*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
«Reply #15 on: December 15, 2010, 03:01:28 PM » |
|
sab khair hai khwaish ji.tussi fikr na karo... bas yunhi apni shabdon ki muskaan bikherte raho.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #16 on: December 15, 2010, 03:13:25 PM » |
|
sab khair hai khwaish ji.tussi fikr na karo... bas yunhi apni shabdon ki muskaan bikherte raho.....
Anuji.Sahbdon ki muskaan Aap Humesha Bikherte Ho Aur Humesha Yuhi Rehna..Aur Ek Guuzarish Aapse, Plz Yeh Tasveer hata Do...Achi Nahi Lagi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #17 on: December 15, 2010, 03:18:03 PM » |
|
kasak ji apki post ke reply me kuch he ...umiid he apko pasand aye...
Apno Ke Sath To Raha Karte He Sabhi Unse Dur Ho Jane Ki Saja Ka, Maja Hi Kuch Aur He
Tere Pyar Ki Tasalli He Dil Me Ab Chahe Tu Karib Na Sahi Tuje Dur Se Chahne Ka, Maja Hi Kuch Aur He
Tuje Pa Lunga To Yakinan Ye Junun Kahtm Sa Ho Jayega Lekin Teri Mulakato Ki Yadoo Me Doob Jane Ka, Maja Hi Kuch Aur He
Hum To Uu Hi Chaha Karenge Tuje Sadiyo Tak Jese Chand Ko Chahta Koi Chakor He
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #18 on: December 15, 2010, 04:59:32 PM » |
|
<>*Bht haseen the wo pal *<>
Bht haseen the wo pal jab main roz tumse mila karti thi Sajti thi sanwarti thi roz ek naye rang me dhala karti thi
Mehak uthti thi meri sansein jab main teri soch se machalti thi Khanak uthti thi ye hasi jab tujhe khud me mehsus kiya karti thi
Ladkahadte kadmon se jab main tere kareeb se jaya karti thi Thaam loge mujhe tum apni baahon me isly khudko aazmaya karti thi
Aaj bhi sanwarti hun main aur nikharti hun main usi tarah magar Nahin hai wo bat mere shringaar me jo tere liye sajne pe hua karti thi
Khona padta hai aaj bhi mujhe unn mazboot baahon k ghere me Par nahin wo athkheliyan jo tujhe mehsus bhar kar lene se hua karti thi
Aajao k ab to nahin sahi jaati ye jalan ye tadap mahobbat me doorie ki Tujh bin beete har kaali raat yahan ..mujhe kaali naagin si dasa karti thi…!!! bahut khoob kasak ji behad mhbt aur sath hi tadap se bhare hai apke alfaz sach kahu tou merre dil ka haal apne bayan kiya hai...bahut khoob..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #19 on: December 15, 2010, 05:09:36 PM » |
|
rajaji kuch mujhe bhi kehna hai...aapke reply me.....
Ye dard aur tadap inaam hai agar hamari mahoobbat ka Hai iis tadap me jo maza tujhe aata to ye saza mujhe manzur hai
Har raat ka ye tamasha mujhe kuch aur badal jata hai Ye badlav mera tujhe pasand hai to ye bhi mujhe manzur hai
Dur rehkar tujhse jo seh rahi hun main har pal Tujhe maza aata hai ye sab sehkar to ye sehna bhi manzur hai
Har tadap har julm zamane ka seh lungi main tere liye Gar mere ashk apne daaman se ponchna tujhe manzur hai…!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #20 on: December 15, 2010, 06:41:23 PM » |
|
rajaji kuch mujhe bhi kehna hai...aapke reply me.....
Ye dard aur tadap inaam hai agar hamari mahoobbat ka Hai iis tadap me jo maza tujhe aata to ye saza mujhe manzur hai
Har raat ka ye tamasha mujhe kuch aur badal jata hai Ye badlav mera tujhe pasand hai to ye bhi mujhe manzur hai
Dur rehkar tujhse jo seh rahi hun main har pal Tujhe maza aata hai ye sab sehkar to ye sehna bhi manzur hai
Har tadap har julm zamane ka seh lungi main tere liye Gar mere ashk apne daaman se ponchna tujhe manzur hai…!!!
Bahut khoob ANU Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #21 on: December 15, 2010, 06:59:22 PM » |
|
thnx sir ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #22 on: December 16, 2010, 05:05:50 AM » |
|
kasak bht hi sundar reply diya he apne.........lovely.....baki ki tariif me dusro ke liye chod raha hu akhir wo bhi to kuch karenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #23 on: December 16, 2010, 12:22:39 PM » |
|
Unki taariff tou hum roz karte hain, kabile taariff hain wo, jaante hain sab Par aaj aapki tariff karne ka jo mauka mila hai usska mazaa kuchh aur he hai....... Yu tou aksar Kasak-di kay he kalaam padh kar machalte rehte hain hum MG Par kasak ki kasak mai likhe aapke nagme padhne ka mazaa he kuchh aur hai
Yu tou Mohbbat-Romaance kay kisse kahaaniyein roz padhte hain Par aap kay shabdon mai padhne ka mazaa kuchh aur he hai MGji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #24 on: December 16, 2010, 01:54:28 PM » |
|
kasak ki kasak me likhe nagme ? mohhabt romance ke kissey mere sahbdo me ? ye kaha pad liye apne ? mene kab likh diye muje bhi bata dijiye ....please
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #25 on: December 16, 2010, 04:58:45 PM » |
|
Ye hawaayein gungunaati hain..... Fizaayein shor machati hain...... Jaane kya kya keh jaati hain......
Ye lafz bhee tou bolte hain..... Bhale he Pehna hai kala chasmaa par ye nazarein bhi tou kuchh kehti hain......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
shiba
Guest
|
|
«Reply #26 on: December 16, 2010, 07:21:08 PM » |
|
Behad Khoobsurat Peshkash Kasak Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajah Harish
Guest
|
|
«Reply #27 on: December 16, 2010, 09:42:14 PM » |
|
Ye hawaayein gungunaati hain..... Fizaayein shor machati hain...... Jaane kya kya keh jaati hain......
Ye lafz bhee tou bolte hain..... Bhale he Pehna hai kala chasmaa par ye nazarein bhi tou kuchh kehti hain...... Good one Koyal Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #28 on: December 17, 2010, 01:42:25 AM » |
|
Mast masssssssssstaaaaaaaaaaaaammmmmmmm aapke apne shabdo mai....... Mat yaad dilaao tum un beete lamho ki......ab bhee band baj jaati hai....... Jab hum they...tum they....aur samaa rangeen........raat sangeen.... <>*Bht haseen the wo pal *<>
Bht haseen the wo pal jab main roz tumse mila karti thi Sajti thi sanwarti thi roz ek naye rang me dhala karti thi
Mehak uthti thi meri sansein jab main teri soch se machalti thi Khanak uthti thi ye hasi jab tujhe khud me mehsus kiya karti thi
Ladkahadte kadmon se jab main tere kareeb se jaya karti thi Thaam loge mujhe tum apni baahon me isly khudko aazmaya karti thi
Aaj bhi sanwarti hun main aur nikharti hun main usi tarah magar Nahin hai wo bat mere shringaar me jo tere liye sajne pe hua karti thi
Khona padta hai aaj bhi mujhe unn mazboot baahon k ghere me Par nahin wo athkheliyan jo tujhe mehsus bhar kar lene se hua karti thi
Aajao k ab to nahin sahi jaati ye jalan ye tadap mahobbat me doorie ki Tujh bin beete har kaali raat yahan ..mujhe kaali naagin si dasa karti thi…!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #29 on: December 17, 2010, 07:06:29 AM » |
|
Thanks Harish Rajahji.....aap kab se Rajaji ho gaye janaab.....yu kyu badal rahe ho tum ID....CONFUSING HAI REEEEEEEEEEEEEEEEE Good one Koyal Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|