bin tumhare.................

by ranjana on May 16, 2006, 12:56:59 AM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 4269 times)
Sonu
Guest
«Reply #30 on: May 19, 2006, 07:07:20 AM »
Reply with quote
Shukriya Ranju... bahut khoob

en shabado key jal mey mat uljo tum
key suljatey suljatey atak jaogey
meyrey dard key ehsas ko mat samjhu
nahi to dard key seylab mey dub jaoawgey


Quote from: "ranjana"
Quote from: "Sonu"
bahut khoob Ranju... javab nahi apka... bahut hi acha likha hai..

lagaa ke kalank maathey par mere
woh hanss rahe hain dekho zaraa
akela rah gayeh par kahti hoon
karne se pyar pahley tum samjho zaraa



jawab toh aapaka bhi nahi Sonu .sochne per majbur kar deti hai lines tumahri....... Usual Smile


mere sahbad mujh tak hi simat kar rah gaye
aansu mere  aankho se beh kar rahe gaye
tumne kab paaya mere dard ka abhaas
mere saare sapne bas adhure se reh gaye......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
*~*Hum Tumhare Hain....Tumhare Sanam ! *~* by *~*Pakeezah Aanchal*~* in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Tumhare bina by sanjaytiwari in Shayri for Dard -e- Judai
TUMHARE LIYEA... by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3 4  All »
***Tumhare Bina*** by AVTAR RAYAT in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tumhare Bin....!!! by Dil Shah in Share:Love Poetry
ranjana
Guest
«Reply #31 on: May 19, 2006, 07:19:59 AM »
Reply with quote
dard aankho se chalka hai, hotho ne chuchaap saha hai
dard ziddi mehmaan hai bahano se bhi kab gaya hai
pata nahi yeh dard kis mitti ka bana hai
yah pind nahi chorta , mooh bhi nahi morta
bas dard toh dard hai jo is dil mein jama hai
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #32 on: May 19, 2006, 06:07:16 PM »
Reply with quote
achcha hain ranjana...

priyathama tujhe meri namaskar hain...
dard se likhi hui ek vichar hain...

jaan tha hoon main tere mann
aur jaan tha hoon teri asha bhi
phool jaisa hriday hain tera
aur madhu jaise baatein...

teri aasra ke chao mein
santosh ke mahal main
jeevan bitaane ki aasha hain
aise sapne hazaar hain

sab kuch chaha maine
sab kuch poocha maine
par kuch bhi nahin paya...

meri mann ke baaton ko
aansuon ki boondon se likha maine
tujhko bhej rahi hoon main
is dil ko dard de rahi hoon main

tera raah hi alag hain jaana
aur mera jeevan ke raasta bhi
hum mil nahin sakte ab
baaki hain maut ke jawab...

tu mujhse shikayat mat karo
kuch bhi kaha na karo
agar main door chale gaya toh bhi...

priyathama...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #33 on: May 19, 2006, 09:29:18 PM »
Reply with quote
Ranju bahut khoob bahut acha likha apney....

::::: vo hum per setam dhatey gaye hum muskuratey rahey,
vo dil jalatey rahye hum gahv badatey gaye,
vo jub tak marham latey tub tak hum duniya ko pyarey hu gaye:::::::::::


Quote from: "ranjana"
dard aankho se chalka hai, hotho ne chuchaap saha hai
dard ziddi mehmaan hai bahano se bhi kab gaya hai
pata nahi yeh dard kis mitti ka bana hai
yah pind nahi chorta , mooh bhi nahi morta
bas dard toh dard hai jo is dil mein jama hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #34 on: May 19, 2006, 09:32:11 PM »
Reply with quote
Manjoo bahut khoob...

::::::humey vadey kerna chuda deya,
keo ki vadey to tut jatey hai ek tuteey sheyhey ki thra
humey un vado ko tutey huye deykha hai,
yeo to chalak jatey hai jaam en madbahir ahkhu sey
mager enmey abhi tak kesi ney doob ker deykhaa kha hai,
hum nahi roktey inney jaam beensey sey
 keo ki yeao to ek ashiqo ka dharamsaha hai. ::::::


Quote from: "mrkotians"
achcha hain ranjana...

priyathama tujhe meri namaskar hain...
dard se likhi hui ek vichar hain...

jaan tha hoon main tere mann
aur jaan tha hoon teri asha bhi
phool jaisa hriday hain tera
aur madhu jaise baatein...

teri aasra ke chao mein
santosh ke mahal main
jeevan bitaane ki aasha hain
aise sapne hazaar hain

sab kuch chaha maine
sab kuch poocha maine
par kuch bhi nahin paya...

meri mann ke baaton ko
aansuon ki boondon se likha maine
tujhko bhej rahi hoon main
is dil ko dard de rahi hoon main

tera raah hi alag hain jaana
aur mera jeevan ke raasta bhi
hum mil nahin sakte ab
baaki hain maut ke jawab...

tu mujhse shikayat mat karo
kuch bhi kaha na karo
agar main door chale gaya toh bhi...

priyathama...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #35 on: May 20, 2006, 02:45:47 AM »
Reply with quote
luta di hai apni har khushi maine tujh per
sara jag jaane yeh afsanaa....
aaj puchti hun tumse ,
yeh razz tumhi ne  na kyu jaana
mere  armaan hai jo bhi sab tere naam se saakar karti hun
tere aane ka har pal ab bas main intazar karti hun
Logged
Sonu
Guest
«Reply #36 on: May 20, 2006, 02:58:42 AM »
Reply with quote
bahut khoob ranjana...

dil to hai dil dil ka eytbar keya kiejye
ahhgay jo kesi pey pyar to keya kejeh
yadoo mey teyri khoyee
rato ko mey na soyee
halat yea meyrey men ki janey na janey koi
barso hoo tarsi ahkhey
jagi hai pyasi ratey
ahyee hai atey atey huthu pey dil ki batey
pyar mey dil ka meyrey
 kuch bhi hoo anjam
 beykarari mey hia krar keya kejey
ah gaya jo kesi pey pyar to keya kejey
chayee hai men pey meyrye
madush nena teyrey g
heyrye hai ten per meryey teyri bahoo key gheyrey
dori sahyee na jaye c
hian kahyee na ahye
chalna hai ab to teyri palko key saye saye
bus na chaleyngey sham svarey leykey teyrea nam,
dil dhadkta hai baar baar to kejey
ah gaya jo kesi key payr to keya kejey.


Quote from: "ranjana"
luta di hai apni har khushi maine tujh per
sara jag jaane yeh afsanaa....
aaj puchti hun tumse ,
yeh razz tumhi ne  na kyu jaana
mere  armaan hai jo bhi sab tere naam se saakar karti hun
tere aane ka har pal ab bas main intazar karti hun
Logged
ranjana
Guest
«Reply #37 on: May 20, 2006, 08:06:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
bahut khoob ranjana...

dil to hai dil dil ka eytbar keya kiejye
ahhgay jo kesi pey pyar to keya kejeh
yadoo mey teyri khoyee
rato ko mey na soyee
halat yea meyrey men ki janey na janey koi
barso hoo tarsi ahkhey
jagi hai pyasi ratey
ahyee hai atey atey huthu pey dil ki batey
pyar mey dil ka meyrey
 kuch bhi hoo anjam
 beykarari mey hia krar keya kejey
ah gaya jo kesi pey pyar to keya kejey
chayee hai men pey meyrye
madush nena teyrey g
heyrye hai ten per meryey teyri bahoo key gheyrey
dori sahyee na jaye c
hian kahyee na ahye
chalna hai ab to teyri palko key saye saye
bus na chaleyngey sham svarey leykey teyrea nam,
dil dhadkta hai baar baar to kejey
ah gaya jo kesi key payr to keya kejey.


Quote from: "ranjana"
luta di hai apni har khushi maine tujh per
sara jag jaane yeh afsanaa....
aaj puchti hun tumse ,
yeh razz tumhi ne  na kyu jaana
mere  armaan hai jo bhi sab tere naam se saakar karti hun
tere aane ka har pal ab bas main intazar karti hun



gud song Sonu........................mujhe bhi bahut pasand hai...........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #38 on: May 22, 2006, 07:16:18 AM »
Reply with quote
Ranjana shukriya apko yea gana passend ahya...


Aaj ujaali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab humne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki humain mohabbat se nafrat ho gayi
Logged
ranjana
Guest
«Reply #39 on: May 23, 2006, 02:33:31 AM »
Reply with quote
yeh dil bhi hai kitna chanchal
ek mile toh duje ko pakade
thokar  kha ke bhi na samjhe
yeh aisa hai pagal
jo pyar kare us se ghabraye
dur bhaagate nirmohi ko apne pass bulaaye.......
is dil ki baato ko kaun samjha hai ,aur  kaun samjahye
Logged
Sonu
Guest
«Reply #40 on: May 23, 2006, 05:22:50 AM »
Reply with quote
Wada to ker lete hain
Nibhana bhool jate hain
Lagaaa kar aaag seene main
Bujhana bhool jate hain
Logged
ranjana
Guest
«Reply #41 on: May 24, 2006, 08:04:43 AM »
Reply with quote
dekhe hain kuch rishte aise
jo bahar se jagmagaate hain
khilkhilaate hain....
bheetar se bilkaate
kuch un bartano se
jo hain peetal ke
par upar se sone ka vark chaarate hain...n/m
Logged
Sonu
Guest
«Reply #42 on: May 25, 2006, 03:50:19 AM »
Reply with quote
bahut khoob Ranjana Usual Smile ....

Tujh Bin Zindagi Udaas Hai....
Ja Rahe Ho Phir Se Mujhe Rula Rahe Ho
Sapne Deekha K Deep Bujha Rahe Ho
Kyun Suna Rahe Ho Aur Ab Kyun Tarpa Rahe Ho
Hamari Zindagi Le K Kahan Jaa Rahe Ho

Sagar Toh Hai Meri Zindagi Bhe
Ab Kisko Sagar Bana Rahe Ho

Pass Ana Hai Mushkil Gar Tera
Mujhe Phir Kyun Nahi Bula Rahe Ho
Main Pass Ana Chata Houn Tere
Mujhe Kyun Doori Ka Ehsas Dila Rahe Ho
Kyun Door Jaa Rahe Ho

Kiya Khush Ho Tum Bhe Ya

Meri Tarah Ansoon Baha Rahee Ho

Dil Main Kiya Hai Tere Yeh Janti Houn Main Bhe
Jhooti Hansi Phir Kyun Sab Ko dekha Rahey ho
Pyar Hai Hamari Zindagi Yeh Jantey Ho Tum Bhe
Phir Kyun Isay Tum Sab Se Chupa Rahi Ho

Aajana Jald Se ,Yeh Dil Kahin Lagta Nahi Hai
Hamein Udaas Kar K Tum Yeh Kaha Ja Rahey Ho
Pyar Toh Hai Magar Is Pyar Ko Chupa Rahey Ho
Logged
ranjana
Guest
«Reply #43 on: May 25, 2006, 04:26:58 AM »
Reply with quote
its really amazing Sonu..........................i enjoyed each line..........lovely

uljhe uljhe tede mede sawalo ki tarah
waqt gujara hai jaise sehara mein virrono ki tarah

khat mein likhte they kabhi tum apne chahre ki thakan
ab woh khat aate nahi hai gujare saalo ki tarah

tum ko mere shehar se wapas na jana thaa kabhi
maan jaao laut bhi aao khaylao ki tarah.......

puchati hain jab bhi sakhiyaan pichalee baato ka sabab
main bikhar jaati hun raato mein ujaalo ki tarah......

reshami yaado ke manjar jab bhi kabhi laharaye hain
'ranjana" uljhi hai apne gird jaalo ki tarah......n/m
Logged
Sonu
Guest
«Reply #44 on: May 25, 2006, 05:08:25 AM »
Reply with quote
Ranjana thanks... apko her ek lines achi lagi... bahut bahut shukriya... humarey dil key jazbat apko passend ahye...

apney bhi bahut acha likha hia.... wonderful :oops:

Dilo mein pyar tha,
sabhi ko aitbaar tha.
Magar tum nahi the,
bus isi bat ka dard  tha.

Jaise bhi ho dost sahi,
par unka koi jodh nahi.
Unke liye dil,jaan kya,
saara jeevan kurbaan tha.

Ab jana dard hai apno ka,
kyu bhujha diya hai sapno ka.
Saayad mere jeevan ka woh,
aakhiri bahar tha.

Dilo mein pyar tha,
sabhi ko aitbaar tha.
Magar tum nahi the,
Bus isi bat ka dard tha.

Quote from: " ranjana"
its really amazing Sonu..........................i enjoyed each line..........lovely

uljhe uljhe tede mede sawalo ki tarah
waqt gujara hai jaise sehara mein virrono ki tarah

khat mein likhte they kabhi tum apne chahre ki thakan
ab woh khat aate nahi hai gujare saalo ki tarah

tum ko mere shehar se wapas na jana thaa kabhi
maan jaao laut bhi aao khaylao ki tarah.......

puchati hain jab bhi sakhiyaan pichalee baato ka sabab
main bikhar jaati hun raato mein ujaalo ki tarah......

reshami yaado ke manjar jab bhi kabhi laharaye hain
'ranjana" uljhi hai apne gird jaalo ki tarah......n/m
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:02:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer