Anhkein Behg Jati Hain...!

by lovebites on November 27, 2004, 07:33:32 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3082 times)
lovebites
Guest
«Reply #30 on: December 05, 2004, 11:03:31 AM »
Reply with quote
---------Koyi Fariyaad------------

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise

Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise

Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tez Bahut Tez Chali Ho Jaise

Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ANKHAIN BHIG JATI HAIN… by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
ruh taras jati hai by punjabiroop in Shayri-E-Dard
maa tu kuch din aur na jati by mohsin akhter in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
sunte hain k mil jati hai her cheez dua say by nameerafatima in Share Poetry You Like
arzoo
Guest
«Reply #31 on: December 06, 2004, 12:44:58 AM »
Reply with quote
good one!!!
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #32 on: December 06, 2004, 05:22:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "lovebites"
---------Koyi Fariyaad------------

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise

Har Mulaakat Pe Mehsoos Yehi Hota Hai
Mujhse Kuch Teri Nazar Pooch Rahi Ho Jaise

Raah Chalte Huve Aksar Yeh Ghumaan Hota Hai
Woh Nazar Chupke Mujhe Dekh Rahi Ho Jaise

Ek Lamhe Mein Simat Aaya Hai Sadiyon Ka Safar
Zindagi Tez Bahut Tez Chali Ho Jaise

Is Tarah Pehron Tujhe Sochta Rehta Hoon Main
Meri Har Saas Tere Naam Likhi Ho Jaise

Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise




very nice luvbites... i think i've heard this one frm "tum bin"
but still i appreciate ur effort...


 glasses2
Logged
lovebites
Guest
«Reply #33 on: December 06, 2004, 07:43:27 PM »
Reply with quote
well thanks 4 ur kind words heart.......its a Ghazal by gr8 ghazal singer Jagjeet Singh for the movie Tum...Bin..............!
Logged
nameerafatima
Guest
«Reply #34 on: January 17, 2010, 10:12:39 AM »
Reply with quote
Samunder mein uterta hoon tu anhkein behg jati hain,
Teri anhkon ko perta hoon tu anhkein behg jati hain,

Tumhara naam likhne ki ijazar chin gi jab se,
Koi beh lafz likhta hoon tu anhkein behg jati hain,

Teri yadoon ki khusbo kirkion mein raks kerti hai,
Tere ghum mein sulghta hoon tu anhkein behg jati hain,

Mein hans k jeheel leta hoon judae k sabhi lamhe,
Galey jab us k lagta hoon tu anhkein behg jati hain,

Na jane ho giya hoon is kadar ahsas mein kab se,
Kis c baat kerta hoon tu anhkein behg jati hain,

Woh sab gusrey huwe lamhat mujh ko yaad atey hain,
Tumhare khat jo perta hoon tu anhkein behg jati hain,

Mein sara din bohat masroof rehta hoon mager joonhe,
Kadum chokhat pe rakhta hoon tu anhkein behg jati hain,

Her ik mufliz k mathey per alam ki dastaney hain,
Koi chehra beh perta hoon tu anhkein behg jati hain,

Barey logon k onchey badnuma or sard mehloon ko,
Gareeb anhkoon se takta hoon tu anhkein behg jati hain,

Teri kochay se mera taluk ab wajbi sa hai,
Mager jab beh guserta hoon tu anhkein behg jati hain,

Hasaroon mausamoon ki hukmarani hai mere dil per,
Wasi mein jab beh hansta hoon tu anhkein behg jati hain.
[/quote bahut khoob very nice poetry
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #35 on: January 21, 2010, 04:47:52 PM »
Reply with quote
Wah wah LB ji kya hi nafees ghazal share ki hai aapne. Behad sunder.
Samunder mein uterta hoon tu anhkein behg jati hain,
Teri anhkon ko perta hoon tu anhkein behg jati hain,

Tumhara naam likhne ki ijazar chin gi jab se,
Koi beh lafz likhta hoon tu anhkein behg jati hain,

Teri yadoon ki khusbo kirkion mein raks kerti hai,
Tere ghum mein sulghta hoon tu anhkein behg jati hain,

Mein hans k jeheel leta hoon judae k sabhi lamhe,
Galey jab us k lagta hoon tu anhkein behg jati hain,

Na jane ho giya hoon is kadar ahsas mein kab se,
Kis c baat kerta hoon tu anhkein behg jati hain,

Woh sab gusrey huwe lamhat mujh ko yaad atey hain,
Tumhare khat jo perta hoon tu anhkein behg jati hain,

Mein sara din bohat masroof rehta hoon mager joonhe,
Kadum chokhat pe rakhta hoon tu anhkein behg jati hain,

Her ik mufliz k mathey per alam ki dastaney hain,
Koi chehra beh perta hoon tu anhkein behg jati hain,

Barey logon k onchey badnuma or sard mehloon ko,
Gareeb anhkoon se takta hoon tu anhkein behg jati hain,

Teri kochay se mera taluk ab wajbi sa hai,
Mager jab beh guserta hoon tu anhkein behg jati hain,

Hasaroon mausamoon ki hukmarani hai mere dil per,
Wasi mein jab beh hansta hoon tu anhkein behg jati hain.
[/quote bahut khoob very nice poetry
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:28:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer