Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 13366 times)
Ninaah
Guest
Reply with quote
Ik roz ashqon ki mehfil mein hume bulaya gaya,
bade pyar se wahan hume baithaya gaya,
har wo ashq jo hum unki yaad mein baha dete the,
hume wahan unn ashqon ki keemat ko bataya gaya....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 21, 2005, 09:22:00 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
Ik roz ashqon ki mehfil mein hume bulaya gaya,
bade pyar se wahan hume baithaya gaya,
har wo ashq jo hum unki yaad mein baha dete the,
hume wahan unn ashqon ki keemat ko bataya gaya....
un  hi bhool jaye koi

bematlab hai bebaki hai

zara gaur se dekh mera sina

nishan abhi baki hai.

Ek waada toda maine

mana ho gai khata

bewajah ye baat nahi hai

tha nahi main aisa bewafa.

Are bemaraut kar di tune numaish

sare jahan ko bata diya,

zakhm sahe hazar maine

kabhi to sikwa nahi kiya.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #2 on: June 22, 2005, 06:18:57 AM »
Reply with quote
jise pyar kiya ho zindagi mein usse bhulaya nahi jaata,
dard iss dil har kisi ko dikhaya nahi jaata,
samajh jaate hain wo jise dard mile pyar mein,
har kisi ko ye dard samjhaya nahi jaata.....

Quote from: "fakharenaveed"

«Reply #3 on: June 22, 2005, 06:25:32 AM »

dard e judai buhat mushikal hai sehna  dost
aab dil ki yeh baat kis kis s kehan dost
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #4 on: June 22, 2005, 10:24:18 AM »
Reply with quote
DIL KI BAATEIN MEIN CHAND SE KEHTI HOON,
HAR APNA DUKH JO MEIN MUSHKIL SE SEHTI HOON,
JAB BHI USSE USS SHEESHE LAGI TASVEER MEIN DEKHU,
TO LAGTA HAI JAISE MEIN USKE ANDAR HE REHTI HOON.....

«Reply #5 on: June 22, 2005, 07:20:28 PM »

Buhat Khoob
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #6 on: June 23, 2005, 08:28:50 AM »
Reply with quote
thanks....

har ashq gur samandar mein mil jaaye,
to ashqon ka pata nahi chal pata hai,
har koi iss samandar mein doob kar,
unn ashqon ke seene mein doobta chala jaata hai....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
DIL KI BAATEIN MEIN CHAND SE KEHTI HOON,
HAR APNA DUKH JO MEIN MUSHKIL SE SEHTI HOON,
JAB BHI USSE USS SHEESHE LAGI TASVEER MEIN DEKHU,
TO LAGTA HAI JAISE MEIN USKE ANDAR HE REHTI HOON.....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
jise pyar kiya ho zindagi mein usse bhulaya nahi jaata,
dard iss dil har kisi ko dikhaya nahi jaata,
samajh jaate hain wo jise dard mile pyar mein,
har kisi ko ye dard samjhaya nahi jaata.....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
Ik roz ashqon ki mehfil mein hume bulaya gaya,
bade pyar se wahan hume baithaya gaya,
har wo ashq jo hum unki yaad mein baha dete the,
hume wahan unn ashqon ki keemat ko bataya gaya....
un  hi bhool jaye koi

bematlab hai bebaki hai

zara gaur se dekh mera sina

nishan abhi baki hai.

Ek waada toda maine

mana ho gai khata

bewajah ye baat nahi hai

tha nahi main aisa bewafa.

Are bemaraut kar di tune numaish

sare jahan ko bata diya,

zakhm sahe hazar maine

kabhi to sikwa nahi kiya.

dard e judai buhat mushikal hai sehna  dost
aab dil ki yeh baat kis kis s kehan dost
Buhat Khoob
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: June 23, 2005, 06:53:24 PM »
Reply with quote
Ashq Jo Aah Bahe Hain Meri Aankh S Koi Dekh na Paya
Jo Pyar Chupa Hai us K liye Mere dil Mein Koi Dekh Na  Paya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #8 on: June 24, 2005, 06:00:44 AM »
Reply with quote
honth jo keh na sake afsana,
ankhein wo kahani keh gaye,
pyar tadapta reh gaya,
wo ashqon ki jubani keh gaye.....

Quote from: "fakharenaveed"
Ashq Jo Aah Bahe Hain Meri Aankh S Koi Dekh na Paya
Jo Pyar Chupa Hai us K liye Mere dil Mein Koi Dekh Na  Paya
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #9 on: June 24, 2005, 06:08:22 AM »
Reply with quote
juban ashkon ki kuch keh rahi hai
jiya nahi jata tere bina yeh keh rahi hai
kaise bitaye ye pal hasin mousam ke
honth hai kamosh par aankhen beh rahi hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: June 24, 2005, 06:16:41 AM »
Reply with quote
Ashqon mein hi chupi hai meri kahani
kuch nayi hai tu kuch hai purani
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #11 on: June 24, 2005, 08:58:30 AM »
Reply with quote
FIR RAHE HAIN MAARE MAARE,
YE ZINDAGI HUME KAHAN LAAYEE HAI,
HAR TARAF DHOKHA HAI,
HAR TARAF RUSWAYEE HAI....

Quote from: "fakharenaveed"
Ashqon mein hi chupi hai meri kahani
kuch nayi hai tu kuch hai purani
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #12 on: June 24, 2005, 09:00:29 AM »
Reply with quote
ZUBAN ASHQON KI KOI KYON NAHI SAMAJH PATA HAI,
HAR BEWAFA KISI KA DIL TOD KAR CHALA JAATA HAI,
WO USKI KHUSHI KE LIYE MARTI HAI,
AUR WO USKE LIYE ASHQON KE BAHAR LAATA HAI....

Quote from: "sandhaya"
juban ashkon ki kuch keh rahi hai
jiya nahi jata tere bina yeh keh rahi hai
kaise bitaye ye pal hasin mousam ke
honth hai kamosh par aankhen beh rahi hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: June 24, 2005, 09:01:07 AM »
Reply with quote
Aaj meri ankh s itney hain ashq bahe
saath chlany wale bhi saath na rahe
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #14 on: June 24, 2005, 09:25:25 AM »
Reply with quote
JAB SAATH KOI TUMHARA CHOD DE,
TO TUM KABHI USKA GUM NA KARNA,
MILTE HAIN DOST AUR BHI ZINDAGI MEIN,
UNHE YAAD KARKE APNI ANKHEIN NUM NA KARNA...

Quote from: "fakharenaveed"
Aaj meri ankh s itney hain ashq bahe
saath chlany wale bhi saath na rahe
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:18:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer