Bewafai!!!!!!!!

by Ninaah on February 11, 2005, 08:07:31 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 14049 times)
Ninaah
Guest
«Reply #135 on: July 01, 2005, 09:00:12 AM »
Reply with quote
good one..... harash...

unka diya zakhm,
aaj nasoor hai,
unki khushi ke liye,
ye nasoor bhi manjoor hai....


Quote from: "harashmahajan"
nice one Ninnah ji

poochhtey hain ashk toh
mere tareen dost
kasie poochhey daag jo
dil per liye hue.


Quote
unki yaadon mein jeene ki koshish ki,
pur ye bharam bhi toot gaya,
jin yaadon mein hum rehte uski,
wo yaadein bhi wo loot gaya.....



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafai by Ghazal888 in Urdu Poets
bewafai by yok55555 in Other Languages
bewafai by yok55555 in Other Languages
Bewafai by Rajput Deewana in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafai by vinery in Shayeri for Dard -e- Bewafai
harashmahajan
Guest
«Reply #136 on: July 01, 2005, 09:03:11 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
good one..... harash...

unka diya zakhm,
aaj nasoor hai,
unki khushi ke liye,
ye nasoor bhi manjoor hai....


Quote from: "harashmahajan"
nice one Ninnah ji

poochhtey hain ashk toh
mere tareen dost
kasie poochhey daag jo
dil per liye hue.


Quote
unki yaadon mein jeene ki koshish ki,
pur ye bharam bhi toot gaya,
jin yaadon mein hum rehte uski,
wo yaadein bhi wo loot gaya.....



wah Ninnah wah...kya majbboti hai aapke nazraane mein..

Bulandiyon ko chhoo rahi
hain aahein dil ki 'harsh'
kon si shai hai
jo dil pathher kiye hue.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #137 on: July 01, 2005, 09:05:21 AM »
Reply with quote
har pathar hum tod dete, gur unka ek ishara hota,
pur wo to apni zindagi se mooh phere bethe hain....


Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Ninaah"
good one..... harash...

unka diya zakhm,
aaj nasoor hai,
unki khushi ke liye,
ye nasoor bhi manjoor hai....


Quote from: "harashmahajan"
nice one Ninnah ji

poochhtey hain ashk toh
mere tareen dost
kasie poochhey daag jo
dil per liye hue.


Quote
unki yaadon mein jeene ki koshish ki,
pur ye bharam bhi toot gaya,
jin yaadon mein hum rehte uski,
wo yaadein bhi wo loot gaya.....



wah Ninnah wah...kya majbboti hai aapke nazraane mein..

Bulandiyon ko chhoo rahi
hain aahein dil ki 'harsh'
kon si shai hai
jo dil pathher kiye hue.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #138 on: July 01, 2005, 09:09:25 AM »
Reply with quote
wah....tumahari ruh emin bhi woh..ah!!!!!


mera junu tha unka main
sizda karoon ta umra,
kya kahein hum chot hain
dil per liye hue.


Quote
har pathar hum tod dete, gur unka ek ishara hota,
pur wo to apni zindagi se mooh phere bethe hain....

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #139 on: July 01, 2005, 12:12:52 PM »
Reply with quote
wah kya baat hai harash...

din guzra raat dhali,
aur phir nayee subah aayee,
pur hum itne badkismat nikle,
ki humne tanhayee se nizat nahi paayee....


Quote from: "harashmahajan"
wah....tumahari ruh emin bhi woh..ah!!!!!


mera junu tha unka main
sizda karoon ta umra,
kya kahein hum chot hain
dil per liye hue.


Quote
har pathar hum tod dete, gur unka ek ishara hota,
pur wo to apni zindagi se mooh phere bethe hain....

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #140 on: July 01, 2005, 05:43:35 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob Ninnah ji....

lage jism  ghaayal
us per ruh pyaasi
tanhaayee bhi ab toh
hai achhi khaasi
roko inhe
ab na bad paaye aagey
ye hain pyaar ke
soone kachhay daagey.



Quote
din guzra raat dhali,
aur phir nayee subah aayee,
pur hum itne badkismat nikle,
ki humne tanhayee se nizat nahi paayee....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #141 on: July 02, 2005, 08:41:57 AM »
Reply with quote
thanks harsh.....

raakh huyee thee zindagi,
humare apne pyar ke ajaab se,
baki jala diya har rishte ko usne,
dushmani ke tezaab se....




Quote from: "harashmahajan"
wah bahoot khoob Ninnah ji....

lage jism  ghaayal
us per ruh pyaasi
tanhaayee bhi ab toh
hai achhi khaasi
roko inhe
ab na bad paaye aagey
ye hain pyaar ke
soone kachhay daagey.



Quote
din guzra raat dhali,
aur phir nayee subah aayee,
pur hum itne badkismat nikle,
ki humne tanhayee se nizat nahi paayee....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #142 on: July 02, 2005, 06:03:35 PM »
Reply with quote
uter gaye janaab jahaan se aagay...Ninnah ji...

kutchh toh mazboorian rahi hongi
jab aap unkai baahon main jhooltey the
per aaj alag ho..
kutchh toh mazboorian rahi hongi
unko bhi hoga is toot tey rishtey ka gum
kutchh toh pareshaaniya rahi hongi
jab aapkay darmian faaslay bade
kutch toh magroorian rahien hongi
jab jab talkhian badne lagien
our herkaton se bayaan hone lagien
kutchh toh mazboorian rahien hongi
kya ye toh nahi
ki be-khata pe yuin hi bijliyaan girti rahien
unki khabar kisi ko toh rahi hogi.


Ninnah wrote...

Quote
thanks harsh.....

raakh huyee thee zindagi,
humare apne pyar ke ajaab se,
baki jala diya har rishte ko usne,
dushmani ke tezaab se....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #143 on: July 02, 2005, 07:52:31 PM »
Reply with quote
Woh Gar Ruthay Tu Yun Mnana Chahiye
K Apni zindgi S Ruth Jana Chahiye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #144 on: July 05, 2005, 12:14:45 PM »
Reply with quote
thanks harsh...

haan kabhi koi gum hota hai,
kabhi koi majboorian hoti hain,
wafa aur bewafaon ke beech,
bala ki dooriyan hoti hain.....



Quote from: "harashmahajan"
uter gaye janaab jahaan se aagay...Ninnah ji...

kutchh toh mazboorian rahi hongi
jab aap unkai baahon main jhooltey the
per aaj alag ho..
kutchh toh mazboorian rahi hongi
unko bhi hoga is toot tey rishtey ka gum
kutchh toh pareshaaniya rahi hongi
jab aapkay darmian faaslay bade
kutch toh magroorian rahien hongi
jab jab talkhian badne lagien
our herkaton se bayaan hone lagien
kutchh toh mazboorian rahien hongi
kya ye toh nahi
ki be-khata pe yuin hi bijliyaan girti rahien
unki khabar kisi ko toh rahi hogi.


Ninnah wrote...

Quote
thanks harsh.....

raakh huyee thee zindagi,
humare apne pyar ke ajaab se,
baki jala diya har rishte ko usne,
dushmani ke tezaab se....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #145 on: July 05, 2005, 12:16:35 PM »
Reply with quote
ruthe koi to kaise unhe manaya jaaye,
haal-e-dil apna usse kaise sunaya jaaye....



Quote from: "fakharenaveed"
Woh Gar Ruthay Tu Yun Mnana Chahiye
K Apni zindgi S Ruth Jana Chahiye
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #146 on: July 06, 2005, 07:45:54 AM »
Reply with quote
wafa nibhate nibhate thak gaye,
bewafaon ne apnse se door kiya,
hum gumon mein bhi khilkhilayein,
unhone hume majboor kiya....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #147 on: July 06, 2005, 10:40:11 PM »
Reply with quote

Buhat  Khoob......................................... Supreb Gr8


Tum kinara ho khyalon ki lahron ka
Tum intezaar ho her subah ki kirno ka
Tum bahaar ho gulshan kay phoolon ka
Tum hasee ho her khilti hui kaliyon ka
Tum namii ho her chaudhween ki shabon ka
Tum pari ho her aashiqon kay khwabon ka
Tum sahara ho dharkano say seenay ka
Tum bahana ho bin aarzoo bhi jeenay ka
Tum izhaar ho ek shayar kay tasavvur ka
Tum misaal ho husn-e-huroon ka

Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #148 on: July 07, 2005, 08:08:03 AM »
Reply with quote
nicely presented Ninnah ji...

Hamne unko di hain duaayein
woh hamko dete hain dooriyaan kyuin
kya woh khata hai jo keh na sake woh
yahi woh saza hai, mujhey kha rahi hai.


Ninnah wrote...

Quote
thanks harsh...

haan kabhi koi gum hota hai,
kabhi koi majboorian hoti hain,
wafa aur bewafaon ke beech,
bala ki dooriyan hoti hain.....
Logged
shayariaapkeliye
Guest
«Reply #149 on: July 07, 2005, 10:05:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
:cry:  :cry:  :cry:  :cry:

Khoon ke aansoon rula rahi hai judaai uski,
Na chahte hue bhi yaad aa rahi hai bewafai uski


:cry:  :cry:  :cry:  :cry:



Yaad na aye ye duan hum kiya karte hain...
kubul bhi kaise kare khuda....hum use kab bhula karte hain!!!! Puzzled !
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:15:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer