ASHQ.......

by Ninaah on February 26, 2005, 08:11:22 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 9818 times)
Ninaah
Guest
«Reply #75 on: July 06, 2005, 08:22:34 AM »
Reply with quote
ashq beh rahe hain aankhon se,
ye sailabon ka rela hai,
dil mein utar kar dekhiye,
wahan gumon ka mela hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Ashq Aaj qitar Da Qitar Beh Rhay Hian ankhoon s
Jaise Pani Gir Rha hai Kisi Unchi Dharoon S
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AshQ..AshQ..likhi...Kahaani...!!! by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard
ASHQ..........................................A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Ashq Bahaya Na Gaya by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kuch ashq hi to hai.... by manzil-e-ishq in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
ASHQ by kamal aggarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
harashmahajan
Guest
«Reply #76 on: July 06, 2005, 08:34:55 AM »
Reply with quote
bahoot sunder Ninnah ji....


Kaash woh apne gam mujhey de de
toh kutch sakoon  mujhako mile
kitna badnaseeb hai woh
gam jise mila hi nahi


Ninnah wrote.....

Quote
pyar ke zakhm ko jajb kiya,
wo unn maukon ka hisaab ban gaya,
jo gira kisi ki yaad mein har aansoo,
wo girte he dard ka sailaab ban gaya....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #77 on: July 06, 2005, 10:34:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ashq beh rahe hain aankhon se,
ye sailabon ka rela hai,
dil mein utar kar dekhiye,
wahan gumon ka mela hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Ashq Aaj qitar Da Qitar Beh Rhay Hian ankhoon s
Jaise Pani Gir Rha hai Kisi Unchi Dharoon S




tum phoolon main chupi ho
to dhoondhna mushkil ho
kaliyon main tum ek kali ho
to dhoondhna mushkil ho
gulaabon main teri shikan ho
to dhoondhna mushkil ho
khushboo teri gulshan main ho
to dhoondhna mushkil ho

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #78 on: July 08, 2005, 11:43:40 AM »
Reply with quote
thanks harsh.....

ashqon ne humare mehfil hai unki sajayee,
chale hain wo apni raah, pur yaad na unhe humari aayee,
har ashq humare unki raahon se dhool ko hatate hain,
aur wo bade khush hain sunkar apni shaadi ki shenayee....



Quote from: "harashmahajan"
bahoot sunder Ninnah ji....


Kaash woh apne gam mujhey de de
toh kutch sakoon  mujhako mile
kitna badnaseeb hai woh
gam jise mila hi nahi


Ninnah wrote.....

Quote
pyar ke zakhm ko jajb kiya,
wo unn maukon ka hisaab ban gaya,
jo gira kisi ki yaad mein har aansoo,
wo girte he dard ka sailaab ban gaya....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #79 on: July 08, 2005, 11:49:29 AM »
Reply with quote
jab dil chahe humse milna tumhe,
hum gum ki wadiyon mein milte hain,
sirf hum he nahi hain akele jalne wale,
wahan aur bhi hain to dard se har pal jalte hain.....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ashq beh rahe hain aankhon se,
ye sailabon ka rela hai,
dil mein utar kar dekhiye,
wahan gumon ka mela hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Ashq Aaj qitar Da Qitar Beh Rhay Hian ankhoon s
Jaise Pani Gir Rha hai Kisi Unchi Dharoon S




tum phoolon main chupi ho
to dhoondhna mushkil ho
kaliyon main tum ek kali ho
to dhoondhna mushkil ho
gulaabon main teri shikan ho
to dhoondhna mushkil ho
khushboo teri gulshan main ho
to dhoondhna mushkil ho

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #80 on: July 08, 2005, 07:25:34 PM »
Reply with quote
Ninnah ji..aap chhen lete ho ashaar hamaare seene se....bahoot khoob ji...

akhion main jab ghane badal hue
har bewafa kay hoslay pagal hue
is tarah dil ab sab veeraan lage
beete ab kayee yug yahaan shaasan hue.


Ninnah wrote...
Quote
thanks harsh.....

ashqon ne humare mehfil hai unki sajayee,
chale hain wo apni raah, pur yaad na unhe humari aayee,
har ashq humare unki raahon se dhool ko hatate hain,
aur wo bade khush hain sunkar apni shaadi ki shenayee....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #81 on: July 08, 2005, 11:36:46 PM »
Reply with quote








Dard Main Jalna Hi In Ashqoon Ka Kaam hai
Dard Main jeena Zindgi Ka Dusra Naam Hai








Quote from: "Ninaah"
jab dil chahe humse milna tumhe,
hum gum ki wadiyon mein milte hain,
sirf hum he nahi hain akele jalne wale,
wahan aur bhi hain to dard se har pal jalte hain.....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ashq beh rahe hain aankhon se,
ye sailabon ka rela hai,
dil mein utar kar dekhiye,
wahan gumon ka mela hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Ashq Aaj qitar Da Qitar Beh Rhay Hian ankhoon s
Jaise Pani Gir Rha hai Kisi Unchi Dharoon S




tum phoolon main chupi ho
to dhoondhna mushkil ho
kaliyon main tum ek kali ho
to dhoondhna mushkil ho
gulaabon main teri shikan ho
to dhoondhna mushkil ho
khushboo teri gulshan main ho
to dhoondhna mushkil ho

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #82 on: July 23, 2005, 08:11:34 AM »
Reply with quote
YAHAN HUMARI BAAT NAHI HO RAHI "HARSH",
YAHAN BAAT HOTI HAI BEWAFAON KI,
JO HUME DARD MEIN DEKHKAR KHUSHI HAI,
YAHAN BAAT HO RAHI HAI UNN NIGAHON KI..........




Quote from: "harashmahajan"
Ninnah ji..aap chhen lete ho ashaar hamaare seene se....bahoot khoob ji...

akhion main jab ghane badal hue
har bewafa kay hoslay pagal hue
is tarah dil ab sab veeraan lage
beete ab kayee yug yahaan shaasan hue.


Ninnah wrote...
Quote
thanks harsh.....

ashqon ne humare mehfil hai unki sajayee,
chale hain wo apni raah, pur yaad na unhe humari aayee,
har ashq humare unki raahon se dhool ko hatate hain,
aur wo bade khush hain sunkar apni shaadi ki shenayee....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #83 on: July 23, 2005, 08:16:11 AM »
Reply with quote
PUR ZINDAGI SE HUME DARD KE SIVA KUCH NA MILA,
AAJ BHI ASHQ BEHTE HAIN, YE HAI HUMARE PYAR KA SILA........



Quote from: "fakharenaveed"








Dard Main Jalna Hi In Ashqoon Ka Kaam hai
Dard Main jeena Zindgi Ka Dusra Naam Hai








Quote from: "Ninaah"
jab dil chahe humse milna tumhe,
hum gum ki wadiyon mein milte hain,
sirf hum he nahi hain akele jalne wale,
wahan aur bhi hain to dard se har pal jalte hain.....


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
ashq beh rahe hain aankhon se,
ye sailabon ka rela hai,
dil mein utar kar dekhiye,
wahan gumon ka mela hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Ashq Aaj qitar Da Qitar Beh Rhay Hian ankhoon s
Jaise Pani Gir Rha hai Kisi Unchi Dharoon S




tum phoolon main chupi ho
to dhoondhna mushkil ho
kaliyon main tum ek kali ho
to dhoondhna mushkil ho
gulaabon main teri shikan ho
to dhoondhna mushkil ho
khushboo teri gulshan main ho
to dhoondhna mushkil ho

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #84 on: July 26, 2005, 12:26:33 PM »
Reply with quote
ashqon ki mehfil hai,
har kisi ko aana hai,
koi khushi ke aansoo bahata hai,
aur kisi ka mukaddar gum ko pana hai.....
Logged
Ravi Bhandari
Guest
«Reply #85 on: July 27, 2005, 09:11:17 AM »
Reply with quote
PATHAR BANA DIA MUJAHY RONE NAHI DIYA
PATHAR BANA DIA MUJAHY RONE NAHI DIYA
DAMAAN BHI TERE GHAM NE BIGHONE NAHI DIA
TANHAIYAN TUMHARA PATA POOCHTI RAHAIN
SHAAB BHAR TUMHARI YAAD NE SONE NAHI DIA
ANKHON MEIN AKAR BETH GAI ANNSOON KI LEHAR
PALKON PEKOI KHOAWAB PERONE NAHI DIA
DIL KO TUMHARE NAAM KE ANSOO AZIZ THAY
DUNIYA KA DARD DIL MEIN SAMONE NAHI DIYA
NASIR YOON USKI YAAD CHALI HAATH THAAM KE
MELE MEIN IS JAHAN KE KHONE NAHI DIYA
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #86 on: July 27, 2005, 10:30:31 AM »
Reply with quote
bahot khoob ravi ji.......

kisi pathar dil se ishq kar bethe,
ab kismat ko rote hain,
hum saari raat jaagte hain,
aur wo chen se sote hain.....


Quote from: "Ravi Bhandari"
PATHAR BANA DIA MUJAHY RONE NAHI DIYA
PATHAR BANA DIA MUJAHY RONE NAHI DIYA
DAMAAN BHI TERE GHAM NE BIGHONE NAHI DIA
TANHAIYAN TUMHARA PATA POOCHTI RAHAIN
SHAAB BHAR TUMHARI YAAD NE SONE NAHI DIA
ANKHON MEIN AKAR BETH GAI ANNSOON KI LEHAR
PALKON PEKOI KHOAWAB PERONE NAHI DIA
DIL KO TUMHARE NAAM KE ANSOO AZIZ THAY
DUNIYA KA DARD DIL MEIN SAMONE NAHI DIYA
NASIR YOON USKI YAAD CHALI HAATH THAAM KE
MELE MEIN IS JAHAN KE KHONE NAHI DIYA
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #87 on: August 01, 2005, 06:22:02 PM »
Reply with quote
ji ninaah ji...

hum bhi kerte hain unhi ke aitbaar ki baatein
ijhaar ki batein  sabhi ikraar ki batein
tadap jata hai dil,  jab hoti hain bewafaon ki batein
na samjhe the kabhi woh na hi samjhenge abhi nigahon ki baatein.

Ninaah wrote...

Quote
YAHAN HUMARI BAAT NAHI HO RAHI "HARSH",
YAHAN BAAT HOTI HAI BEWAFAON KI,
JO HUME DARD MEIN DEKHKAR KHUSHI HAI,
YAHAN BAAT HO RAHI HAI UNN NIGAHON KI..........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #88 on: September 05, 2005, 12:04:40 PM »
Reply with quote
PYAR KARNE AUR NIBHANE MEIN BADA FARQ HAI,
HAR KOI PYAR KAHAN NIBHA PAATA HAI,
KOI HUMARI TARAH BHI HOTA HAI,
TO ISS RAAH MEIN AKELA REH JAATA HAI.....



Quote from: "harashmahajan"
ji ninaah ji...

hum bhi kerte hain unhi ke aitbaar ki baatein
ijhaar ki batein  sabhi ikraar ki batein
tadap jata hai dil,  jab hoti hain bewafaon ki batein
na samjhe the kabhi woh na hi samjhenge abhi nigahon ki baatein.

Ninaah wrote...

Quote
YAHAN HUMARI BAAT NAHI HO RAHI "HARSH",
YAHAN BAAT HOTI HAI BEWAFAON KI,
JO HUME DARD MEIN DEKHKAR KHUSHI HAI,
YAHAN BAAT HO RAHI HAI UNN NIGAHON KI..........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #89 on: September 06, 2005, 12:29:13 PM »
Reply with quote
KOI AANKHON SE ROTA HAI,
PUR HUME DIL NE RULAYA HAI,
JISKI YAAD MEIN PAL-PAL JALEIN HAIN,
UNHONE HUME EK HE PAL MEIN BHULAYA HAI........
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:10:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer