Ashqon Ki Mehfil ............

by Ninaah on June 21, 2005, 06:38:27 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 13383 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #60 on: July 04, 2005, 10:26:32 PM »
Reply with quote
Chal Kar ke Thake Paaon,aur Tuti si Kamar Hai
Kehte Hai Mujhe Log Abhi Lambaa Safar Hai!

Main Lut ke Tere Dar Se Kai Baar Chalaa Hoon
Ab Mujh Ko Bhalaa Chor Se Kis Baat Ka Dar Hai!

Dwar Nahin, Chat Bhi Nahin, Khidki Na Jharokha
Mat Dekh Ke Hans Isko Ye Deewaane Ka Ghar Hai!

Ronaa Hai Tadapna Hai Shikaayat Hai Gilaa Hai
Yaaron Ye Jawaanee Bade Ghaate Ki Umar Hai!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
agar tapakta ashqon by husain52 in Shayri-E-Dard
Ashqon Se Dharti Chamak Rahi Hai by majid in Shayri-E-Dard
Ashqon Ki Baarish by nadeem1992 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ASHQON ka ye chota sa SAFAR...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Ashqon ka samandar by sourabh345 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ninaah
Guest
«Reply #61 on: July 05, 2005, 11:31:09 AM »
Reply with quote
yahan ashqon ki mehfil hai,
gumon ka mela hai,
bheed hai qyamat ki,
phir bhi har koi akela hai....

Quote from: "fakharenaveed"
Chal Kar ke Thake Paaon,aur Tuti si Kamar Hai
Kehte Hai Mujhe Log Abhi Lambaa Safar Hai!

Main Lut ke Tere Dar Se Kai Baar Chalaa Hoon
Ab Mujh Ko Bhalaa Chor Se Kis Baat Ka Dar Hai!

Dwar Nahin, Chat Bhi Nahin, Khidki Na Jharokha
Mat Dekh Ke Hans Isko Ye Deewaane Ka Ghar Hai!

Ronaa Hai Tadapna Hai Shikaayat Hai Gilaa Hai
Yaaron Ye Jawaanee Bade Ghaate Ki Umar Hai!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #62 on: July 05, 2005, 11:35:36 AM »
Reply with quote
kya baat hai harsh...

Nahin tumhe khabar apne he junoon ki
bhar bhar kay jhakham dil main, tehkhaana bana liya,
lekin hum he apni zindagi se iss kadar door huve ki,
uska aks aakhon mein bhar kar humne maikhana bana liya....

kaisa hai Huh??

Quote from: "harashmahajan"
Lekin ninnah ji...jise tum wafa ki rah ka khitaab de rahi ho...lagta hai wahin khata ka agaaz hai...wafa kernay waale ko pata hi nahi ki bewafa se pala pada hai...tum wafa kertey gaye our woh jakham pe jakham dete gaye....our wafa ki duhaaye dete rahey...lekin hamari bhi intaah suniye....

Nahin mujhe khabar sanam, mere junoon ki
bhar bhar kay jhakham dil main, tehkhaana bana liya.

Ninnah wrote..

Quote
sacch kaha harsh....

bewafaon ki zindagi mein,
na koi dukh hain na koi gum,
wafa ki raah mein chalte chalte,
thake huve aur bedar hain hum....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #63 on: July 06, 2005, 07:50:53 AM »
Reply with quote
Dard he dard hai zindagi mein,
khushiyon ka kyon naam nahi,
har raah mein murjhaye phool hain,
kyon unka humare liye paigam nahi......
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #64 on: July 06, 2005, 07:52:21 PM »
Reply with quote
Ninna ji ab kutch nahi bacha hai alfaas mere paas
jo keh de ki tere jakmon pe keh de kutch aaj...bahoot khoob likhti ho Nazneen.....Leejiye aapke liye

maikhane main tere jagah kahaan thi ab
verna hum bhi tere, gunaaho main sang hote.
Bulandi pe hoti ager meri jo kismat
toh hum teri zulfon ke saaye main sote.

Teri hai  khushnaseebi
ki dard ka saath chhoota nahi....
woh kitna hai badnaseeb 'harsh'
gam hi toh jise mila nahi

tum ger na lautaao gi mujhey
in phoolon ka gulfaam
toh samjoonga mila nahi
is nacheez ka pegaam

Ninnah wrote

Quote
kya baat hai harsh...

Nahin tumhe khabar apne he junoon ki
bhar bhar kay jhakham dil main, tehkhaana bana liya,
lekin hum he apni zindagi se iss kadar door huve ki,
uska aks aakhon mein bhar kar humne maikhana bana liya....

kaisa hai Huh??

Dard he dard hai zindagi mein,
khushiyon ka kyon naam nahi,
har raah mein murjhaye phool hain,
kyon unka humare liye paigam nahi......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #65 on: July 06, 2005, 10:19:11 PM »
Reply with quote

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8

Quote from: "Ninaah"
yahan ashqon ki mehfil hai,
gumon ka mela hai,
bheed hai qyamat ki,
phir bhi har koi akela hai....

Quote from: "fakharenaveed"
Chal Kar ke Thake Paaon,aur Tuti si Kamar Hai
Kehte Hai Mujhe Log Abhi Lambaa Safar Hai!

Main Lut ke Tere Dar Se Kai Baar Chalaa Hoon
Ab Mujh Ko Bhalaa Chor Se Kis Baat Ka Dar Hai!

Dwar Nahin, Chat Bhi Nahin, Khidki Na Jharokha
Mat Dekh Ke Hans Isko Ye Deewaane Ka Ghar Hai!

Ronaa Hai Tadapna Hai Shikaayat Hai Gilaa Hai
Yaaron Ye Jawaanee Bade Ghaate Ki Umar Hai!
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #66 on: July 23, 2005, 11:30:41 AM »
Reply with quote
kitna accha hota gur har adam iss jahan ka khush hota,
har gum aur takleef se wo nijaat paata,
phir shayad wo bhi khuda kehlata,
gur wo har chehre pe muskurahat laata........

Quote from: "harashmahajan"
Ninna ji ab kutch nahi bacha hai alfaas mere paas
jo keh de ki tere jakmon pe keh de kutch aaj...bahoot khoob likhti ho Nazneen.....Leejiye aapke liye

maikhane main tere jagah kahaan thi ab
verna hum bhi tere, gunaaho main sang hote.
Bulandi pe hoti ager meri jo kismat
toh hum teri zulfon ke saaye main sote.

Teri hai  khushnaseebi
ki dard ka saath chhoota nahi....
woh kitna hai badnaseeb 'harsh'
gam hi toh jise mila nahi

tum ger na lautaao gi mujhey
in phoolon ka gulfaam
toh samjoonga mila nahi
is nacheez ka pegaam

Ninnah wrote

Quote
kya baat hai harsh...

Nahin tumhe khabar apne he junoon ki
bhar bhar kay jhakham dil main, tehkhaana bana liya,
lekin hum he apni zindagi se iss kadar door huve ki,
uska aks aakhon mein bhar kar humne maikhana bana liya....

kaisa hai Huh??

Dard he dard hai zindagi mein,
khushiyon ka kyon naam nahi,
har raah mein murjhaye phool hain,
kyon unka humare liye paigam nahi......
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #67 on: July 24, 2005, 10:06:19 AM »

SAB NE BAHUT ACCHA LIKHA, HARSH JI , NINAAH JI.

HAR TARAF KHAMOSHI KA SAAYA HAI,
ZINDAGI MEIN PYAAR KISNE PAAYA HAI,
HUM YAADON MEIN JHOOMTE HAIN USKE,
AUR ZAMANA KEHTA HAI, DEKHO PEE-KAR AAYA HAI.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #68 on: July 26, 2005, 12:08:55 PM »
Reply with quote
kya baat hai osho ji......

yahan har koi dard ka maara hai,
yahan har koi dil se haara hai,
koi kya doosre ko humdardi de,
iss jahan to wo khud "BECHARA" hai......

Quote from: "myloveosho"

«Reply #69 on: July 27, 2005, 01:34:14 PM »

bahut accha ninaah ji,

RAAT CHUP CHAP HAI PAR CHAND KHAMOSH HAI,
KAISE KEH DOON AAJ PHIR HOSH NAHIN,
AISA DOOBA TERI AANKHON KI GEHRAI MEIN,
HATH MEIN JAM HAI PAR PEENE KA KOI HOSH NAHI..
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #70 on: July 30, 2005, 07:18:05 AM »
Reply with quote
marvelous osho ji.....

jaam se jaam jab takrate hain,
to logon ko apna dard yaad aata hai,
jissne diya hai zakhm apni zindagi mein,
na jaane kyon wohi be-dard yaad aata hai......

«Reply #71 on: August 02, 2005, 01:42:02 PM »

bahut acche ninaah ji,

DIL KI HASRAT ZUBAAN PE AANE LAGI,
TUMNE SOCHA AUR ZINDAGI MUSKURANE LAGI,
YE DOSTI KI INTEHA THI YA MERI DEEWAANGI,
HAR SURAT ME SURAT AAPKI NAZAR AANE LAGI...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #72 on: September 05, 2005, 12:02:50 PM »
Reply with quote
BAHOT KHOOB OSHO JI......

KISI KI SURAT MEIN UNKI SURAT DHOOND RAHE HAIN,
YEHI TO PYAR KI DEEWANGI HAI,
AUR WO HUMSE BEKHABAR BETHE HAIN,
NAA JAANE YE KAISI BEGAANGI HAI.....

Quote from: "myloveosho"
Quote from: "Ninaah"
marvelous osho ji.....

jaam se jaam jab takrate hain,
to logon ko apna dard yaad aata hai,
jissne diya hai zakhm apni zindagi mein,
na jaane kyon wohi be-dard yaad aata hai......

Quote from: "myloveosho"
Quote from: "Ninaah"
kya baat hai osho ji......

yahan har koi dard ka maara hai,
yahan har koi dil se haara hai,
koi kya doosre ko humdardi de,
iss jahan to wo khud "BECHARA" hai......

Quote from: "myloveosho"
Quote from: "Ninaah"
kitna accha hota gur har adam iss jahan ka khush hota,
har gum aur takleef se wo nijaat paata,
phir shayad wo bhi khuda kehlata,
gur wo har chehre pe muskurahat laata........

Quote from: "harashmahajan"
Ninna ji ab kutch nahi bacha hai alfaas mere paas
jo keh de ki tere jakmon pe keh de kutch aaj...bahoot khoob likhti ho Nazneen.....Leejiye aapke liye

maikhane main tere jagah kahaan thi ab
verna hum bhi tere, gunaaho main sang hote.
Bulandi pe hoti ager meri jo kismat
toh hum teri zulfon ke saaye main sote.

Teri hai  khushnaseebi
ki dard ka saath chhoota nahi....
woh kitna hai badnaseeb 'harsh'
gam hi toh jise mila nahi

tum ger na lautaao gi mujhey
in phoolon ka gulfaam
toh samjoonga mila nahi
is nacheez ka pegaam

Ninnah wrote

Quote
kya baat hai harsh...

Nahin tumhe khabar apne he junoon ki
bhar bhar kay jhakham dil main, tehkhaana bana liya,
lekin hum he apni zindagi se iss kadar door huve ki,
uska aks aakhon mein bhar kar humne maikhana bana liya....

kaisa hai Huh??

Dard he dard hai zindagi mein,
khushiyon ka kyon naam nahi,
har raah mein murjhaye phool hain,
kyon unka humare liye paigam nahi......
SAB NE BAHUT ACCHA LIKHA, HARSH JI , NINAAH JI.

HAR TARAF KHAMOSHI KA SAAYA HAI,
ZINDAGI MEIN PYAAR KISNE PAAYA HAI,
HUM YAADON MEIN JHOOMTE HAIN USKE,
AUR ZAMANA KEHTA HAI, DEKHO PEE-KAR AAYA HAI.....
bahut accha ninaah ji,

RAAT CHUP CHAP HAI PAR CHAND KHAMOSH HAI,
KAISE KEH DOON AAJ PHIR HOSH NAHIN,
AISA DOOBA TERI AANKHON KI GEHRAI MEIN,
HATH MEIN JAM HAI PAR PEENE KA KOI HOSH NAHI..
bahut acche ninaah ji,

DIL KI HASRAT ZUBAAN PE AANE LAGI,
TUMNE SOCHA AUR ZINDAGI MUSKURANE LAGI,
YE DOSTI KI INTEHA THI YA MERI DEEWAANGI,
HAR SURAT ME SURAT AAPKI NAZAR AANE LAGI...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #73 on: September 06, 2005, 12:31:18 PM »
Reply with quote
ASHQON KI MEHFIL SE KHUSHIYAN MAANGI,
PUR WAHAN SE BHI HUME GUM MILA,
JAB MAANGA KHUDA SE SACCHA PYAR,
TO KISMAT SE HUME EK BE-REHAM MILA.......
Logged
natural
Guest
«Reply #74 on: October 07, 2005, 04:09:08 AM »
Reply with quote
Maangney se kahan iss jahan mein kisi ko kuchh mila hai..........
Hum to khush hain apni wafa se, nahi unki bewafayi ka koi gila hai...........
Usual Smile  Usual Smile

Quote from: "Ninaah"
ASHQON KI MEHFIL SE KHUSHIYAN MAANGI,
PUR WAHAN SE BHI HUME GUM MILA,
JAB MAANGA KHUDA SE SACCHA PYAR,
TO KISMAT SE HUME EK BE-REHAM MILA.......
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:37:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer