Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 13431 times)
Ninaah
Guest
«Reply #30 on: June 28, 2005, 11:02:48 AM »
Reply with quote
gur apna shaamil hota yahan to ye mehfil bhi na sajti,
mil kar dukh utha lete, ashqon ki yun jhankar na bajti....



Quote from: "fakharenaveed"
Aaj Is Trah Sajai Hai ashqoon Ki  mehfil mein ney
K is emin koi Bhi Apna Shamil Nahin hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #31 on: June 29, 2005, 09:06:52 AM »
Reply with quote
ashqon ki mehfil mein hum aaye,
apna gum bhulane ko,
har koi bekaraar mila,
apna sur hamare kaandhe se lagane ko.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #32 on: June 30, 2005, 07:38:44 AM »
Reply with quote
khil gaye phool,
bahar aane se pehale,
mil gayee judayee,
pyar paane se pehale....
Logged
Meena
Guest
«Reply #33 on: June 30, 2005, 04:44:39 PM »
Reply with quote
nice ninaah sis!!

kisse gila kare judai ka,
jab kismat ne hi humara saath nahin diya,
pyar ke badle de gaye woh bewafai,
aur hum te, ke humne unko mat nahin diya!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #34 on: June 30, 2005, 05:33:23 PM »
Reply with quote
Aankhon mein ashk kam nahi
rotey hain jaar-jaar
chun chun ke her boond
pemaana bana liya.


harash
Logged
Meena
Guest
«Reply #35 on: June 30, 2005, 05:39:12 PM »
Reply with quote
hum bhi utha le payala haathon me,
gar bhuj jaye dil me lagi hui aag,
jam se to aur bhi ubarte hai zakh mere,
na pilao mujhe  warna dil pe par jayega na mitne wala daag!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #36 on: June 30, 2005, 05:55:07 PM »
Reply with quote
bahoot umda tehreer hai meena ji.....peena koi karm nahi...gum hi pila deta hai.....saaki jab mileta khud hi pila deta hai...

Aadatan main pee leta hoon
Iraadatan mein pee leta hoon
roothey ghar khushian mujhsey
jiyadatan mein pee leta hoon.

Jab tak na mile koi saaki
bin saaki hi pee leta hoon
pemaane jab hon khaali
ashkon se bhar pee leta hoon.


harash[/quote]
Logged
Meena
Guest
«Reply #37 on: June 30, 2005, 06:04:47 PM »
Reply with quote
wowwwwwwwwwww, really gud!!!!!!!!!!

hum bhi pi lete ashkon ka jam,
par ansowon ka samundar hi sukh gaya,
gum ke badal hum pe bhi barse te kabhi,
hate nahin aaj tak woh, waqt wahi pe rukh gaya!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #38 on: June 30, 2005, 06:22:52 PM »
Reply with quote
just fantastic

waqt ko iljaam dene ki adat gayee nahi
aansuoon ki ibadat abhi gayee nahi
mana ke sookh gaye aankhion ke samunder
judayee ko jee lena kutch kam nahi.

harsh
Logged
Meena
Guest
«Reply #39 on: June 30, 2005, 06:31:08 PM »
Reply with quote
shukriya ji, apne bhi to bohot hi acha likha hai!!!!!

jeena to kab ka chod diya,
bas jism ko lekar gumte hai,
gar hoti jaan to taklef bhi hoti,
par dekh lo gum me bih hum jumte hai!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #40 on: June 30, 2005, 06:38:10 PM »
Reply with quote
wah meena ji...ji wah...lovely..


kyuin jhoom rahe ho bekaaron ki basti mein
nahi milega saahil ab makkaron ki basti mein
jeena ho jaayega dushwaar in kaale tang dil waalon mein
kya karogey yahaan per ab gaddaron ki basti mein.
lagta hai tum thak chuke ho chhun ke kaantey in rahon ke
bhujhe cheeraag se lagtey ho in begaano ki basti mein.


harsh
Logged
Meena
Guest
«Reply #41 on: June 30, 2005, 06:47:02 PM »
Reply with quote
mind blowing!!!!!!!!! too gud!!!!!!!

sahi pehechana mujhe aye dost, hoon mai bhuja chirag,
tapash nahin mujh me, par seene me jal rahi hai aaj,
aab to us waqt ka intezaar hai "meena",
jab rooh ki tara tera jism me hojayega khak!!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #42 on: June 30, 2005, 06:56:22 PM »
Reply with quote
oh! no meena ji kya likh diya aapne...aapne ruh ko hila diya..kyuin khaak hone ki baat likhti ho....


jakhmon se bharey seene mein uthhe dard kahaan se 'harsh',
kahin in surkh jakhmon se garam lawa na beh nikley.



harsh
Logged
Meena
Guest
«Reply #43 on: June 30, 2005, 07:06:35 PM »
Reply with quote
wah ji wah........ bohot acha likha apne!!!!!!!!!!! :D
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #44 on: June 30, 2005, 07:16:56 PM »
Reply with quote
bahoot shukriya meena ji....ye zindagi mayusi ka hi naam ban chuki hai...kinhi hi lafzon mein bayaan ker kay dekh lo...kutch is tarah...

kho chuka hoon khud bharosa, kisko ab iljaam doon
mein toh ab bhi chup kharha, mujhey her saja manjoor hai....


harsh
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:15:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer