Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 13580 times)
Ninaah
Guest
«Reply #105 on: November 10, 2005, 06:17:28 AM »
Reply with quote
wadiyon mein khubsurat nazare nazar aaye,
tanha log samandar ke kinare nazar aaye,
jise dekhne ko tarasti rahi ye aankhein,
wo nazar na aane pur palkon mein beshumar sitare nazar aaye......

Quote from: "harashmahajan"
waah ninaah ji...great..natural ji aapki shayari bhi umda hoti hai...

aapki palkon ne ashqon ka her simt bhojh uthaya hai
her ashq teri wafaon ka hi  toh woh  saya hai
unkin be-wafayeeion ko yaad ker-ker ke ai jane-e-wafa,
kadra na ghata apni mohabaat-e-junoo ka, jo tumne unki ruswaayion se paya hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
harashmahajan
Guest
«Reply #106 on: November 10, 2005, 06:30:42 AM »
Reply with quote
waah bahoot khoob ninaah ji......

tumne apni mohabbat ko waadiyon kr nazaron mein paya
mujhe unmein aaj khijaaon ka andaaz nazer aaya
kahin tum be-shumaar sitaron ki baat kerti ho
kutchh is tarah mujhe tumhaare pyaar ka izhaar nazer aaya.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #107 on: November 10, 2005, 07:23:09 AM »
Reply with quote
good one harash........

Izhar-e-mohabbat ne zindagi tamaam ki hai,
kisi ke intzaar mein humne zindagi ki shaam ki hai,
wo bhale he humara na ho iss janam mein,
pur humne to zindagi uss ke naam ki hai.....

Quote from: "harashmahajan"
waah bahoot khoob ninaah ji......

tumne apni mohabbat ko waadiyon kr nazaron mein paya
mujhe unmein aaj khijaaon ka andaaz nazer aaya
kahin tum be-shumaar sitaron ki baat kerti ho
kutchh is tarah mujhe tumhaare pyaar ka izhaar nazer aaya.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #108 on: November 10, 2005, 08:06:40 AM »
Reply with quote
bahoot khoob ninaah ji bahoot khoob...

tumhaari mast nazer jab mohabbat ke naam hui
toh yuin hi nahi ishq mein her taraf badnaam hui
tum toh ik paak rooh ki taraah us rooh se mukhaatib thi
uska muqadder hi lage dojakh main tha  lagta hai yuinhi uski shaam hui.
Logged
natural
Guest
«Reply #109 on: November 10, 2005, 11:41:35 AM »
Reply with quote
Nice one Ninaah......... Usual Smile

Maana ki yaadon ne unki hamein bahut sataaya hai,
jab bhi yaad aayi hai unki, unhe apney paas paaya hai....
Aisey unki yaadon ko kaisey bhool payengey hum,
yaadon ne bhi saath jo chhora, tanha mar jayengey hum........ Usual Smile

Ab to unki yaadon par hi,
Shayad haq hamaara hai....
Mushkil iss zindagi mein,
jeene ka sahara hai...... Usual Smile

Unka sath na mila to na sahi....
unki yaadon se sath nibhayengey....
Jab bhi tanha mehsoos karengey....
unki yaadon mein kho jaayengey..... Usual Smile

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #110 on: May 24, 2006, 08:05:28 AM »
Reply with quote
thanks harash.....

kabhhi mohabbat ki khushbu, kabhi tarane,
aur kabhi charche sune, pur wo sab ek kissa tha,
hume kya pata tha ki bewafa ko wafa milti hai,
aur bewafayee humari zindagi ka hissa tha.....

Quote from: "harashmahajan"
bahoot khoob ninaah ji bahoot khoob...

tumhaari mast nazer jab mohabbat ke naam hui
toh yuin hi nahi ishq mein her taraf badnaam hui
tum toh ik paak rooh ki taraah us rooh se mukhaatib thi
uska muqadder hi lage dojakh main tha  lagta hai yuinhi uski shaam hui.
[/b]
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #111 on: May 24, 2006, 08:07:35 AM »
Reply with quote
thanks natural.....

sahare dhoondhne mein lag gayee sadiyaan,
pur hume koi sahara na mila,
zindagi leharon mein ulajh kar reh gayee,
pur pyar ka koi kinara na mila........

Quote from: "natural"
Nice one Ninaah......... Usual Smile

Maana ki yaadon ne unki hamein bahut sataaya hai,
jab bhi yaad aayi hai unki, unhe apney paas paaya hai....
Aisey unki yaadon ko kaisey bhool payengey hum,
yaadon ne bhi saath jo chhora, tanha mar jayengey hum........ Usual Smile

Ab to unki yaadon par hi,
Shayad haq hamaara hai....
Mushkil iss zindagi mein,
jeene ka sahara hai...... Usual Smile

Unka sath na mila to na sahi....
unki yaadon se sath nibhayengey....
Jab bhi tanha mehsoos karengey....
unki yaadon mein kho jaayengey..... Usual Smile

Logged
natural
Guest
«Reply #112 on: May 24, 2006, 12:33:49 PM »
Reply with quote
Nice one Ninaah.....

Har khwahish poori huyi meri,
par na jaane kyon, kuchh kami si hai
har dard seh liya mainey hanste hanste,
fir aaj achanak kyon, inn aankhon mein nami si hai....

Quote from: "Ninaah"
thanks natural.....

sahare dhoondhne mein lag gayee sadiyaan,
pur hume koi sahara na mila,
zindagi leharon mein ulajh kar reh gayee,
pur pyar ka koi kinara na mila........

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #113 on: May 25, 2006, 08:25:23 AM »
Reply with quote
waah....natural....

ankhon se jo gir raha hai,
wo kisi ki yaadon ka mela hai,
pur wo to door khush betha hai,
sirf tu he yahan akela hai.....

Quote from: "natural"
Nice one Ninaah.....

Har khwahish poori huyi meri,
par na jaane kyon, kuchh kami si hai
har dard seh liya mainey hanste hanste,
fir aaj achanak kyon, inn aankhon mein nami si hai....

Quote from: "Ninaah"
thanks natural.....

sahare dhoondhne mein lag gayee sadiyaan,
pur hume koi sahara na mila,
zindagi leharon mein ulajh kar reh gayee,
pur pyar ka koi kinara na mila........

Logged
rakeshthp
Guest
«Reply #114 on: May 25, 2006, 09:35:39 AM »

Hi Ninaah bahut dino ke baad aaye ho, kanhan kho gaye the kiya shayri se dil hat gaya tha hame to Aas thi ki Aap jaroor aaoge

Aas aur jindgi ka rista bahut purana hai,
Aas jindgi jeene ka ek khubsurat bahana kai,
Aas hamen bhi hai Aas Aapko bhi hogi,
Aas per hi to duniya kayam hai,
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #115 on: May 25, 2006, 09:46:58 AM »
Reply with quote
bilkul theek kaha rakesh ji......sorry i was not in town thats why.....

aas zindagi ka fasana hai,
aankhon mein ashqon ka maikhana hai,
yun na kuredo inn yaadon ko,
yaadon ka ye naasur barson purana hai.....

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
waah....natural....

ankhon se jo gir raha hai,
wo kisi ki yaadon ka mela hai,
pur wo to door khush betha hai,
sirf tu he yahan akela hai.....

Quote from: "natural"
Nice one Ninaah.....

Har khwahish poori huyi meri,
par na jaane kyon, kuchh kami si hai
har dard seh liya mainey hanste hanste,
fir aaj achanak kyon, inn aankhon mein nami si hai....

Quote from: "Ninaah"
thanks natural.....

sahare dhoondhne mein lag gayee sadiyaan,
pur hume koi sahara na mila,
zindagi leharon mein ulajh kar reh gayee,
pur pyar ka koi kinara na mila........

Hi Ninaah bahut dino ke baad aaye ho, kanhan kho gaye the kiya shayri se dil hat gaya tha hame to Aas thi ki Aap jaroor aaoge

Aas aur jindgi ka rista bahut purana hai,
Aas jindgi jeene ka ek khubsurat bahana kai,
Aas hamen bhi hai Aas Aapko bhi hogi,
Aas per hi to duniya kayam hai,
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #116 on: May 25, 2006, 06:16:30 PM »
Reply with quote
waah ninaah ji waah...

meri khaatir shab-e-furqat mein mere tarane sun na
meri yadon main yuin pareshaan sa hona tera
our phir bataaon baaton main shab-e-hizr ki baatein kerna
kya hua tera her ik roz mujhe  khat likhna

Quote from: "Ninaah"
thanks harash.....

kabhhi mohabbat ki khushbu, kabhi tarane,
aur kabhi charche sune, pur wo sab ek kissa tha,
hume kya pata tha ki bewafa ko wafa milti hai,
aur bewafayee humari zindagi ka hissa tha.....

Quote from: "harashmahajan"
bahoot khoob ninaah ji bahoot khoob...

tumhaari mast nazer jab mohabbat ke naam hui
toh yuin hi nahi ishq mein her taraf badnaam hui
tum toh ik paak rooh ki taraah us rooh se mukhaatib thi
uska muqadder hi lage dojakh main tha  lagta hai yuinhi uski shaam hui.
[/b]
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #117 on: May 25, 2006, 06:22:38 PM »
Reply with quote
Ninaah, Nattu, Rakesh, Harash

Bahut khoobsurat likha hai aap sab ne !

Ninaah and Harash--> Nice to see you both back

Rajbir
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #118 on: May 25, 2006, 06:27:59 PM »
Reply with quote
Thanks Rajbir ji....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #119 on: May 26, 2006, 08:16:10 AM »
Reply with quote
thanks rajbir.....

Quote from: "Rajbir"
Ninaah, Nattu, Rakesh, Harash

Bahut khoobsurat likha hai aap sab ne !

Ninaah and Harash--> Nice to see you both back

Rajbir
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:00:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer