bichad kar tujhse..........................

by pandit on April 18, 2005, 05:05:40 PM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 4491 times)
pandit
Guest
Reply with quote
kaha tha tumne kabhi mujhse door na jaana,
magar teri baat ko humne  na maana,
door huye to hai tumse to kya,
har din ko tere yaado me har raat ko tere sapno me paaya.

hoon door rahkar bhi zinda yaha,
roshni zindagi ka khoya hai jaane kaha,
ki har roz tere naam se hoti hai subah,
raato ko  jaagte hai jab sota hai saara jaha.

tere julfo ki wo ghataye yaad aati hai,
tere aankho ki gahariyon raaten doob jaate hai,
tumhare saath gujare huye lamho ki yaad,
tere saath hone ka ehsaas dila jaate hai.
Logged
Talat
Guest
«Reply #1 on: April 18, 2005, 05:07:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"

Bohot Khoob Pandit ...kya baat hai !!!!!!!!!!!!!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #2 on: April 18, 2005, 05:08:12 PM »
Reply with quote
thanx talat ji............................................... ..............................................
Logged
pandit
Guest
«Reply #3 on: April 18, 2005, 05:18:22 PM »
Reply with quote
dil me teri tasweer chupa rakhi hai,
zindagi ko tere naam kar rakhi hai,
hum aaj door hai lekin,
tujhse milne ki chah ab bhi dil me rakhi hai.
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: April 18, 2005, 05:32:38 PM »
Reply with quote
tu door hai mujhse phir bhi qareeb hai
main tera pyar hu ye mera naseeb hai
beeti hui yaadin khushbu ki tarah hain
jo pyar ho aisa to koi kya ghareeb hai ?
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: April 18, 2005, 05:35:55 PM »
Reply with quote
wah talat ji.........
zindagi ko tere jaise sahare ki zarurat hai,
gar tu mere paas hai to zindagi khoobsurat hai,
ye pyaar nahi aasaan,
isse bhi jamane se lad kar jeetne ki zarurat hai.
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: April 18, 2005, 05:37:55 PM »
Reply with quote
zindagi ko ek khoobsurat sahara mila hai
tu kya mila hai mujhe jahan sara mila hai
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: April 18, 2005, 05:40:57 PM »
Reply with quote
gud talat ji.........
jab saath hai tera to kami kya hai baharo ki,
ki aajao paas hamre dard kam karo dhadkano ki.
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: April 18, 2005, 05:49:11 PM »
Reply with quote
jab saath hai tera to do jahan hai saath
phoolon pe chale hum, haathon me haath
Logged
nishita
Guest
«Reply #9 on: April 19, 2005, 10:46:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
kaha tha tumne kabhi mujhse door na jaana,
magar teri baat ko humne  na maana,
door huye to hai tumse to kya,
har din ko tere yaado me har raat ko tere sapno me paaya.

hoon door rahkar bhi zinda yaha,
roshni zindagi ka khoya hai jaane kaha,
ki har roz tere naam se hoti hai subah,
raato ko  jaagte hai jab sota hai saara jaha.

tere julfo ki wo ghataye yaad aati hai,
tere aankho ki gahariyon raaten doob jaate hai,
tumhare saath gujare huye lamho ki yaad,
tere saath hone ka ehsaas dila jaate hai.

kya baat hai... pandit ji.. bohat khoob  Usual Smile
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #10 on: April 19, 2005, 10:57:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
kaha tha tumne kabhi mujhse door na jaana,
magar teri baat ko humne  na maana,
door huye to hai tumse to kya,
har din ko tere yaado me har raat ko tere sapno me paaya.

hoon door rahkar bhi zinda yaha,
roshni zindagi ka khoya hai jaane kaha,
ki har roz tere naam se hoti hai subah,
raato ko  jaagte hai jab sota hai saara jaha.

tere julfo ki wo ghataye yaad aati hai,
tere aankho ki gahariyon raaten doob jaate hai,
tumhare saath gujare huye lamho ki yaad,
tere saath hone ka ehsaas dila jaate hai.

bahut hi acche pandit

yeh kis tarh se yaad aa rahe ho,
aankhen band hai phir bhi nazar aay rahe ho.
lagta hai sadiyan beet gayie bichude hue,
abhi bhi baki hai kushboo teri sanson ki aashiyane mai.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #11 on: April 19, 2005, 11:09:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "vikas2210"
Quote from: "pandit"
kaha tha tumne kabhi mujhse door na jaana,
magar teri baat ko humne  na maana,
door huye to hai tumse to kya,
har din ko tere yaado me har raat ko tere sapno me paaya.

hoon door rahkar bhi zinda yaha,
roshni zindagi ka khoya hai jaane kaha,
ki har roz tere naam se hoti hai subah,
raato ko  jaagte hai jab sota hai saara jaha.

tere julfo ki wo ghataye yaad aati hai,
tere aankho ki gahariyon raaten doob jaate hai,
tumhare saath gujare huye lamho ki yaad,
tere saath hone ka ehsaas dila jaate hai.

bahut hi acche pandit

yeh kis tarh se yaad aa rahe ho,
aankhen band hai phir bhi nazar aay rahe ho.
lagta hai sadiyan beet gayie bichude hue,
abhi bhi baki hai kushboo teri sanson ki aashiyane mai.

yaadein agar bas main hoti
tuh hum yaad banhne na dete
rakhte sada dil main chupa ke unhe
haqiqaat ko kabhi marne na dete
Logged
pandit
Guest
«Reply #12 on: April 19, 2005, 02:53:47 PM »
Reply with quote
thanx nishi ji............................................... .................................
Logged
pandit
Guest
«Reply #13 on: April 19, 2005, 03:00:11 PM »
Reply with quote
thanx vikas n sandhya ji............................................... ..............................
Logged
pandit
Guest
«Reply #14 on: April 19, 2005, 03:06:53 PM »
Reply with quote
hume apne pyaar par aaj bhi  hai naaz,
hasrato se chahte hai tujhe ye hai ek raaz,
tere har ek dard ko sahenge haste huye,
daude huye aayenge sun kar teri aawaz.
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:07:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer