Bhulana ho jinhein unkO Bhala kaysay Bhulatay hein

by shami on September 21, 2005, 07:52:12 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1007 times)
shami
Guest
Reply with quote
Bhulana ho jinhein unkO Bhala kaysay Bhulatay hein

Judai daynay walay tum say ummed-e-wafa kaysi
Taluq tOOt Jaa  a jab
MOhabbat rOth Jaa a jab
Tu phir rasm-e-dua kaysi
Milan ki Eltija kaysi

Bhanwer mein dolti kashti pay Sahil ki Tamanna kiya
Ukhertay Saans hOO.n tu zindagi ki AarzO bhe kiya
JO manzil khO chuki hO uski phir say Justujo bhe kiO

Raza a dost per acha________sar-e-tasleem khum kerna
Sisaknay say yahi behter hay na ummed he kerna

Magar dil tumhein kis waastay say yaad rakha hay
Tumhein kiO shairi mein aaj tak Aabaad rakha hay
Abhe tak mein nay kiO khud ko Bohat barbaad rakha hay
Hawa ki dosh mein kiO naghma-e-faryaad rakha hay

Judai daynay walay Aashna E ki qasam tum kO
Tumhari bewafa-e-kaj Ada E ki qasam tum kO
Mujhay itna bata dayna

Wafa ki chahatOO.n ki mash al-e-kaysay bhujatay hein
Nishaa.n kaysay mitatay hein
Bhulana ho jinhein unkO Bhala kaysay Bhulatay hein
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kaysay bhoolayga by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
!!__-Bhala Kasy Bhulate Hain-__!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
intezaar kab tak haa karenge bhala by arifuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
®risto me doori bhala® by sarfira in Shairi - E - Zindagi
shami
Guest
«Reply #1 on: September 21, 2005, 11:58:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "shami"
Bhulana ho jinhein unkO Bhala kaysay Bhulatay hein

Judai daynay walay tum say ummed-e-wafa kaysi
Taluq tOOt Jaa  a jab
MOhabbat rOth Jaa a jab
Tu phir rasm-e-dua kaysi
Milan ki Eltija kaysi

Bhanwer mein dolti kashti pay Sahil ki Tamanna kiya
Ukhertay Saans hOO.n tu zindagi ki AarzO bhe kiya
JO manzil khO chuki hO uski phir say Justujo bhe kiO

Raza a dost per acha________sar-e-tasleem khum kerna
Sisaknay say yahi behter hay na ummed he kerna

Magar dil tumhein kis waastay say yaad rakha hay
Tumhein kiO shairi mein aaj tak Aabaad rakha hay
Abhe tak mein nay kiO khud ko Bohat barbaad rakha hay
Hawa ki dosh mein kiO naghma-e-faryaad rakha hay

Judai daynay walay Aashna E ki qasam tum kO
Tumhari bewafa-e-kaj Ada E ki qasam tum kO
Mujhay itna bata dayna

Wafa ki chahatOO.n ki mash al-e-kaysay bhujatay hein
Nishaa.n kaysay mitatay hein
Bhulana ho jinhein unkO Bhala kaysay Bhulatay hein



Reply tu kerdo kaysi lagi Aap Loog sirf Read ker laytay ho batatay bhe nahi ho sad5
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: September 21, 2005, 10:18:02 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob shammi ji!!!! Itna appto@gussa.com ho gai!!!

sorry itni posts hoty hai ki sari parri hi nahi jaati!!!!

per apne likha bahoot acha hai!!!!
Logged
shami
Guest
«Reply #3 on: September 22, 2005, 05:33:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah bahoot khoob shammi ji!!!! Itna appto@gussa.com ho gai!!!

sorry itni posts hoty hai ki sari parri hi nahi jaati!!!!

per apne likha bahoot acha hai!!!!
Dear Pooja ji How r u, I hope u will b fine & doing well thanks 4 Reply. Mein@gussa.com nahi hoon But mujhay Lagta hay k aap k our  shyama k elawa meri Poetry kisi ko ache nahi lagti Pehlay tu meinay yay socha k kisi ko bhe achi nahi Lagti mager jab shyama nay reply kiya tu meinay socha chalo kisi ko tu achi lagi uskay baad tu usnay bhe kisi Poetry ka reply nahi kiya Is liyay meinay kaha k aap  loog Sirf Read ker laytay ho batatay bhe nahi kaysi poetry hay our bas & again thanks 4 reply babyee Take care.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:42:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer