Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 13432 times)
Meena
Guest
«Reply #45 on: June 30, 2005, 07:24:50 PM »
Reply with quote
hmmmmmm

ao tum bhi de do hume ek aur zakhm,
ke Khuda ne di jo woh saza kam hai,
shayad tere hi haaton mukh honge hum,
isslyie Khuda ne ki humse daga kam hai!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #46 on: July 01, 2005, 04:49:54 AM »
Reply with quote
AWSOME MEENA SWEET HEART!!!!!!!

HUM YAADON SE UNKI,
APNE MAN KO BEHLATE HAIN,
JO NIKLA PAANI ANKHON SE,
AB WO ASHQ KEHLATE HAIN....

Quote from: "Meena"
nice ninaah sis!!

kisse gila kare judai ka,
jab kismat ne hi humara saath nahin diya,
pyar ke badle de gaye woh bewafai,
aur hum te, ke humne unko mat nahin diya!!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #47 on: July 01, 2005, 05:39:16 AM »
Reply with quote
mind blowing harash ji.....

apne ishq ke dard se,
hum bhi royein jaar-jaar,
humare zakhmo pe namak chidakne,
kyon aate hain wo baar-baar.....

Quote from: "harashmahajan"
Aankhon mein ashk kam nahi
rotey hain jaar-jaar
chun chun ke her boond
pemaana bana liya.

harash
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #48 on: July 01, 2005, 06:31:07 PM »
Reply with quote
bahoot badia meena ji...

gamzadon ko rahtein jo baant tey
hum bhi un logon mein ja shaamil hue
tum toh manga kiye the dard her dam
phir kyuin lag raha tumeh ki hum daga kiye.

Meena ji wrote...

Quote
ao tum bhi de do hume ek aur zakhm,
ke Khuda ne di jo woh saza kam hai,
shayad tere hi haaton mukh honge hum,
isslyie Khuda ne ki humse daga kam hai!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #49 on: July 01, 2005, 06:36:03 PM »
Reply with quote
coool.....lovely....Ninnah ji

dard-e-ishq toh meetha lagta hai
per tumeh kyuin feeka lagta hai
ahsaason ko tum namak kaho
ye shabd gairon sa kyuin lagta hai.

Ninnah wrote...
Quote
apne ishq ke dard se,
hum bhi royein jaar-jaar,
humare zakhmo pe namak chidakne,
kyon aate hain wo baar-baar.....
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #50 on: July 02, 2005, 06:00:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
DIL KI BAATEIN MEIN CHAND SE KEHTI HOON,
HAR APNA DUKH JO MEIN MUSHKIL SE SEHTI HOON,
JAB BHI USSE USS SHEESHE LAGI TASVEER MEIN DEKHU,
TO LAGTA HAI JAISE MEIN USKE ANDAR HE REHTI HOON.....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
jise pyar kiya ho zindagi mein usse bhulaya nahi jaata,
dard iss dil har kisi ko dikhaya nahi jaata,
samajh jaate hain wo jise dard mile pyar mein,
har kisi ko ye dard samjhaya nahi jaata.....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
Ik roz ashqon ki mehfil mein hume bulaya gaya,
bade pyar se wahan hume baithaya gaya,
har wo ashq jo hum unki yaad mein baha dete the,
hume wahan unn ashqon ki keemat ko bataya gaya....
un  hi bhool jaye koi

bematlab hai bebaki hai

zara gaur se dekh mera sina

nishan abhi baki hai.

Ek waada toda maine

mana ho gai khata

bewajah ye baat nahi hai

tha nahi main aisa bewafa.

Are bemaraut kar di tune numaish

sare jahan ko bata diya,

zakhm sahe hazar maine

kabhi to sikwa nahi kiya.

dard e judai buhat mushikal hai sehna  dost
aab dil ki yeh baat kis kis s kehan dost

BAHUT KHOOB NINAAH JI
AAPNE TO SHABDO MEIN JADU KAR DIYA
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #51 on: July 02, 2005, 07:37:08 AM »
Reply with quote
thanks my love osho ji.......

ishq ne itna dard diya,
ki hum naakaam kehlaaye,
jab unke yaad mein nikle ashq,
tab bhi ishq ka dard wo samajh na paaye.....

Quote from: "myloveosho"

«Reply #52 on: July 02, 2005, 07:40:20 AM »
Reply with quote
marvelous harash........

jisne thokar khayee ho,
wohi chot ka dard samajhta hai,
humare he haathon,
wo apne pyar ke paigam kisi aur ko bhejta hai....

Quote from: "harashmahajan"
coool.....lovely....Ninnah ji

dard-e-ishq toh meetha lagta hai
per tumeh kyuin feeka lagta hai
ahsaason ko tum namak kaho
ye shabd gairon sa kyuin lagta hai.

Ninnah wrote...
Quote
apne ishq ke dard se,
hum bhi royein jaar-jaar,
humare zakhmo pe namak chidakne,
kyon aate hain wo baar-baar.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #53 on: July 02, 2005, 06:30:20 PM »
Reply with quote
bewafaaon ki kami nahi is zamaaney main...hamraaj hi dushmanon se mil jaatein hain na...dushmanon se tou nipat saktey hain ..per apno se kaise niptein.....

apne hi hamraaj hamein samjhaaney nikley
khaya kiye yuin chot rahey anjaaney kitney
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #54 on: July 02, 2005, 06:30:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
marvelous harash........

jisne thokar khayee ho,
wohi chot ka dard samajhta hai,
humare he haathon,
wo apne pyar ke paigam kisi aur ko bhejta hai....

Quote from: "harashmahajan"
coool.....lovely....Ninnah ji

dard-e-ishq toh meetha lagta hai
per tumeh kyuin feeka lagta hai
ahsaason ko tum namak kaho
ye shabd gairon sa kyuin lagta hai.

Ninnah wrote...
Quote
apne ishq ke dard se,
hum bhi royein jaar-jaar,
humare zakhmo pe namak chidakne,
kyon aate hain wo baar-baar.....
bewafaaon ki kami nahi is zamaaney main...hamraaj hi dushmanon se mil jaatein hain na...dushmanon se tou nipat saktey hain ..per apno se kaise niptein.....

apne hi hamraaj hamein samjhaaney nikley
khaya kiye yuin chot rahey anjaaney kitney
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #55 on: July 02, 2005, 07:35:53 PM »
Reply with quote
Kismat S Tum Ko Chura Loon Ga,
Tujhe Apni Banhon mein sma loon ga,
teri raah mein plkain bicha don ga,
Tere Liye Har Khushi Ko Wasl Bna doon ga
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #56 on: July 04, 2005, 08:05:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
thanks my love osho ji.......

ishq ne itna dard diya,
ki hum naakaam kehlaaye,
jab unke yaad mein nikle ashq,
tab bhi ishq ka dard wo samajh na paaye.....

Quote from: "myloveosho"
Quote from: "Ninaah"
DIL KI BAATEIN MEIN CHAND SE KEHTI HOON,
HAR APNA DUKH JO MEIN MUSHKIL SE SEHTI HOON,
JAB BHI USSE USS SHEESHE LAGI TASVEER MEIN DEKHU,
TO LAGTA HAI JAISE MEIN USKE ANDAR HE REHTI HOON.....

BAHUT KHOOB,
YA TO DEEWANA HASE YA JISKO TU TOFEEK DE...
VARNA IS DUNIYA MEIN AA KAR HASA HAI KOI...

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
jise pyar kiya ho zindagi mein usse bhulaya nahi jaata,
dard iss dil har kisi ko dikhaya nahi jaata,
samajh jaate hain wo jise dard mile pyar mein,
har kisi ko ye dard samjhaya nahi jaata.....

Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
Ik roz ashqon ki mehfil mein hume bulaya gaya,
bade pyar se wahan hume baithaya gaya,
har wo ashq jo hum unki yaad mein baha dete the,
hume wahan unn ashqon ki keemat ko bataya gaya....
un  hi bhool jaye koi

bematlab hai bebaki hai

zara gaur se dekh mera sina

nishan abhi baki hai.

Ek waada toda maine

mana ho gai khata

bewajah ye baat nahi hai

tha nahi main aisa bewafa.

Are bemaraut kar di tune numaish

sare jahan ko bata diya,

zakhm sahe hazar maine

kabhi to sikwa nahi kiya.

dard e judai buhat mushikal hai sehna  dost
aab dil ki yeh baat kis kis s kehan dost

BAHUT KHOOB NINAAH JI
AAPNE TO SHABDO MEIN JADU KAR DIYA
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #57 on: July 04, 2005, 10:28:29 AM »
Reply with quote
sacch kaha harsh....

bewafaon ki zindagi mein,
na koi dukh hain na koi gum,
wafa ki raah mein chalte chalte,
thake huve aur bedar hain hum....

Quote from: "harashmahajan"
bewafaaon ki kami nahi is zamaaney main...hamraaj hi dushmanon se mil jaatein hain na...dushmanon se tou nipat saktey hain ..per apno se kaise niptein.....

apne hi hamraaj hamein samjhaaney nikley
khaya kiye yuin chot rahey anjaaney kitney
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #58 on: July 04, 2005, 10:31:55 AM »
Reply with quote
humne to apne ko kho diya hai,
hum koi churane ki cheez nahi,
jiski keemat na ho jamane mein,
hum aise nacheez nahi....

Quote from: "fakharenaveed"
Kismat S Tum Ko Chura Loon Ga,
Tujhe Apni Banhon mein sma loon ga,
teri raah mein plkain bicha don ga,
Tere Liye Har Khushi Ko Wasl Bna doon ga
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #59 on: July 04, 2005, 04:21:15 PM »
Reply with quote
Lekin ninnah ji...jise tum wafa ki rah ka khitaab de rahi ho...lagta hai wahin khata ka agaaz hai...wafa kernay waale ko pata hi nahi ki bewafa se pala pada hai...tum wafa kertey gaye our woh jakham pe jakham dete gaye....our wafa ki duhaaye dete rahey...lekin hamari bhi intaah suniye....

Nahin mujhe khabar sanam, mere junoon ki
bhar bhar kay jhakham dil main, tehkhaana bana liya.

Ninnah wrote..

Quote
sacch kaha harsh....

bewafaon ki zindagi mein,
na koi dukh hain na koi gum,
wafa ki raah mein chalte chalte,
thake huve aur bedar hain hum....
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:26:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer