Bewafai!!!!!!!!

by Ninaah on February 11, 2005, 08:07:31 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13
ReplyPrint
Author  (Read 14041 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #165 on: July 08, 2005, 11:43:13 PM »
Reply with quote








Sab Kuch Bhool Kr Humney Hai dekha
Teri Yadoon Ko Bhula Kr Humney Dekha Hai
Tu Kitni Haseen hai Yeh Nahin maloom Us Ko
Humney Tum Ko Pariyon K Saath Aaksr Dekha Hai










Quote from: "Ninaah"
tumhe bhool kar ab hum kahan jaayenge,
jahan bhi jaayenge, saamne tujhi ko paayenge....


Quote from: "fakharenaveed"

Bewafa Nikle Ga Wo kabhi Socha Na Tha
Hum Ko bhool jaye Gi Tu kabhi socha Na Tha

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafai by Ghazal888 in Urdu Poets
bewafai by yok55555 in Other Languages
bewafai by yok55555 in Other Languages
Bewafai by Rajput Deewana in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafai by vinery in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bharat
Guest
«Reply #166 on: July 13, 2005, 04:29:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
hi bharat how are you..... kafi din baad aapki quotation mili hai.... kya baat hai busy hain kya.....

har tanha shaks kyon zindagi se majboor hai,
uski har khushiyan kyon uss se door hai,
apne pyar ko bhula pana uske bas ki baat nahi,
aur wohi pyar zindagi ka sabse bada nasoor hai....




Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Ninaah"
wafa nibhate nibhate thak gaye,
bewafaon ne apnse se door kiya,
hum gumon mein bhi khilkhilayein,
unhone hume majboor kiya....


Hi Ninaahji,

Sari jindagi saath chalneka wada karne wale
Na jaane woh kis raah pe mud gaye
Ab hamare pas na rasta hai na manzeel
bas hamare din aur raat tanhayee se jud gaye



Hello Ninaahji,
Thanks for asking.
The shayari that you replied is very good. Thanks again.
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #167 on: July 13, 2005, 11:05:15 PM »
Reply with quote
buhat  khush hoon aaj k meri zuban azaad hai
jo brsoon s dil main chupaya th aaj keh diya hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #168 on: July 14, 2005, 08:10:35 AM »
Reply with quote
pariyan haqeeqat nahi,
balki kahani hai,
jab hume bhi tha aitbaar iss kahani pur,
ab wo beet chuki jo baat purani hai.....



Quote from: "fakharenaveed"








Sab Kuch Bhool Kr Humney Hai dekha
Teri Yadoon Ko Bhula Kr Humney Dekha Hai
Tu Kitni Haseen hai Yeh Nahin maloom Us Ko
Humney Tum Ko Pariyon K Saath Aaksr Dekha Hai










Quote from: "Ninaah"
tumhe bhool kar ab hum kahan jaayenge,
jahan bhi jaayenge, saamne tujhi ko paayenge....


Quote from: "fakharenaveed"

Bewafa Nikle Ga Wo kabhi Socha Na Tha
Hum Ko bhool jaye Gi Tu kabhi socha Na Tha

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #169 on: July 14, 2005, 08:11:58 AM »
Reply with quote
thanks bharat.....

hum hosh gawa bethe the,
kisi ki chahat mein,
apna sab kuch bhul gaye,
unke aane ki aahat mein.....




Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Ninaah"
hi bharat how are you..... kafi din baad aapki quotation mili hai.... kya baat hai busy hain kya.....

har tanha shaks kyon zindagi se majboor hai,
uski har khushiyan kyon uss se door hai,
apne pyar ko bhula pana uske bas ki baat nahi,
aur wohi pyar zindagi ka sabse bada nasoor hai....




Quote from: "Bharat_Desai"
Quote from: "Ninaah"
wafa nibhate nibhate thak gaye,
bewafaon ne apnse se door kiya,
hum gumon mein bhi khilkhilayein,
unhone hume majboor kiya....


Hi Ninaahji,

Sari jindagi saath chalneka wada karne wale
Na jaane woh kis raah pe mud gaye
Ab hamare pas na rasta hai na manzeel
bas hamare din aur raat tanhayee se jud gaye



Hello Ninaahji,
Thanks for asking.
The shayari that you replied is very good. Thanks again.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #170 on: July 14, 2005, 08:13:27 AM »
Reply with quote
bade khushkismat ho,
jo izhaar-e-mohabbat kar bethe,
jab humne aisi gutakhi ki,
to wo humse izhaar-e-nafrat kar bethe......



Quote from: "Yoindian Ghunda"
buhat  khush hoon aaj k meri zuban azaad hai
jo brsoon s dil main chupaya th aaj keh diya hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #171 on: July 15, 2005, 09:58:41 AM »
Reply with quote
Ninaah Ji Aap k liye

AASMA KO NEEND AAYAE TO SULAU KAHA,
DHARTI KO MAUT AAYE TO DAFNAU KAHA,
SAGAR MEIN LEHAR AAYAE TO CHUPAU KAHA,
JAB TERI YAAD AAYE MUJHE, TO MEIN JAU KAHA........
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #172 on: July 15, 2005, 10:23:45 AM »
Reply with quote
kahan jaana chahte ho,
aapke yahan deewana bahot hain,
aap shama hai iss jamane ke,
aapke to parwane bahot hain....




Quote from: "Yoindian Ghunda"
Ninaah Ji Aap k liye

AASMA KO NEEND AAYAE TO SULAU KAHA,
DHARTI KO MAUT AAYE TO DAFNAU KAHA,
SAGAR MEIN LEHAR AAYAE TO CHUPAU KAHA,
JAB TERI YAAD AAYE MUJHE, TO MEIN JAU KAHA........
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #173 on: July 15, 2005, 10:43:20 AM »
Reply with quote
Bebasii jurm hai hauslaa jurm hai ,zindagi teri ik-ik adaa jurm hai
aye sanam tere baare mein kuch sochkar ,apne baare mein kuch sochna jurm hai
yaad rakhna tujhe mera ek jurm tha ,bhool jana tujhe doosra jurm hai
kya sitam hai ke tere hasin shehar mein ,har taraf gaur se dekhna jurm hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #174 on: July 23, 2005, 07:58:16 AM »
Reply with quote
AANKHON MEIN AAJ BHI,
KISI KA INTZAAR LIYE BETHE HAIN,
HUMARI CHAHTON KI BHI INTAAH HAI,
KISI BEWAFA KO PYAR KIYE BETHE HAIN.......



Quote from: "Yoindian Ghunda"
Bebasii jurm hai hauslaa jurm hai ,zindagi teri ik-ik adaa jurm hai
aye sanam tere baare mein kuch sochkar ,apne baare mein kuch sochna jurm hai
yaad rakhna tujhe mera ek jurm tha ,bhool jana tujhe doosra jurm hai
kya sitam hai ke tere hasin shehar mein ,har taraf gaur se dekhna jurm hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #175 on: July 26, 2005, 12:31:12 PM »
Reply with quote
bewafaon ne dil ko jalaya hai,
humne unhi ke dard ko mitaya hai,
unhe hume apne se door kiya,
aur humne unki yaadon ko gale lagaya hai......
Logged
rajagrawal
Guest
«Reply #176 on: August 05, 2005, 02:46:19 PM »
Reply with quote
Dil ko dhadkana tumhe yaar ne sikhaya,
Aankhon ko rulana bhi yaar ne sikhaya
kaise kahete ho bewafa yaar ko,
Pyar karna bhi tumhe yaar sikhya
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #177 on: August 09, 2005, 10:01:46 AM »
Reply with quote
beshak hume pyar karna yaar ne sikhaya hai,
pur pyar ko nibhaya bhi jaata hai,
jo beech raah chod de saath tumhara,
wo saccha pyar kahan kehlata hai.....


Quote from: "rajagrawal"
Dil ko dhadkana tumhe yaar ne sikhaya,
Aankhon ko rulana bhi yaar ne sikhaya
kaise kahete ho bewafa yaar ko,
Pyar karna bhi tumhe yaar sikhya
Logged
rajagrawal
Guest
«Reply #178 on: August 09, 2005, 12:45:13 PM »
Reply with quote
Beech raah mein chod gaye,
pyar adhura tood gaye...
adhura pyar hargij pyar nahi,
jhoote yaar ka koi aitbar nahi...

Mushkilen Dil Ke Iradey Aazmayenge,
Khawaboon Ke Parde Neegahoan Se Hatayage,
Girkar Hausla Maat Haarna Ae Doost,
Ye Thokaren He Tujhe Chalnla Shikayage!


Quote from: "Ninaah"
beshak hume pyar karna yaar ne sikhaya hai,
pur pyar ko nibhaya bhi jaata hai,
jo beech raah chod de saath tumhara,
wo saccha pyar kahan kehlata hai.....

Logged
Ninaah
Guest
«Reply #179 on: September 05, 2005, 11:56:14 AM »
Reply with quote
pur iss jahan mein wafa aur bewafayee saath rehti hai,
jahan bewafayee hansti hai wonhi bewafayee roti hai,
bewafayee ko wafa se koi sarokaar nahi,
pur wafa apne pyar pur chen umra bhar ka khoti hai.....


Quote from: "rajagrawal"
Beech raah mein chod gaye,
pyar adhura tood gaye...
adhura pyar hargij pyar nahi,
jhoote yaar ka koi aitbar nahi...

Mushkilen Dil Ke Iradey Aazmayenge,
Khawaboon Ke Parde Neegahoan Se Hatayage,
Girkar Hausla Maat Haarna Ae Doost,
Ye Thokaren He Tujhe Chalnla Shikayage!


Quote from: "Ninaah"
beshak hume pyar karna yaar ne sikhaya hai,
pur pyar ko nibhaya bhi jaata hai,
jo beech raah chod de saath tumhara,
wo saccha pyar kahan kehlata hai.....

Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:42:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer