Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 13367 times)
natural
Guest
«Reply #135 on: May 29, 2006, 11:47:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Ji,..

Har Taraf Tanhaai Ka Alam Hai,..
Tujhse Judaa Hone Ke Baad,..
Pehle Bahoot Khush Tha Tere Kareeb Hoke,..
Phir Kabhi Na Muskuraaye Main Rone Ke Baad,..

______________________________-Jaanasheen-

Good one jaanasheen.... Usual Smile

Terey saath bitaaye wo lamhe, aksar yaad aate hain,
Mehfil mein bhi terey bina hum, tanha reh jaate hain,
Kaisey kat ti hai ye zindagi, ab kya batayein tumhe,
Ajnabi si iss duniya mein, kisi tarah jiye jaate hain......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #136 on: May 30, 2006, 11:49:58 AM »
Reply with quote
Shukriya Natural Bhai,..

Dede Mujhe Zehar Tu Judaai Ka Fasaana Sunane Se Pehle,..
Ke Zehar Se Main Ek Pal Mein Marr Jaoonga Judaai Se Pal Pal Maroonga..,

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #137 on: May 31, 2006, 05:38:19 AM »
Reply with quote
ultimate jaanasheen......

inn ashqon ka koi mol nahi,
gar ye yoon he beh jaayein,
kuch asar nahi hota unn pur,
gar ye daastaan hum yoon he keh jaayein......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Ji,..

Har Taraf Tanhaai Ka Alam Hai,..
Tujhse Judaa Hone Ke Baad,..
Pehle Bahoot Khush Tha Tere Kareeb Hoke,..
Phir Kabhi Na Muskuraaye Main Rone Ke Baad,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #138 on: June 01, 2006, 06:35:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
ultimate jaanasheen......

inn ashqon ka koi mol nahi,
gar ye yoon he beh jaayein,
kuch asar nahi hota unn pur,
gar ye daastaan hum yoon he keh jaayein......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Ji,..

Har Taraf Tanhaai Ka Alam Hai,..
Tujhse Judaa Hone Ke Baad,..
Pehle Bahoot Khush Tha Tere Kareeb Hoke,..
Phir Kabhi Na Muskuraaye Main Rone Ke Baad,..

______________________________-Jaanasheen-

Shukriya Sis,...

Aashq Aankh Se Jo Nikalte Hain,..
Dil Mein Utar Jaate Hain,..
Keh Jaate Hain Ye Dil Ka Haal Sab,.
Phir Bhi Ye Masoom Nazar Aate Hain,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #139 on: June 01, 2006, 06:46:34 AM »
Reply with quote
good one once again jaanasheen......

ashqon ki apni ik bhasha hai,
iss jivan mein aasha aur nirasha hai,
gur samajh na paaye pyar ko to wo fasana hai,
gur samjhe pyar ke dard ko to wohi mohabbat ki paribhasha hai.....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Ninaah"
ultimate jaanasheen......

inn ashqon ka koi mol nahi,
gar ye yoon he beh jaayein,
kuch asar nahi hota unn pur,
gar ye daastaan hum yoon he keh jaayein......

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Ninaah Ji,..

Har Taraf Tanhaai Ka Alam Hai,..
Tujhse Judaa Hone Ke Baad,..
Pehle Bahoot Khush Tha Tere Kareeb Hoke,..
Phir Kabhi Na Muskuraaye Main Rone Ke Baad,..

______________________________-Jaanasheen-

Shukriya Sis,...

Aashq Aankh Se Jo Nikalte Hain,..
Dil Mein Utar Jaate Hain,..
Keh Jaate Hain Ye Dil Ka Haal Sab,.
Phir Bhi Ye Masoom Nazar Aate Hain,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #140 on: June 01, 2006, 04:43:16 PM »
Reply with quote
kitne hi imtihaan se Guzri hain zindagi
baloo main padi naav si thhehri hai zindagi
aayega inqlaab ye sunte rahe hain hum
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #141 on: June 02, 2006, 10:27:28 AM »
Reply with quote
waah harash kya baat kahi,

umra guzar jaati hai intzaar mein,
ab bhi yakeen hai hume humare pyar mein,
dekhein kiski jeet yaa haar hai e-khuda,
ab aane laga hai maza khuda se takraar mein.......

Quote from: "harashmahajan"
kitne hi imtihaan se Guzri hain zindagi
baloo main padi naav si thhehri hai zindagi
aayega inqlaab ye sunte rahe hain hum
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #142 on: June 02, 2006, 01:26:55 PM »
Reply with quote
ninaah ji bahoot khoob..yakeen hi toh hai ki hum umeed rakhein hain zindagi se.......

sharad ki poornima ka chaand nabh main muskraya hai
koi bhoola hua manzer hamein fir yaad aya hai
zise chaha, zise pooja, bithhaya dil ke mandir main
usi ne dard ki zaagir per, humko bithhaya hai.

Quote from: "Ninaah"
waah harash kya baat kahi,

umra guzar jaati hai intzaar mein,
ab bhi yakeen hai hume humare pyar mein,
dekhein kiski jeet yaa haar hai e-khuda,
ab aane laga hai maza khuda se takraar mein.......

Quote from: "harashmahajan"
kitne hi imtihaan se Guzri hain zindagi
baloo main padi naav si thhehri hai zindagi
aayega inqlaab ye sunte rahe hain hum
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #143 on: June 03, 2006, 05:15:27 AM »
Reply with quote
kya baat hai harash.....

dard ka tohfa mila hai pyar mein,
ankhein bichayee kisi ke intzaar mein,
lekin koi na aaya humari zindagi mein,
hum bheeg gaye ashqon ki bauchaar mein......

«Reply #144 on: June 07, 2006, 02:50:52 AM »
Reply with quote
kya khoob kaha dear...bahoot chhoo janewala likhti ho ninaah...dil kerta hai bas........

Dil main mazma lag gaya rangee khayalon ka
ye karishma hai dosto in husn walon ka
khud tamasha ban gaya ghar phoonk ker apna
kya main utter doon zamaane ke sawaalon ka.

Rajbir
Guest
«Reply #145 on: June 07, 2006, 02:55:03 AM »
Reply with quote
Ninaah, Harash

Bahut khoobsurat aap log likhte hain !

Aap dono ko doobara regular dekh kar achcha laga !

Please keep it up !

Rajbir
Logged
ranjana
Guest
«Reply #146 on: June 07, 2006, 03:50:22 AM »
Reply with quote
bahut khub Ninaah and Harsh.........aaj pehli baar aap  logo ka likha pada
really bahut khubsurat likha hai aap ne .......i enjoyed  each line.............
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #147 on: June 07, 2006, 06:46:44 AM »
Reply with quote
welldone harash.....

kin sawalon ki baat karte ho "Harash",
yahan to zindagi khud ek sawal ban gayee,
kisi ko chahana he dard de jaata hai,
aur zindagi unke bina ek khayal ban gayee.....

Quote from: "harashmahajan"
kya khoob kaha dear...bahoot chhoo janewala likhti ho ninaah...dil kerta hai bas........

Dil main mazma lag gaya rangee khayalon ka
ye karishma hai dosto in husn walon ka
khud tamasha ban gaya ghar phoonk ker apna
kya main utter doon zamaane ke sawaalon ka.

Quote from: "Ninaah"
kya baat hai harash.....

dard ka tohfa mila hai pyar mein,
ankhein bichayee kisi ke intzaar mein,
lekin koi na aaya humari zindagi mein,
hum bheeg gaye ashqon ki bauchaar mein......

Quote from: "harashmahajan"
ninaah ji bahoot khoob..yakeen hi toh hai ki hum umeed rakhein hain zindagi se.......

sharad ki poornima ka chaand nabh main muskraya hai
koi bhoola hua manzer hamein fir yaad aya hai
zise chaha, zise pooja, bithhaya dil ke mandir main
usi ne dard ki zaagir per, humko bithhaya hai.

Quote from: "Ninaah"
waah harash kya baat kahi,

umra guzar jaati hai intzaar mein,
ab bhi yakeen hai hume humare pyar mein,
dekhein kiski jeet yaa haar hai e-khuda,
ab aane laga hai maza khuda se takraar mein.......

Quote from: "harashmahajan"
kitne hi imtihaan se Guzri hain zindagi
baloo main padi naav si thhehri hai zindagi
aayega inqlaab ye sunte rahe hain hum
apne hi khwaab bun rahi shehri hai zindagi.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #148 on: June 07, 2006, 06:47:29 AM »
Reply with quote
thanks raaj bir......

Quote from: "Rajbir"
Ninaah, Harash

Bahut khoobsurat aap log likhte hain !

Aap dono ko doobara regular dekh kar achcha laga !

Please keep it up !

Rajbir
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #149 on: June 07, 2006, 06:50:06 AM »
Reply with quote
thank you so much ranjana.....we are really very honoured from your lines.....

Quote from: "ranjana"
bahut khub Ninaah and Harsh.........aaj pehli baar aap  logo ka likha pada
really bahut khubsurat likha hai aap ne .......i enjoyed  each line.............
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:10:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer