Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 13325 times)
Ninaah
Guest
«Reply #120 on: May 26, 2006, 08:18:15 AM »
Reply with quote
hi harash... how are you....

kisi afsaano ne rulaya hai,
kisi fasano ne dil behlaya hai,
jo na mila wo humari kismat thi,
pur dard mein bhi humne sookoon paya hai.....


Quote from: "harashmahajan"
waah ninaah ji waah...

meri khaatir shab-e-furqat mein mere tarane sun na
meri yadon main yuin pareshaan sa hona tera
our phir bataaon baaton main shab-e-hizr ki baatein kerna
kya hua tera her ik roz mujhe  khat likhna


Quote from: "Ninaah"
thanks harash.....

kabhhi mohabbat ki khushbu, kabhi tarane,
aur kabhi charche sune, pur wo sab ek kissa tha,
hume kya pata tha ki bewafa ko wafa milti hai,
aur bewafayee humari zindagi ka hissa tha.....


Quote from: "harashmahajan"
bahoot khoob ninaah ji bahoot khoob...

tumhaari mast nazer jab mohabbat ke naam hui
toh yuin hi nahi ishq mein her taraf badnaam hui
tum toh ik paak rooh ki taraah us rooh se mukhaatib thi
uska muqadder hi lage dojakh main tha  lagta hai yuinhi uski shaam hui.
[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
rakeshthp
Guest
«Reply #121 on: May 27, 2006, 04:46:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
thanks rajbir.....

Quote from: "Rajbir"
Ninaah, Nattu, Rakesh, Harash

Bahut khoobsurat likha hai aap sab ne !

Ninaah and Harash--> Nice to see you both back

Rajbir

Thanks Ninaah
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #122 on: May 27, 2006, 10:12:40 AM »
Reply with quote
welcome.....

Quote from: "rakeshthp"
Quote from: "Ninaah"
thanks rajbir.....

Quote from: "Rajbir"
Ninaah, Nattu, Rakesh, Harash

Bahut khoobsurat likha hai aap sab ne !

Ninaah and Harash--> Nice to see you both back

Rajbir

Thanks Ninaah
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #123 on: May 27, 2006, 10:43:31 AM »
Reply with quote
Wah Sab Ne Bahoot Khoob Likha Hai Nice One,..

Judaai Bhi Teri Mujhse Wafaa Nibhaati hai,..
Tu To Door Hai Mujhe Jaanasheen,..
Phir Bhi Har Waqt Teri Yaad Aati Hai,...
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #124 on: May 27, 2006, 10:45:23 AM »
Reply with quote
WoW!! very Nice Ninaah n' Janasheen jee......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #125 on: May 27, 2006, 10:49:05 AM »
Reply with quote
Shukriya Touchy Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #126 on: May 27, 2006, 10:50:37 AM »
Reply with quote
Judaai Ka Dard Har Pal Mujhe Tardpaa Jaata Hai,..
Tu Hai Door Mujhse Phir Bhi Bahoot Yaad Aata Hai,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #127 on: May 27, 2006, 12:21:01 PM »
Reply with quote
good one janasheen....

judayee ne zindagi ki halat batayee hai,
ki pyar sirf dhoka aur bewafayee hai,
farz nibhane ko reh gaye sisakte huve hum,
varna unhone to humare ashqon mein apni raah banayee hai.....



Quote from: "Jaanasheen"
Wah Sab Ne Bahoot Khoob Likha Hai Nice One,..

Judaai Bhi Teri Mujhse Wafaa Nibhaati hai,..
Tu To Door Hai Mujhe Jaanasheen,..
Phir Bhi Har Waqt Teri Yaad Aati Hai,...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #128 on: May 27, 2006, 12:21:57 PM »
Reply with quote
thanks touchy......


Quote from: "TOUCHY"
WoW!! very Nice Ninaah n' Janasheen jee......
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #129 on: May 27, 2006, 12:24:30 PM »
Reply with quote
aankhon se aansoon behate hain,
har ashq mein koi nazar aata hai,
jab yaad kisi ki aati hai,
to ye dil kyon bikhar jaata hai......



Quote from: "Jaanasheen"
Judaai Ka Dard Har Pal Mujhe Tardpaa Jaata Hai,..
Tu Hai Door Mujhse Phir Bhi Bahoot Yaad Aata Hai,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #130 on: May 27, 2006, 02:50:59 PM »
Reply with quote
Shukriya Taouchy Bhai And Ninaah Ji,..

Aansoon Bhi Mere Ab Rukne Ka Naam Nahi Lete,..
Jab Se Tu Judaa Hua Mujhse O Be-Rehem,..
Logged
natural
Guest
«Reply #131 on: May 27, 2006, 06:58:21 PM »
Reply with quote
Thanku G..

Ashq bhi to mere pyaar ki nishaani hai,
unke bina to ab ye zindgi bemaani hai,
Jab se juda huey hain mujhse,
Dil mein tasvir aur aankhon mein paani hai.... :D

Quote from: "Ninaah"
waah....natural....

ankhon se jo gir raha hai,
wo kisi ki yaadon ka mela hai,
pur wo to door khush betha hai,
sirf tu he yahan akela hai.....

Quote from: "natural"
Nice one Ninaah.....

Har khwahish poori huyi meri,
par na jaane kyon, kuchh kami si hai
har dard seh liya mainey hanste hanste,
fir aaj achanak kyon, inn aankhon mein nami si hai....

Quote from: "Ninaah"
thanks natural.....

sahare dhoondhne mein lag gayee sadiyaan,
pur hume koi sahara na mila,
zindagi leharon mein ulajh kar reh gayee,
pur pyar ka koi kinara na mila........


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #132 on: May 28, 2006, 07:50:06 AM »
Reply with quote
Nice One Natural Ji,..

Baakhi Do Ashq Hain Bahaane Ko Teri Yaad Mein,..
Teri Yaad Jab Aayegi Ye Bhi Beh Jaayeinge,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #133 on: May 29, 2006, 06:44:23 AM »
Reply with quote
good one again jaanasheen.....

jahan dekho har tarah tanhayee hai,
har kisi ke beech ek gehari khaayee hai,
juda ho kar rote hain unki yaad mein,
na jaane humne kaisi ye saza payee hai.....


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Taouchy Bhai And Ninaah Ji,..

Aansoon Bhi Mere Ab Rukne Ka Naam Nahi Lete,..
Jab Se Tu Judaa Hua Mujhse O Be-Rehem,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #134 on: May 29, 2006, 08:05:25 AM »
Reply with quote
Shukriya Ninaah Ji,..

Har Taraf Tanhaai Ka Alam Hai,..
Tujhse Judaa Hone Ke Baad,..
Pehle Bahoot Khush Tha Tere Kareeb Hoke,..
Phir Kabhi Na Muskuraaye Main Rone Ke Baad,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:13:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer