BOHAT YAAD AATA HAI

by Qutubuddin on April 16, 2005, 08:20:57 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1362 times)
Qutubuddin
Guest
Reply with quote
BOHAT YAAD AATA HAI


Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

woh mera teri aankhon ke samandar main uttar jaana
aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana

teri awaaz ke saher se na nikal paana
tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana

bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon
na teri yaad main reh ke tere saath ka sochoon

bhoola doon saari yaadon ko ke  jin se Dil tarapta hai
ke jin se tais utth ti hai ke jin se dard hota hai

magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai
tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai

to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena
teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna

tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai
woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai



Ques...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bohat hi yaad aata hai mere Di...... by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
BOhat YAAD ATEe hoon BOhat ................................. by muneeb in Ghazals
Bohat yaad aati hai tu by muneeb in Shayri-E-Dard
Teri yaad bohat aayi... by MøÐëRñ ÐëvDå$ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh by Nadaan Alone in Shayeri for Dard -e- Bewafai
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: April 16, 2005, 08:30:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
BOHAT YAAD AATA HAI


Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

woh mera teri aankhon ke samandar main uttar jaana
aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana

teri awaaz ke saher se na nikal paana
tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana

bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon
na teri yaad main reh ke tere saath ka sochoon

bhoola doon saari yaadon ko ke  jin se Dil tarapta hai
ke jin se tais utth ti hai ke jin se dard hota hai

magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai
tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai

to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena
teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna

tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai
woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai



Ques...
superb qutub ji ........

"Unki yaadon ke sahare ab hai zindagi,
 paas nahi woh door hi sahi.......,
 ankho me samandar thhame hain ham,
 tum to keh ke chale gaye...par kaise jiyein bin tumhare ham."
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #2 on: April 16, 2005, 08:34:38 AM »
Reply with quote
Well replied and well said Nidhi..

"
Unki yaadon ke sahare ab hai zindagi,
paas nahi woh door hi sahi.......,
ankho me samandar thhame hain ham,
tum to keh ke chale gaye...par kaise jiyein bin tumhare ham.
"

Ques....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #3 on: April 16, 2005, 08:40:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Qutubuddin"
Well replied and well said Nidhi..

"
Unki yaadon ke sahare ab hai zindagi,
paas nahi woh door hi sahi.......,
ankho me samandar thhame hain ham,
tum to keh ke chale gaye...par kaise jiyein bin tumhare ham.
"

Ques....
Thank u qutub ji.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: April 16, 2005, 08:53:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Qutubuddin"
BOHAT YAAD AATA HAI


Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai
woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

woh mera teri aankhon ke samandar main uttar jaana
aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana

teri awaaz ke saher se na nikal paana
tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana

bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon
na teri yaad main reh ke tere saath ka sochoon

bhoola doon saari yaadon ko ke  jin se Dil tarapta hai
ke jin se tais utth ti hai ke jin se dard hota hai

magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai
tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai

to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena
teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna

tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai
woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai



Ques...
superb qutub ji ........

"Unki yaadon ke sahare ab hai zindagi,
 paas nahi woh door hi sahi.......,
 ankho me samandar thhame hain ham,
 tum to keh ke chale gaye...par kaise jiyein bin tumhare ham."


wow..............qutubuddin  bhai...............nidhi.....very  nice  reply  nidhi.....bahot  khoob.........

Yaadon Ki Rah Guzer Mein Maine Kya Haal Bana Rakha Hai
Muddaten Hogayee  Hain Humein Chaltay Chaltay
Khatum Ho Jaayenge  Jo Do Chaar Kadam  Aur Challenge..
Wo Zamana Teri Mohabat Ka Aik Bhooli Hue Kahani Hai .............
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #5 on: April 16, 2005, 08:57:18 AM »
Reply with quote
Very well said waheed...

"
Yaadon Ki Rah Guzer Mein Maine Kya Haal Bana Rakha Hai
Muddaten Hogayee Hain Humein Chaltay Chaltay
Khatum Ho Jaayenge Jo Do Chaar Kadam Aur Challenge..
Wo Zamana Teri Mohabat Ka Aik Bhooli Hue Kahani Hai
"

Ques....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #6 on: April 16, 2005, 09:01:59 AM »
Reply with quote
Thanx waheed aur bohat accha likha tumne.

"Bhooli kahani kabhi hua karti thhi zindagi,
 bhool chuke ho tum agar use......,
 to aaj bhi kaise yaad kar rahe ho use,
 apne kadmon ko ek naya jahan de do,
 zindagi ko ek naya zamana de ke dekho."
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #7 on: April 16, 2005, 09:18:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Thanx waheed aur bohat accha likha tumne.

"Bhooli kahani kabhi hua karti thhi zindagi,
 bhool chuke ho tum agar use......,
 to aaj bhi kaise yaad kar rahe ho use,
 apne kadmon ko ek naya jahan de do,
 zindagi ko ek naya zamana de ke dekho."


ur  welcome  Qutubuddin  bhai.....Nidhi..........:lol:  bahot  khoob  Nidhi....nice reply...........

Yah Hijr Hawa Hi Dushman Hai Uss Naam Ke Saare Rangon Ki
Woh Naam Jo, Mere Haunton Par Khushbu Ki Tarah Abaad Hua
Iss Shahar Ke Kitne Chahre The, Kuchh Yaad Nahin Sab Bhool Gaye
Ik Shakhs Kitaabon Jaisa Tha Woh Shakhs Zubaani Yaad Hua............nm
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #8 on: April 16, 2005, 12:01:24 PM »
Reply with quote
WEll said Waheed..

"
Yah Hijr Hawa Hi Dushman Hai Uss Naam Ke Saare Rangon Ki
Woh Naam Jo, Mere Haunton Par Khushbu Ki Tarah Abaad Hua
Iss Shahar Ke Kitne Chahre The, Kuchh Yaad Nahin Sab Bhool Gaye
Ik Shakhs Kitaabon Jaisa Tha Woh Shakhs Zubaani Yaad Hua
"

Ques...
Logged
pandit
Guest
«Reply #9 on: April 16, 2005, 12:05:49 PM »
Reply with quote
well waheed n quttubb...ji..................................... .......................
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:25:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer