP IT UP
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: June 18, 2005, 10:21:29 PM »
Reply with quote
Hazaro khushiya kam hoti hai ek gham bhulaneke liye,
Ek gham kaafi hota hai zindagi bhar rulane ke liye.
Logged
amrita
Guest
«Reply #14 on: August 01, 2005, 07:16:39 PM »
Reply with quote
jo hawa ek jhonke ek saath gir jaaye ,
woh tash ke paton ka mahal bana diya teri mohobat ne..
udaas the toh pehle bhi aaj rula diya teri mohobat ne..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:04:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer