Bewafai!!!!!!!!

by Ninaah on February 11, 2005, 08:07:31 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 13
ReplyPrint
Author  (Read 13923 times)
Ninaah
Guest
«Reply #60 on: March 15, 2005, 12:17:33 PM »
Reply with quote
RAATON KO JAAG JAAG KAR HUM TUJHE YAAD KARTE HAIN,
KHUDA SE TERI SALAMATI KI HAMESHA FARIYAAD KARTE HAIN,
TU KHUSH HO TO HUM BHI KHUSH HO JAAYEIN ZINDAGI SE,
YAHI SOCH SOCH KAR APNE HASIN LAMHE AABAAD KARTE HAIN....




Quote from: "fakharenaveed"

Dil tak mere tere dil ki ek awaaz aati hai
Aaj phir teri mujhe bohot yaad aati hai
pata nahi kaise guzar rahi hogi zindagi ko tu
teri zindagi ka soch ker mujhe teri zindagi yaad aati hai


Khayal koi aaye to khojahtein hain
aankhon mein dard ho to rojahtein hain
neend waise to nahi aati humein sahar
khayaloon mein tum aaogi yehi sooch kar so lete hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafai by Ghazal888 in Urdu Poets
bewafai by yok55555 in Other Languages
bewafai by yok55555 in Other Languages
Bewafai by Rajput Deewana in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafai by vinery in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #61 on: March 27, 2005, 03:33:54 AM »
Reply with quote
Mat Muskurao itna
ke phoolon ko khabar lag jaye,
Ke kare woh tumhari tareef,
Aur tumhe nazar lag jaye.
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #62 on: March 29, 2005, 06:33:12 AM »
Reply with quote
ab to nazar bhi humse bach kar nikalti hai,
ab to dard ko seh kar he meri tabhiyat sambhalti hai....



Quote from: "fakharenaveed"
Mat Muskurao itna
ke phoolon ko khabar lag jaye,
Ke kare woh tumhari tareef,
Aur tumhe nazar lag jaye.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #63 on: March 30, 2005, 10:53:31 PM »
Reply with quote
MERI NZAR TU TUM PE HI TEHRI HAI


IN NZROON KI BATA NA KROO TUM
YEH TU DHOKA DILA DETI HAIN HUM KO
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #64 on: March 30, 2005, 10:56:54 PM »
Reply with quote
MERI NZAR TU TUM PE HI TEHRI HAI


IN NZROON KI BATA NA KROO TUM
YEH TU DHOKA DILA DETI HAIN HUM KO
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #65 on: March 31, 2005, 07:19:45 AM »
Reply with quote
dhoke se he sahi pur zindagi khushgawaar hoti hai,
patjhad ke mausam mein bhi bahaar hoti hai....

Quote from: "fakharenaveed"
MERI NZAR TU TUM PE HI TEHRI HAI


IN NZROON KI BATA NA KROO TUM
YEH TU DHOKA DILA DETI HAIN HUM KO
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #66 on: March 31, 2005, 07:26:16 AM »
Reply with quote
KHUSHIEON KI AARZO MAIN MUQADER BI SOU GAIN
AANDHI CHALI KUCH AISE KAY APPNAY BI KHO GAIN ..
KIA KHOOB THAA TUMARA YE ANDAZ DOSTON
HAUMDARD BEN KER AIAN THAY KANTAY CHUBHO  KAI CHALAI GAYAI
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #67 on: March 31, 2005, 10:11:28 AM »
Reply with quote
nice one amit ji,

gulshan mein  phoolon ko dhundhoge,
to kaanto ka bhi didaar hoga,
saccha pyar  to wohi hai,
jise phoolon ke saath kaanton se bhi pyaar hoga....



Quote from: "amit_is_always_cool"
KHUSHIEON KI AARZO MAIN MUQADER BI SOU GAIN
AANDHI CHALI KUCH AISE KAY APPNAY BI KHO GAIN ..
KIA KHOOB THAA TUMARA YE ANDAZ DOSTON
HAUMDARD BEN KER AIAN THAY KANTAY CHUBHO  KAI CHALAI GAYAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #68 on: April 02, 2005, 07:17:54 AM »
Reply with quote
PATJHAD K MOSAM K BAAD JAB BHI BHAAR ATI HAI
ISI TRAH AIK ZKHAM K BAAD MERI ZINDGI MEIN KHUSHI ATI HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #69 on: April 03, 2005, 01:45:58 AM »
Reply with quote
Jo as kay samnay mera ye hall a jay
To dukh say aor bhi as par jamal a jay

Mera khial bhi gunhgro pahan kay nachay ga
Agar khial ko tera khial a jay

Har aik shaam naye khwab as pay karhay gay
Hamaray hath agar teri shaal a jay

Anhi dino wo meray sath chay peeta tha
Kahin say kash mera pichla saal a jay

May apnay gam kay khazany kahan chupaoon ga
Agar kahin say koi andi maal a jay

Har aik bar naye dhang say sajayen tujhee
Hamaray hath jo pholoon ki daal a jay

Ye dobta howa soraj tahar na jay wasi
Agar wo samnay waqte zawal a jay
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #70 on: April 15, 2005, 10:47:14 AM »
Reply with quote
har zakhm pyar ka hum pyar se sehlaayenge,
hur baddua teri apne liye hum ankhon se lagayenge,
pur tera dil kabhi na toote aur teri har khawahish ho poori,
nahi to hum khud ko maut se pehle he mara paayenge.....



Quote from: "fakharenaveed"
PATJHAD K MOSAM K BAAD JAB BHI BHAAR ATI HAI
ISI TRAH AIK ZKHAM K BAAD MERI ZINDGI MEIN KHUSHI ATI HAI
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #71 on: April 15, 2005, 11:50:22 PM »
Reply with quote
nice work nini dear............


yaar am not in good mode today...............


i am worry for you.........................
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #72 on: April 16, 2005, 11:25:28 AM »
Reply with quote
dear faree i m quiet fine..... dont worry about me....

tu gar udaas hoga to zindagi mujh se ruth jaayegi,
teri udasi ke saaye mein zindagi ki dor tut jaayegi,
isliye mat ho udaas mere liye "Faree",
tere udas hone se zindagi mere hathon se chut jaayegi....




Quote from: "fakharenaveed"
nice work nini dear............


yaar am not in good mode today...............


i am worry for you.........................
Logged
pandit
Guest
«Reply #73 on: April 16, 2005, 11:42:11 AM »
Reply with quote
wah ninah..........
dard e judai sah sah k hai ye haal mera,
zindagi me nahi raha koi jashn mere,
jo bhi thi khushiya lut gaye ek hi pal me,
issliye hai veerani hai chaaye zindagi me mere.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #74 on: April 16, 2005, 11:59:35 PM »
Reply with quote
thanx for ur reply.................LEKIN NINI TUM AAJ KAL APNA KHYAL RKHOO OKEY


Meri sason main tere pyaar ki khushbu aati hai,
dur se kahi tere kadamon ki aahat sunai deti hai,
dil se dil gar mil jaye,
to dekhen, ab ke kis rang main bahar aati hai.



Quote from: "Ninaah"
dear faree i m quiet fine..... dont worry about me....

tu gar udaas hoga to zindagi mujh se ruth jaayegi,
teri udasi ke saaye mein zindagi ki dor tut jaayegi,
isliye mat ho udaas mere liye "Faree",
tere udas hone se zindagi mere hathon se chut jaayegi....




Quote from: "fakharenaveed"
nice work nini dear............


yaar am not in good mode today...............


i am worry for you.........................
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:24:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer